King of jb said:kahany may twist ....raja rani and king ....abb thik hay mg lolzzzzzzzzraja and rani phir say suroo bord khani
friend_16 said:ab mujhay rani ka intezaar kerna paray ga..
cutefriend said:yar main ne sab se pehlye ki fee jama kerwai hui hai mera abhi tak kam nahi bana ?
shaista said:churailain??
woh to aap ke paas hi aati hoongi na.... u attract those people...
waise a friend of mine ne contact kia eik palmist se...kuch baatein us ne kee aur phir kaha ke beta tumko main patta naheen kis money transfer ka naam batata hoon aur falaan naam par itne hazaar rupees jamma kara do aur phir dekho main kia karta hoon....bakwaas!!!
aggar aise takdeer badaltee to ameer loog achi takdeer na khareed lete...
kaheen aap wohi saheb to naheen hain na, jo sitaare deikh kar bata rahe hain?