Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
who said jo ho raha hay honay do?
jab halat ka hi pata nahin ho ga awaam ko to kia ilhaam ho ga un ko abt situation???

+ humanrights wali kai tanzimoon ko pahlay hi nazar-band kar diya gaya hay(as shown in geo news(uk))
baki bi jin par un ko shaq tha un tahrek chalanay wali tanzimon ko nazar-band kar diya gaya hay.
So what to do?

aap ki eyes par patti bandhi ho and hands bi bandh diyay jaen to aap kia karo gay?


Posted 05 Nov 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
musharaf ko galiyon ki nahin jotay parhnay ki zarorat hay
and sarkon par nikalnay say jo ho raha hay wakulah,judges and news walon kay sath, wohi ho ga aam logon kay sath bi,
mar-kutai and phir jail auraton ko bi nahin chorha manhoson nay

upar say aam awaam ko kuch pata hi nahin chal raha
aaj to jung news walon par bi attack kar diya police nay
cause wo akhbar shaya karnay walay thay PURAY SACH kay sath

waisay jab emergency khatam ho gi to daikhna phir jo haal karna hay media nay musharaf ka
mujhe wait hay us waqt ka
Posted 05 Nov 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
to batain
Posted 19 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
madgirl* said:

huhhhhhhhhhhh
very serious topic
janab pehla sawal....
islam ne in ka darja aulia-e-karam se zyada buland kar rakha hai agar ye serf deen k faraiz hi ada kar le yaani namaz roza waghera or ye jo kaam ye karte hai is ko chhor k koi or jaaiz kaam...



Aulia e karam say ziada??? yah kahan likha hay? and kis ka kahna hay?



madgirl* said:

jaha tak baat in k ibaadat k tareeqa kaar pe aati hai waha beheshti zewar mai likha gaya hai k jo in ko lagta hai k wo mard zyada hai,ya un mai naswaani unsar zyada hai to usi tareeqa pe ibaadat ki jaaye



hmm oki.
and aik question hay kay,agar aisa hay to, jin ko lagay kay wo aurat ziada hain to, tab agar wo auraton jaisay kaprhay pahnain to tab to unko gunah nahin milay ga na?
ya phir yah bat sirf IBADAT kay liyay kahi gai hay?



madgirl* said:

maa baap ka farz ye hai k inhe bhi apne doosre aam bacho ki tarha paale or kia aap ne wo hadees nahi suni jis ki tashreeh is tara hai jo insan apni do betio ki parwarish ache tareeqe se karega qayamt k din wo MOHAMMAD (PBUH)k itne hi qareeb hoga jesa k humari shadat ki ungli or darmyaan waali lambi ungal to bhai mere socho zara in ka darja kitna buland hoga???????



main aap ki bat to samajh gai hon,
ji parhi hoi hay yah hadees,and agar main bhool nahin rahi to puri hadees yah thi kay,achi parwarish karain and unki shadi karain.

but wo bat only betiyon kay liyay ki gai hay, BETON kay liyay nahin, to tab wohi bat in kay liyay ham kaisay kah saktay hain??
i think khud say koi darja daina sahi nahin hay.

han yah bat to hay kay SAB bachon ki achi parwarish ka hokom diya gaya hay parents ko.



madgirl* said:

baaqi agar koi or confusion hai to thore dino ka waqt do k mai kuch or kutub parhoo or kuch logo se is k baare mai information jama kar k aapko bataoo
aap bhi SAHA SATTA ki 6 kitaabo mai se kisi bhi ek ka mutaala kijyega jawab mil jaayega



oh thankzz
Saha Satta? yah writer ka name hay kia?
(and main pakistan main nahin hon, yahan say yah books milna mushkil hongien )
Posted 19 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Ashii said:

yarrrr hamari parda daar society mei middle class gharon mei "dancing girls" ko invite nahi kiya jata,, aurton ka nach gana thori 'mayuub' si baat hai,,
aur iss ka alternative hum logon ne yeh dhoonda hai
its shameful the way ppl talk abt them or treat them,, we shd accept them the way they are,, kyun k agar woh medicaly unfit hein to yeh Allah ki marzi hai,,



invite tabhi kartay hongay na Ashi jab un ka wajood hoga, jab wo aisa kaam karain gay hi nahin to koi kaisay invite karay ga unko?

and aksar kisi kay ghar BETA paida ho, ya BETE/BRO etc ki shadi ho tab yah log agar jan jaen to
khud a jatay hain "Paisa" lainay, as sadqa or nazrana, i dont know kiya kaha jata hay un paison ko.

Ashii said:


now a question
y there s such a big number of "darmiyane" in india and pakistan ??
well its coz half of them are not
i recently learnt that a lot amongst them are men... KYUN ka jawab mere paas shayad nahi hai,, par woh KYA karte hein ka jawab hai



yups mainay bi SUNA hay,
and is KION ka jo jawab mujhe mila tha wo yah tha kay JOBS NAHIN MILTIEN UNKO

and jo wo kartay hain wo,hmm wo to auratain karain ya mard i think aik jitna hi gunah milta ho ga.
(yah bi suna hay bas, haqeeqat kia hay, yah to ALLAH hi janain.)

ALLAH hidayat dain sab ko, Ameen!
Posted 19 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
insan ko kon si cheez disturb nahin karti?

Posted 19 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
100 mein say 99 banday bhe kuch ghalat ker rahay hon tu wo cheezz sahe nahi ho sakti..
maira matlab yah to nahin tha
mainay ghalat na lagnay and ghalat na samajhnay ki bat ki hay.


maira mujh par control nahin hay


balkay imaan ki kamzori kahna chahiyay



Posted 19 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
kisi ko nahin pata?
Posted 19 Sep 2007

Topic: iam sad today

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
wow wo song yad a gaya

hay jazba janoon to himmat na haar

best of luck girl
Posted 18 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
^and maira mamla Ashi say ulat hay
main MAAF kar daiti hon but BHOLTI nahin
haan yah bat aur hay kay phir mairi koshish hoti hay kay main UN logon kay baray main na sochon.

and aik aur bat jo mainay kuch time hoa karni start ki hay wo yah hay kay,
main maaf to bohat jald kar daiti hon and sab ko hi, BUT phir main un logon ko daikhti hon kay kia wo log bi pachta rahay hain?
kiya un main koi farq aya hay? ya wo ab bi wohi batain/kam kartay hain jis ki wajah say hamaray darmiyan fasla aya tha?
and kia wo dil say razi hoay hain ya sirf MANAFQAK kar rahay hain?

agar answers -ive aen to main un logon say milna kam ya na honay kay barabar kar daiti hon(but dil say maaf zaror karti hon)

and aisa is liyay karti hon coz, agar NARAZGI ki wajah USI jagah Qayam hay to HAM log again NARAZ ho saktay hain, to its better kay FASLA rakha jaey.
Coz mujh say MANAFQAT nahin hoti.
Posted 18 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Doctor Sam said:

BUT there is a point... Dekho agar aap ko koi achi baat bata raha hai, to aap ye kion socho gay k wo khud amal karta hai ya nahi..? Usko ZAROOR amal karna chahiye. Lekin agar wo nahi bhi kar raha lekin aapko kuch acha bata raha hai to kya hamain maan nahi lena chahiye ? what do u think ?



pahli bat, batanay main and tohmat laganay ya kisi kay kirdar par ya amal par ungli uthanay main bohat FARQ hota hay. Koi mujhe koi achi bat 100 martba batay, i wont mind coz us main faeda maira hi hay, BUT as i said before kay main yah zaror daikhon gi kay wo yah bat mujhe samjhanay kay liyay kah raha hay ya NICHA DIKHANAY kay liyay.

BUT agar main pahlay say janti hon kay us shaks kay amaal kaisay hain, and us ki niyat ka andaza ho to tab uski bat mujh par kam hi asar karay gi

NAHIN main koi bi bat eyes band kar kay nahin maan sakti, i have to chk kay jo bat batai gai hay wo wakai main SAHI hay ya GHALAT?.
and kaafi SAHI baton ka, aksar islam say koi taluk nahin hota,
wo bas aik izafi soch hoti hay logon ki, kay aisa kar lo to acha hay.
and agar us ACHI/SAHI bat kay karnay/na karnay say mujhe feel ho kay aisa karna/na karna mairay liyay sahi/ghalat hay to main wohi karongi jo mujhe theek lagay ga.



Doctor Sam said:

Aor behna, jese main ne bazi bhai k post k reply main likha hai, main ne forum pe aor real life dono main aisay topics par ye e dekha hai k aik behas s shuru ho jati hai, dono taraf k log doosri party ko blame karne lagtay hain ... aor positive reslts nahi aatay ..



i know, but try main kia harj hay?
mujhe har bat main sawal pochnay ki adat bachpan say hay,
jab tak maira zameer mutmin nahin hota kisi bat say, main koshish karti rahti hon un sawalon kay SAHI jawab kay milnay ka.
and mainay apnay tajarbay say sikha hay kay JAB TAK INSAN KHUD NA CHAHAY, NA TO BAHS BARHTI HAY NA FIGHT HOTI HAY

bas insan ko ignore karna ata ho lol



and end main main kahon gi kay yah topic kisi aur simat chala gaya hay :D
kiya main admin/mod ko bol kar close karwa don?

Posted 18 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
aap sahi kah rahay hain,
hmmm dobara say same topic, no, main first post edit kar daiti hon.



Posted 18 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
how to forget?

pahlay maira aik question hay aap say kay , bholain kion?
yad karnay main kia burai hay?


and yah jo yaad a jati hay khud say,bina yad kiyay, to aisa shaks to pahlay hi aap ko bhola hoa hota hay,
tabhi to sirf kabhi kisi thing ya bat say wo yad ata hay,
bilkul usi tarha jis tarha aur bohat say wakeyat, chizain, "dushman" etc yad atay hain.


Posted 18 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
angel,. main to bachpan say hi khud ko bura kahti hon



"everyone else is doing this thing wht if i do it too?"

yah bat kabi mairay dimagh main nahin ai,
mujhe jo karna hota hay main kar guzarti hon,beshak aur kartay hon ya nahin.



y always the wrong way is so tempting?


i think is liyay kay aaj kal dunia main ghalat rastay/kaam ko "ghalat" nahin mana jata.
isi liyay kisi bi jagah ko lay lain, 100 main say 80 log ghalat kam kartay hon gaey. (ab ghalat kaam say mairi muraad choti moti batain bi hain jin say islam nay mana farmaya hay,but we do)
and jab aap kay ird gird itnay log koi kam kar rahay hon,
and wo itna ghalat bi na lag raha ho, to tab natural si bat hay kay aap ka bi dil chahta hay wo kam try karnay ka.



and kis tarha roka jaey?

hmmm sari bat nafs ko kaboo main rakhnay ki hay,
and yah bi kay KIYA AAP WAKAI MAIN CHAHTAY HAIN KAY AAP WO KAAM NA KARAIN?
and agar jawab YES main milay to,i think aap khud par control kar saktay hain, and khud ko rok saktay hain aisa koi kaam karnay say.
Posted 18 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
baki logon ko bad main jawab dongi,
abhi main bas mr nice guy ko yah kahnay ai thi kay pichlay pages par mairay topic bananay kay maqsad ko parhain
and plzz... yah niyat etc wali batain dosray topic main bi discuss ho rahi hain, plz yahan yah mozo na chairhain,hope aap bura nahin manain gay.
(and yes i agree with you)

Posted 17 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
thnkz all, mainay sab ki posts parhi hain, but abhi time nahin hay, jab ziada time lay kar ai to gonna reply,
bohat bohat shukriya sab ka :)
Posted 17 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
yahi to maira point hay.
i dont like judging ppl, and only un baton ki hi nasihat karti hon, jin par main khud amal karti hon.

Posted 15 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
hmmm i would say aap bohat lucky ho, aisa ho to ALLAH ka shukar ada karna chahiyay
coz aam tor par to ham logon ko aik bi sahi rasta mushkil say milta hay.

Posted 15 Sep 2007

Topic: iam sad today

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
azam to acha hay aap ka
but jab usa jaisay itnay power walay, rich mulq main kids aisa hi nasha kartay hain to hamari syasat to hay hi gandi, so koi umeed nahin hay.
and dusri bat aap in ki help kaisay karo gi? agar ilaaj kay liyay paisa do gi to wo nasha main urha dain gey.
agar ilaj karwana chaho gi to i dont think so kay wo aap ki bat manain, and mano agar maan bi gaey, to theek honay kay bad kia???
unko paisa chahiyay, studies kay liyay bi,and khana khanay kay liyay bi, to kia kia kuch karo gi aap?

Posted 15 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
thankz, auron ka to pata nahin, i alwz read your posts and topics, coz you got a unique style.

acha ab back to topic,
balkay i dont think so kay mujhe bi kuch aur kahnay ki zarorat hay is topic main


Posted 15 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
lol not tanz, aap ki bohat si posts read ki hoi hain islam section main

shukar maira maqsad to samajh aya
Posted 14 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
step laina to bohat dur ki bat hay, abhi to in questions kay answers hi mil jaen to bohat hay
Posted 14 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Sami Doci, upar wali post main mainay apnay topic bananay ka maqsid likh diya hay

+ yah bat sirf forums kay liyay nahin kahi balkay real life main bi aisa hi hota hay
mairi aksar logon kay sath bahs hoti hay about it, coz
yahan aisa hi kartay hain log, aap ko kisi bi bat par tok daingay, and jab unko ahsaas dilao kay, AAP BI TO KUCH AISA KARTAY HO JO BILKUL ISLAMI NAHIN HAY, ya KUCH ISLAMI FARZ HAY JO AAP KO KARNA CHAHIYAY BUT AAP NAHIN KARTAY to answer milta hay, mujhe nahin pata tha ya phir yah k ham farishtay to nahin hain
jaisay kay dusra shaks farishta ho

and jaisa aap nay kaha kay achi bat hay kisi ko bura kam karnay say rokna, ya phir kuch achi info daina, to yes hay,
but aisi info usi insan say sun kar asar karti hay jo khud bi aisi baton par amal karta ho.


Posted 14 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Bazigaar said:

   

to begin with...can u give a reference where it says guys gotta cover their heads?

baki baat baaad mae kerain gae..we gotta go step by step right?



bohat time pahlay kisi book main aisa kuch parha tha,
reference yad hota to likh daiti, and agar 100% sure hoti to yah kabhi na likhti kay CORECT ME

and dusri baat Bazi bro, yah topic aap kay liyay to hargiz nahin banaya ,you know why? coz i know aap kay pas kafi knowledge hay about islam.

and asal bat sirf mard aurat k maslay ko samnay lana bi nahin tha, balkay maira point yah tha kay,
ham log har hot topic ko lay kar hi bat kion kartay hain?
aur bohat say hazaroon maslay hain, info hay, jiska hamain pata hi nahin hay, and un main say BOHAT si aisi batain hain jo hamaray liyay jan.ni bohat zarori hain,to jo time ham dusron par attack karnay main lagatay hain, and same hi bat ho discuss kartay rahtay hain to, agar wohi time khud islam ko jan.nay main lagain to hamara hi bhala hay.

Posted 14 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Posted 14 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
^golden days thay wo, ab aisa mushkil hi say ho


friend_16 said:

aasera she/he wasn't asking for personal experience, just ur opinion and observation..



i know ,auron ki to sab bat kartay hain,
aisay hota ho ga,waisa hota ho ga,
to mainay socha kay apnay baray main bata don
ab jhoot to bola nahin hay, agar dusra ho gaya to bata dongi, nahin hoa tab bi,
unko answer mil jaey ga
Posted 14 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
acha samjhi,
acha aisa ho to khud say bolo lalach buri bala hay, and kisi bi aik rastay par chal parho zahir hay dono par to chalnay say rahi aap :P
nahin joke nahin,
jab dono hi rastay sahi hain,
to phir choose karnay main kia dushwari?

yeah istekhara to theek hay but istekhara k jo dreams ate hen, un ki bi to aksar samajh nahin ati


Posted 14 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
shahrukh khan said:

on your 36000 posts..keep it up dekha sabne hai par banaya kisi ne nahi main nahi bol raha



you know kasoor kis ka hay?
aap ki avt wali pic ka
ab koi aap ko daikhay ya posts ko ;) lolzzz

chalain auron ko chorhain, main kahti hon na
ConGraTsChooOOoo my chweeeeeeettt veeeeeeeeeerrrrrrrr jiiiiiiiiiiiii

ab rona nahin, nahin to mujhe hansi a jaey gi

Posted 14 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
aik ho chuka hay
agar dusra hoa to bataon gi lol
Posted 13 Sep 2007

Barsaat

Age: 124
6569 days old here
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
apnay sath yah prb nahin hay
mujhe jo bat ziada sahi lagti hay wo main kar laiti hon,
bad main chahay bughtna parhay
coz, faisla apna ho ya dusron ka, kuch hath kismat ka bi hota hay,
you never know kay, kon sa faisla bad main kia rang laey ga
to itni tension kis liyay???
haan jo bat khud ko sahi lagay, wo karain gien to koi pachtawa nahin rahay ga bad main
and ho sakta hay jo aap ka faisla ho wohi ALLAH nay bi socha ho aap kay liyay
bas insan ko SAHI or GHALAT ki pahchan honi chahiyay


Posted 13 Sep 2007