Topic: Kaya Ishq???

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks
Posted 23 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shaid aisa he ho
Posted 23 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Muhabbat o hijar k sachay jazbo se labraiz nahait shandaar sharing hay thanks a lot 4 this
Posted 21 Jan 2006

Topic: Kaya Ishq???

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aap ne bohat umda kaha hay jo bhi kaha sahee kaha

asal mein baat wohi aa jati hay keh mein manta hon keh yeh pyar ka jazba bara shadeed aur bohat jnaooni hota hay aur mairay samait jhar koi chahata hay keh usay us ka mehboob zaroor milay magar plz ik nazar sab sochyay keh ik shakhs ko panay k liyay ik ko kho daina koi aqal mandi hay is se behtar hay keh aap us shakhs jis se aap pyar kartay hain us ki bhi behtari sochyay khud ko takleef de kar usay takleefo se bacha leejiyay no doubt yeh bohat mushkil hay magar such yahi hay keh yeh mushkil zaroor hay magar na mumkin nahee hay kisi ko pa laina he ishq ka ikhtitaam nahee hay.

mein yahan per ik hakait share karo ga keh majno laila k ghar k pass se guzar raha tha aur us ka chera sky ki taraf tha kisi ne awaz di majno laila k ghar ki taraf daikh k shaid woh tujhay nazar aa jaaiy

majno ne kaha mein us sitaray per iktifa karta hon jis ka saya laila k ghar per par raha hay yeh sab kaya hay yeh koi afsanvi batein nahee hain yeh sachay jazbo ki kahaniyan he nahee haqeeqatein posheeda hain in mein.

Khud ko kho kar kisi k bharam ko kisi ki izzat ko qaim rakhna he asal haqeeqat hay aur yahi asal muhabbat kinishaniyan hain Allah Tala hum sab ko yeh samjhnay aur is ki pairvi karnay ki tofeeq de mairay samait ameen
Posted 21 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan






Posted 21 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yaho to mazay ki baat hay keh mujhay masalo ki bilkul bhi zaroorat nahee hay such sab se barh kar maz daita hay chahay talkh he kiyon na ho
Posted 21 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Anoushy said:

well ur right kay mubabat ki defination karna na mumkin hai .... baz dafa youn hota hai kay app ko judye kay bad muhabat ka ahsas hota hai uss ki qader atti hai

ya tu khuch bi nahi ab main soch rahi hoo kay app ki soch main bohay west hai aur us kay agy ya tu shyed khuch bi nahi ..... muhabbat ko samjana mushkil hai bayan say baher hai well main itna hi keh sakti hoo app ka bi bohat bohat shukariya

thanks once again



shukriya ki koi zaroorat nahee hay maira aap ka shaid zahri tor per koi rishta nahee hay magar han jab kisi se baat ki jaaiy to kam az kam dosti ka rishta chahay arzi tor per he sahe qaim ho jata hay hala keh dosti kabhi aarzi rishta nahee hoti aur jahan dosti ka name ho wahan per thanks nahee hoti so want to say that no need of thanks.
Posted 21 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SohniKuddi said:

BILLOOOOOOOOOOOOOOOOOOO BILLOOOOOOOOOOOOOOOO!!


KAHAN HO?

O O JANEJANA,
DHOONDE TUJHE DEEWANA
SAPNON MEIN ROZ AAYE
AA ZINDAGI MEIN AANA




Hum to yai hain tum he hamein chhor kar bhag gaiay thay oper se hamaray aashiq banay phirtay ho
Posted 21 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Anoushy said:

chaloo ro mat main thori dear ko billo ban jati hoo



oye larkay tumahari itni jurrat k tum mairi yni BILLO ki jagah sanbhalnay ki koshash karo buch k raho warn maar paray gi
Posted 21 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SohniKuddi said:

LOLzzz, itthe te tussi saare raam fermaa re ho....mein aa geya hoon, uttho saare te nasso,



yeh sab buzdil hain akaili Billo ka muqabila nahee kar saktay daikho kaisay chhupay baithay hain aur tum kaha gaaiy huway thay waisya kehtay rehtay ho mujh se bara pyar hay aur maira haal chaal bhi nahee pochha aur avein he ghaib thay itni dair shay mein ne tum ko nahee mish nahee kiya aur han mein kal aaon gi phir detail se sab jawab don gi abhi jaldi mein hon
Posted 20 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

majboori lerkoon k liyee kya manni rakhti hai
aise log buzdil hote hain



sorry to say brother r sister jo bhi hain mazrat k sath aap ki soch mein yahi kaho ga keh wasee nahee hay aap apni soch ko vussat dein to aap ko pata chal jaaiy ga kh larka ya mard kab majboor ho sakta hay 4 example aap larkay hain aap ki mother aap se kehti hain keh baita daikho tum ne is se shadi karni hay kiyon keh yeh be sahara larki hay aur is ka koi nahee hay dunya mein aur yahi mairi khawahish aur hukam hay to aap kisi aur ko pasand kartay hain aap kehtay hain keh mein kisi aur ko pasand karta hon woh bhi mairay baghair nahee reh sakti to aap ki mom kehti hain keh mairi baat ko hukam samjh lo mairay darkhwast samjh lo ya kehti hain keh maira mother honay ka haq do maira maan rakhlo to aap kaya kahein gay keh nahee aap majboor nahee hain tab bhi jab keh ISLAM bhi PArents k hukam ko harf e akhir qarar daita hay agar woh deen k khialf na ho to ab aap bataiyay aap kaya karein gay

aur ap ka kaya khyal hay sirf larkiyan he majboor hoti hay bhai maira is dunya mien har banda majboor hay bus majboori ki ik hadd hay sab ki koi zayda majboor hay koi kamm hope u will understand kenay ko bohat kuchh hay per i think itna he kafi hay aap apnay parents ko razi karnay ki koshash kar saktay hain laikan agar aap kahein keh aap apni marzi kar saktay hain aap majboor nahee hain to mein kaho ga aap ghalt hain kiyon keh tab bhi aap ik ka bharam tor kar dosray ka bharam qaim rakho gay aur majboori mein bharam us ka rakhna chahyay jis ki baram zayda zaroorat hay jis ne 20/22 saal aap ko seenay se laga k rakha hala keh is mein bhi ko shaq nahe hay jo aap ko chahti ho gi woh bhi bohat chahti ho gi sahee ho gi magar parents k muqabilay mein kuchh nahee
Posted 20 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Muhabbat ik aisa pakeeza jazba hay keh jis k baray mein sab apnay apnayandaaz se sochtay hain kisi ko muhabbat Khuda dikhti hay to kisi ko dua to kisi ko dava is ki definations karna mushkil he nahee na mumkin bhi hay kiyn keh muhabbat har ik per us k zarf aur us ki ehliyat k mutabiq asar andaz hoti hay yeh Atya e Kudawandi hay. ALLAH TALA AAP PER AUR SAM MUSLIMS PER APNA FAZAL O KARAM FARMAAIN AMEEN.

Baqi aap ne bohat khoobsorat ghazal share ki hay Thanks a lot 4 this although thanks koi maqool lafz nahee hay kam az kam is k liyay
Posted 20 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Bohat achha shere hay Thanks 4 sharing with me.
asal mein yahan per mein sirf apni zaati poetry send karta hon aur dosray apni raaiy se apnay khyalaat se mujhay nawaztay hain Aap parh kar mujhay apnay views zaroor bataiyay ga Thanks apna khyal rakhyay ga Allah Hafiz
Posted 20 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
BadShaH1 said:

billo tughey kon tang kerra hey


Kisi ki itni jurrat he kaha hay jo Billo ko tang kar sakay
Posted 15 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shy_princess said:

jeetai rahai maira cheeta
shabash
ess billo ki aqal thekanai laga doo



haiy haiy babay ki khawahish daikho baray miyan tumharay ab Allah Allah karnay k din hain
Posted 15 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

o shukriya mere Bahi hum sath sath hain
abhi is billo ki aqal tikhane lata hoon

bari aaye hum se panga leney



han jee Billi ko chhichhro k khawab shabash bacho daikhtay raho
Posted 15 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
BadShaH1 said:

okay gud idea

chelo ab mein larki banti hoon.

im Hoor



mujhay to Langoor lagti ho Hoor jeee
Posted 15 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jee zaroor class leejiyay ga is ghazal per kiyon keh yeh 2 shairo aur ik anari ka mushtarka kaam hay
Posted 15 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

pata nahi aise hota hai ya nahi
duniya mein dhoka itnahai k pata nahi chalta kaun fair hai n kaun nahi
2nd bina dekhe hota hai
bina jane bhi hota hai but if both persons r sincere



jee han magar baaz dafa sincerity karnay walay baaz ogo k dabao se ya baaz halat se majboor ho kar kinara kash ho jatay hain un k baray mein aap ka kaya khiyal hay haya woh buzdil hotay hain be wafa ya majboor mafi k qabil
Posted 15 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
zaroor baba jee
Posted 13 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Thanks
Posted 13 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aap ka kaya khyal hay hum pyar kiyon kartay hain?
Posted 13 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 10 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ok aaj k liyay itna he ab Billo ap se ajazat chahti hay Allah Hafiz i lub all of u
Posted 10 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Queen of jb said:

ye kon PARI ASMAN SAY AAI HAI ^^^^^^^
CHALO JAB TAK BILLO NAHI ATTI ISSI PARI SAY TIME PASS KARTAY HAIN.......



achha to aaj tum ne such bol he diya tum mujh se sirf time pass kartay thay u cheater fraud dhokay baaz tium ne maira maan tora hay mein abhi daiti hon apnay bhaiyo ko awazzzzzz veeeeeeeeeeraaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ghoaray per baith kar aa jaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Posted 10 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Queen of jb said:

shy_princess said:

rapunzel said:

Virdan said:

mujhay yani Billo ko is waqt bari jaldi hay jald aa kar sab ko reply karo gi chhori gi nahee kisi ko bhi



koi pakra jayein ga tu choorin gi na
BIllo420



hoo haye
aisey nah kahoo
billo mind kar jaye gi



oye billo ki bachi mere soi hoi tiger ko na jaga........


SHEZADA JIS PAR FINGER RAKH DAY WO USSKI HO TI HAI ........chalo baki sab bhago yahan say ....



mein ne kitni baar kaha hay keh janwar se indsan ban jao per nahee tum ne janwar he ban.na hay ab tiger ban.nay chalay ho wah
Posted 10 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
madgirl said:

oyeeeeeeeeeeeeee   tum sab log khamoshi se 9-2-11 hojaao
cuz billo meri hai
billo i love u


oye hoye itna sacha aur pakka aashiq magr mein yaqeen kaisay karo keh tum sachay ho
Posted 10 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shy_princess said:

rapunzel said:

Virdan said:

mujhay yani Billo ko is waqt bari jaldi hay jald aa kar sab ko reply karo gi chhori gi nahee kisi ko bhi



koi pakra jayein ga tu choorin gi na
BIllo420



hoo haye
aisey nah kahoo
billo mind kar jaye gi

zahri baat hay mairay pass mind hay mein to karon gi he ab us k paas mind he nahe hay so us ka s se kaya kaam
Posted 10 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SohniKuddi said:

G G Billo.....apne bhai k liye Lassi lao.....humare liye bhi ik glass le ao

Te Shy Prince.....tussi saddi teritory vich aa ge ho, hun zarra sambhal k....iss jagga da mein king te meri billo queen...

G G twadde naal assi tahnde dimaagh naal gall karde, tu hega saddi billo da bhai...te mera tu bro in law lagda... chalo bolo...ki gal karni si?



oye apni marzi nal kng ban gaya wein
aidhar a zara tairaiyan tay lattan panna mein kujh Khuda da khauf kha nam nahad kinh har aira ghaira maira para banan de qabil nai samjhaya vein keh nai
Posted 10 Jan 2006

Virdan

Age: 124
6822 days old here
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rapunzel said:

Virdan said:

mujhay yani Billo ko is waqt bari jaldi hay jald aa kar sab ko reply karo gi chhori gi nahee kisi ko bhi



koi pakra jayein ga tu choorin gi na
BIllo420

mujrim pakarna mujhay achhi tarah aata hay mein tumhein kan se pakro gi to tum tarlay karo gay tab chhoro gi aur waisay bhi hum ne to baray baray mujrim pakray hain tum ho kaya cheez
Posted 10 Jan 2006