mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lunch no way
Posted 23 Jun 2008

Topic: Bollywood

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
q4=salman
Posted 23 Jun 2008

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
agree
world is beautiful?
Posted 23 Jun 2008

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
she has respect for others
Posted 23 Jun 2008

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
haqeqat hai lakin kuch achi nahin.
btd mughay betay say zyiada beti,bhai say zyiada choti sis pasend hai.
Posted 23 Jun 2008

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sory 2 say mera nahin khyial pak mein halat badal rahay hein balk pehlay say bhi zada kharab ho rahay hein
jahan tak media ki bat hai meri to woh ab field hai or media wohi dikhata hai jo awam daykhna chati hai asal kasorewar awam hai not media.
sab kehtay hein musharif nay lal masjid pay zulim dhayia isliay zartdari or nawaz "sharief" ko vote milay.
ok fine but zardari kon hai?pak ki history ka crupet tareen banda and so cold sharief sahib ki jahan tak bat hai woh judiciary bahal karwana chatay hein or loog samghtay hein woh karwayengay lakin media nay to loogon ko batyia hain in bhai sahib ki hakumat mein supreme or maybe high court pay ghundo nay hamla keyia tha jo kay sharief bhai sahib kay thay woh logon ko nazar kyion nahin ata?
srif kuch logon ko chor ko hamari youth srif kulmay ki had tak musilman hai including me lakin atleast mugh mein yeh kehnay ki to himat hai loog to mantay nahin dopata,mardon ki nichi nazar,respect for women,nafis pay control pak mein kis jagha hpay hai me ko bhi zara bata do?
i am extremly sorry ager kisi ko bura lagay.
Posted 23 Jun 2008

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
musharif ki kursi
ss je true politician k liay pak mein to no chance establishment meray jeson ko pasend karti hai.
ANCHOR
Posted 23 Jun 2008

Topic: 2007 GAME

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
best luck 2 all members
Posted 24 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
i have lost myself in haze
covered with fatal smoke
it is all around me
that i could hardly breath
my heart stops the beat
and my eyes have fearful desire
a pinching thirst on my lips
i am desolate in my pain and misery
and thier is no yearning to gratily
althuough i am bounded with relations
but thay all are strangers
i am no longer familiar to them
i have lost myself in haze
covered with fatal smoke
it is all around me
oh GOD,could i be senseless to this feeling
please grant peace to my soul
that i may not cry while laughing
an live calmy like others
without being engrossed in dreams
oh GOD,i could hardly breath
my heart stops the beat.
Posted 23 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
daricha khol kay rakho sabah nay ana hai
abhi bhar ki pehli hawa nay ana hai
tumhay shumar karayngay loog ab fakiron mein
tumharay dar pay bhala kis gada nay ana hai
hum iski rah mein diwar ik khari kar dayn
sawal yeh hai kay kidhar say qaza nay ana hai
hamari charahgri ko deyiare ghurbat mein
khud asmaa say utar kay khuda nay ana hai
nagar gosh bar awaz har qadam rehna
kisi tsarif say to uski sada nay ana nai
Posted 23 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
koi faryiad teray dil mein dabi ho jesay
tonay ankhon say koi bat kahi ho jesay
har mulaqat pay yehi mehsos hota hai
mugh say kuch teri nazir poch rahi ho jesay
rah chaltay huway aksar yeh gumah hota hai
woh nazir chupkay mughay daykh rahi ho jesay
ik lamhay mein samit ayia hai sadyion ka safir
zindgi tez boht tez chali ho jesay
Posted 23 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
umar bhar ka bandhan pal bhar mein toot jata hai
soch kay badlnay mein deer kitni lagti hai
jab huwa mukhalif ho,moj mein saminder ho
kashteyian ultnay mein deer kitne lagti hai
Posted 23 Aug 2007

Topic: Bollywood

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
k
Posted 21 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thanks
Posted 20 Aug 2007

Topic: Bollywood

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q1=meghna or bipasha
Q2=rabi peerzada
Q3=bhagyiashree
4=amir and juhi
Q5=akshay kumar
Posted 20 Aug 2007

Topic: 2007 GAME

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q1=monica belluci
Q2=gracy singh
Q4=kashmira shah(holday)
Q5=tabu
Posted 20 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jo mera openion tha meinay keh deyia ab jahan tak khali girls ki bat hai to iska jwaba wohi behter day sakti hein kum say kum mein nahin day sakta
Posted 17 Aug 2007

Topic: Hollywood

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
q3=kirsten dunst
Posted 17 Aug 2007

Topic: Hollywood

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
snowcheety said:

hmm right how did u get tht? i thought its a difficultone.



Mmja 65
Shahrukh 45
Fairl Girl 40
Baadshah 25
Balli 10
Cutefriend 10
Cute Girl 10
Javad 5


ho sakta hai oron kay liay mushkil ho par meray liay boht easy tha masi ki 2 4 movies daykhi hein like troy and target.
Posted 17 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ager aik lakka kisi say sacha pyiar karta hai or woh larki kisi wajah say uski zindgi ka hisa nahin ban saki to ghar walon ki wajah say ya wesay bhi ab ager koi or larki uski zindgi ka hisa hai to pehlay pyiar ki wajah say uskay sath nainsafi to nahin karni chaye na usko bhi man,pyiar ya jo bhi ap keh lay dayna parayga.
Posted 16 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ager koi kisi say sacha pyiar karta hai to ho sakta hai kay bad mein woh samjhota kar lay ya dosray insaan ko bhi pasend karnay lagay lakin woh pehlay ko bholta nahin hai life mein boht kuch esa karna parta hai ja hum nahin karna chatay.
Posted 16 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Dil Kii RahOun Mein Dairey Lagaye
hUm Ney SadiyOun hAin AanSOo Bahaye

Dil DhaRakna Nahi ChOrta hAi
KyOun mUjhey Raat Din Yeh Sataye

hUm Yeh Ilzaam Dein Kya KiSsi Ko
Apney Saye hOye hAin Paraye

Meray ROney Pey KhAiraan kyOun Ho
Kabhi hUm Bhi tO They mUSkuraye

WaQt e RukhSat Meray Sar Pey Aaya
kOii jA Key Usey Ley Key Aaye

Meri Neendien Khaan KhO Gaii hAin
kOii Gham Raat Bhar kyOu Jagaye

Wo Abhii Tak mUjhey Chahta hAi
kOii Aa Key mUjhey Yeh Bataye

Meray AansOo Gawa hAin Us Ko
bhOol Kar Bhi Na hUm BhOol Paye

kOi HaSrat Bilaktii hAi Har Pall
Hijjr Kaandhey Pey hAi Sar jhUkaye
Posted 16 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Dard Ko Na Dekhiye Dard Se,
Dard Ko Bhi Dard Hota Hai,
Dard Se Dard Ko Bhi Zarrurat Hai Zindagi Ki,
Akhir Zindagi Me Dard Hi Toh Humdard Hota Hai...
Posted 16 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thansk lg and fg
Posted 16 Aug 2007

Topic: Hollywood

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q1=diane kruger
Posted 16 Aug 2007

Topic: 2007 GAME

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q1=bhumika chawla(run)
Posted 16 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Hum use bhula kar bhi nahi ji sake,
hum use yaad rakh kar bhi nahi ji sake,
mar jaate kabke unke bina
par unki baaho ke bina mar bhi nahi sakte.



Mohabbat ke bhi kuch andaz hote hai,
jagti ankhon me bhi kuch khawb hote hai,
zaruri nahi ki gum me hi ansu nikle,
muskurati ankhon me bhi sailab hote hain.



Ae palak tu band ho ja,
khwabo mein unki surat to nazar aayegi,
intezar to subah dubara shuru hoga,
kam se kam raat to khushi se kat jayegi.



Yeh dekha hai humne aazmakar,
dhoka dete hai log aksar kareeb aakar,
kehti hai duniya par yeh dil nahi maanta
ki chod jaoge tum bhi ek din apna banakar.


Tere hote hue bhi tanhai mili hai,
wafa karke bhi bewafai mili hai,
jitni dua ki tumhe pane ki,
us se jyada teri judai mili hai.




Dil ke jhakhmo ko unse chupana pada,
palke bhigi thi par muskurana pada,
kaise ulte hain mohabbat ke ye riwaz,
Roothna chahte the par unko manana pada.




Unke pyar me humari zindagi kat rahi he mehkhane me,
na humne kuch kaha,
na unhone kuch kaha,
fir unhe kyon he shikayat humari zindgani se.



Ghum ye nahi ki aapne humse pyaar karna chod diya hai,
magar gum yeh hai ki aapne aaj kal humse nafrat karna bhi chod diya hai.


Tum kya jano kya hoti hai tanhai,
is tute hue patte se puch kya hoti hai judai.
Yun bewafa ka ilzaam na de zalim,
is waqt se puch ke kis waqt teri yaad na aayi.



Nafrat thi meri zindagi se to ulfat kyon ki,
dena tha zehar to mohabbat kyon ki,
dete ho zehar to kehte ho pina hoga,
pita hu zehar to kehte ho jeena hoga.



Kabar ki mitti utha le gaya koi,
usi bahane hume chukar gaya koi,
tanhai aur andhere me khush the hum,
lekin phir se intezar karne ki wajah de gaya koi.



Na kabhi ye chupaya ki pyar kitna hai,
na kabhi ye jataya ki dard kitna hai,
bus ek hume aur uss khuda ko hai maloom,
tujhse mulakat ka intezar kitna hai.



Hum phir bewafa se rishta bana baithe,
phir unki saadgi se dhoka kha baithe,
pathron se hai taalukaat apna,
phir bhi sheeshe ka ghar bana baithe
Posted 15 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
unn ki yaadon k jo aakhri the nishaan,
dil tarapta raha hum mitaate rahe,
khat likhe the jo us ne kabhi pyar men,
unko parhte rahe aur jalaate rahe,

unn pe khushion k baadal baraste rahe,
hasraton k mujhe naag daste rahe,
main idher khilwatoon main tarapta raha,
woh udher mehfilon ko sajaate rahe,

main jidher bhi gaya jis taraf bhi gaya,
roog hi roog the soog hi soog the,
woh bhi the loog jo zakhm dete rahe,
woh bhi the loog jo zakhm khaate rahe,

kuchh to murda parasti ka dastoor tha,
yun bhi har koi rasmoon se majboor tha,
zinda loogon k ghar main andhera raha,
loog kabron pe shammen jalaate rahe,

haye woh pyar k pur-khatar silsile,
uff woh nakamiyyon k kathan marhale,
ghair to ghair hain unse shikwa hi kia,
hum se apne bhi nazren churaate rahe,

laakh samjhaya ''sadiq'' ne tum ko sanam,
aaj kal pyar ki jins nayyab hai,
paaglon ki tarah tum nagar-dar-nagar,
khaak gallion men yunhi urrate rahe
Posted 15 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Mohabbat mar nahi sakti
Mohabbat Zinda rehti hai


Mohabbat kam nahi hoti
Mohabbat barhti rehti hai

Magar itna yaqeen to ho
Ke tum ko bhi Mohabbat hai

Magar mujh ko yaqeen hai yeh
Ke mujh ko to Mohabbat hai

Agar tum ko nahi to kya
Tumhain bhi ho hi jaye gi

Churao Laakh tum nazrein
Kahin tum jaa nahi sakte

Meri Chahat ki shiddat ko
Yun hi thukra nahi sakte

Nahi tum jaa nahi sakte
Mujhe khud per bharosa hai

Aur Chahat per yaqeen sa hai
Ke tum ko laut aana hai

Meri Chahat ki shiddat
Tumhain bhi khench laayegi

Tumhain bhi ek na ek din
Mohabbat ho hi jaye gi ...
Posted 15 Aug 2007

mmja

Age: 124
6849 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Har Ik Jurm Ki Saza Khuda Deta Hai


Har ik jurm ki saza khuda deta hai
Meri to vafa ki bhi saza deta hai

Na ho jaaooN kaheen jist men ishq ka kayal
Junoon-e-ishq men koi dagha deta hai

Hazaron hasraton se thake insane ko
Sulane ke liye khuda kaza deta hai

Naheen jata hai khali nishana unka
Haseenon ko khuda ye kaisi ada deta hai

Main teri bazm ka diwana naheen hoon
Kyoon koi door se nujhko sadaa deta hai

Mujhe manzoor hai mere katel khata meri
Ishq men aakhir kateel hi saza deta hai

Tammana marne ki jab bhi main karta hoon
Kyoon Koi dil se jine ki dua deta hai

waqte aakhir bujh gayi dil ki aatish ay “khalish”
Ab kyoon koi ise daman ki hawa deta hai ?


2 good or han end mein acha q keyia hai apnay accounting kay sir say poch kay batyionga preshan na hona mein hoon na
Posted 15 Aug 2007