Logo

Fairl_Girl’s Collection + OWN



Izhaar-e-Wafa

Aankhon se hi Lafzon ko Ada kar dia Usne
Chup reh ker b Izhaar-e-Wafa kardia Usne

Haseen Bayan ka matlab jana hai Mai ne Aaj
Bin Janbish-Lab khood Bayan kar dia Usne

Chanchal si Muskurahatein, Aankhon mai Shokh-Pan
Apna mujhe Aseer-e-Ada kar dia Usne

Mera Dil jo kabi Misl-Dhoop se Mashoor tha
Lamhon mai Saawan ki Hawa kar dia Usne

Laakhon the uski Surat-o-Seerat k paristaar
Ek Mere siwa sab ko Fana kar dia Usne

Posted on 4/11/2007 12:14:26 AM

Fairl_Girl:
aji kahan good work apke work ke samne to humara bad work ho gaya hai



dekha na chori ka maal hamesha acha hota hia

lolzzzzzzz

   shhhhhhhh kisi ko batan nahi ke main ne chori ki hain poetries

Posted on 4/12/2007 12:00:37 AM

kuch kuch mere se bi lagti hai
sssssssssssssssssssssssssssshhhhhhhh kisi ko nahi bataogi

Posted on 4/12/2007 6:56:52 AM



Meri aankhon se Khuaab dekho
To Aik shab bhi na So sako Gay
Ke Laakh Chaho Na Hans sako gay
Hazaar chaho na Ro Sako gay'
Ke Khuaab kya hain Azaab Hain ye
Mere Dukhon ki kitaab hain ye
Rifaqatain In main Chotti hain
Mohabbatain in main Roothti hain
Pinapti Hain In main Vahshatain see
Azyatain In main Photti hain
Un hi ke Dar se Khizaan Hain Jazbay
Un hi se shakhain see tot'ti hain
Ghamon ki Bandish hain Khuaab mere
Ahal Raha hai Dukhon ka Lava
Rahen Aatish hain khuaab Mere
Khayal sare Jhulaas gay hain
Sulagti Khuahish hain khuaab Mere
Ukharrti Sansain hain Zindagi ki
Lahu ki Sazish hain Khuaab Mere
Jo Meri aankhon se Khuaab dekho
To Aik shab bhi na So sako Gay!

Posted on 4/12/2007 7:09:42 AM


Posted on 4/12/2007 7:50:03 AM


Posted on 4/12/2007 8:00:18 AM

umar bhar chaha ke zameen o asman hamara hota
kash ke khuwaisho ka bhi koi kinara hota
arzo ke bhanwar main doobtye huye socha
bharam tu reh jata ger zabt ka yara hota
soch ke yeh is musafir ko roka hi nahi
dur jata hi kyon ager woh hamara hota
meri zeest weeran main bhi bahar a jati
ger katib takqeer ka zara sa ishara hota

Posted on 4/14/2007 1:20:16 AM

wah wah cf

Posted on 4/14/2007 4:13:18 AM

good mg
thx kol n tasha mam

Posted on 4/14/2007 4:14:53 AM



Ankhain dekhi to mein dekhta reh gaya
jaam dou aur donon hi do aatisha
Ankhain ya maykadey k wo dou baab hain
Ankhain un ko kahun ya kahun khuab hain
Ankhain neechi huyeen to haya ban gayen
Ankhain oonchi huyeen to dua ban gayen
Ankhain uth ker jhukeen to adaa ban gayeen
Ankhain jhuk ker utheen to khata ban gayeen
Ankhain jin mein hain qaid Aasman-o-zameen
nergisii nergisii, surmageen surmaeen

Posted on 4/14/2007 4:49:14 AM


Kabi Khood hi Mere paas aa,
Meri Baat sun Mera Saath de
Jo Khalish hai Dil se Nikal ker,
Mujhe Uljhano se Nijaat de
Tujhe Sochna Mera Mashghala,
Tujhe Dekhna Meri Aarzoo
Mujhe Dil de apne Khayal ka,
Mujhe Karb ki ek Raat de
Meri Zindagi Mere saath chal,
Mere Haath mai apna Haath de
Mujhe Ghum b Khushi se Qabool hai,
Jo Tu agar Mera Saath de

Posted on 4/14/2007 4:50:45 AM

Pyaar...
main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta!
iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta!
chahata hoon main tujhe aaj bhi par!
teri soch main apna waqt bekar nahi karta!
tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri!
isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta!
jo kuch mila hai usi mei khush hoon main!
tere liye khuda se taqraar nahi karta!
par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim!
warna Mein tujhe chahne ki khata bar bar nahi karta!

Posted on 4/14/2007 4:54:17 AM


Posted on 4/14/2007 2:08:11 PM

Fairl_Girl:
wah wah cf

shukriya shukriya


Posted on 4/15/2007 12:51:27 AM

Fairl_Girl:

Kabi Khood hi Mere paas aa,
Meri Baat sun Mera Saath de
Jo Khalish hai Dil se Nikal ker,
Mujhe Uljhano se Nijaat de
Tujhe Sochna Mera Mashghala,
Tujhe Dekhna Meri Aarzoo
Mujhe Dil de apne Khayal ka,
Mujhe Karb ki ek Raat de
Meri Zindagi Mere saath chal,
Mere Haath mai apna Haath de
Mujhe Ghum b Khushi se Qabool hai,
Jo Tu agar Mera Saath de


zaberdast
     


yeh bhi me us ko kahye ga

Posted on 4/15/2007 12:56:08 AM

Fairl_Girl:
Pyaar...
main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta!
iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta!
chahata hoon main tujhe aaj bhi par!
teri soch main apna waqt bekar nahi karta!
tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri!
isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta!
jo kuch mila hai usi mei khush hoon main!
tere liye khuda se taqraar nahi karta!
par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim!
warna Mein tujhe chahne ki khata bar bar nahi karta!

yeh bahut achi lagi poetry me ko
zaberdast

xaclty
yehi main ne bhi kaha us se yarr

Posted on 4/15/2007 12:59:12 AM

kabhi kabar usye dekh layen kahin mil layen
yeh kab kahatha ke woh khush badan hamara ho
ksoor ho tu hamarye hisab main likh jaye
muhabton main jo ehsan ho tumhara ho
yeh itni raat gaye kon dastakyen de ga
kahin hawa ka hi us ne na roop dhara ho
ufq tu kia hai darekehkshan bhi choo ayen
musafron ko ager chand ka ishara ho
main apnye hisye ke sukh jis ke naam ker dalon
koi tu ho jo mujhye is tarhan ka pyara ho
ager wajood main ahang hai tu wasal bhi hai
main chaye nazam ka tukra woh nasar ka para ho

Posted on 4/15/2007 1:53:29 AM

cutefriend:
Fairl_Girl:
Pyaar...
main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta!
iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta!
chahata hoon main tujhe aaj bhi par!
teri soch main apna waqt bekar nahi karta!
tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri!
isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta!
jo kuch mila hai usi mei khush hoon main!
tere liye khuda se taqraar nahi karta!
par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim!
warna Mein tujhe chahne ki khata bar bar nahi karta!

yeh bahut achi lagi poetry me ko
zaberdast

xaclty
yehi main ne bhi kaha us se yarr
usn eki akaha

Posted on 4/15/2007 6:08:19 AM

cutefriend:
Fairl_Girl:

Kabi Khood hi Mere paas aa,
Meri Baat sun Mera Saath de
Jo Khalish hai Dil se Nikal ker,
Mujhe Uljhano se Nijaat de
Tujhe Sochna Mera Mashghala,
Tujhe Dekhna Meri Aarzoo
Mujhe Dil de apne Khayal ka,
Mujhe Karb ki ek Raat de
Meri Zindagi Mere saath chal,
Mere Haath mai apna Haath de
Mujhe Ghum b Khushi se Qabool hai,
Jo Tu agar Mera Saath de


zaberdast
     


yeh bhi me us ko kahye ga
kab kab

Posted on 4/15/2007 6:09:24 AM

kOoLeSt1:
thx dear

Posted on 4/15/2007 6:09:38 AM

~CHANDNI~:
Fairl_Girl:
Pyaar...
main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta!
iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta!
chahata hoon main tujhe aaj bhi par!
teri soch main apna waqt bekar nahi karta!
tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri!
isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta!
jo kuch mila hai usi mei khush hoon main!
tere liye khuda se taqraar nahi karta!
par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim!
warna Mein tujhe chahne ki khata bar bar nahi karta!

Posted on 4/15/2007 6:09:41 AM


Teri Yaad Ney Meray Dil Ko Saja Rakha Hai
Teray Piyaar Main Sab Ko Bhula Rakha Hai

Kuch Acha Nahin Lagta Teri Judai Key Baad
Ek Teri Yaad Ko Sinay Sey Laga Rakha Hai

Tera Milna To Abb Aik Khawab Hi Lagta Hai

Najanay Abb Kyoon Dil Ko Bhula Rakha Hai

Sab Kuch Lut Gaya Hamara Terey Piyaar Main

Teri Yaad Ko Palkoon Main Chupa Rakha Hai

Muqadar Sey Miltay Hain Bichar Key Warna

Ajj Bhi Tera Naam Dil Main Saja Rakha Hai

Najanay Koi Nahin Basta Teray Siva Ankh Main

Aik Tere Tasveer Ko Dil Main Chupa Rakha Hai

Posted on 4/15/2007 6:12:56 AM





Yehi Wafaa ka silaa hai, to koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi


Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se
Safeena doob raha hai, to koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko
Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi

Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi
Kise majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi

Posted on 4/15/2007 6:14:31 AM

nice coll, keep it up

Posted on 4/15/2007 6:17:50 AM

Fairl_Girl:
cutefriend:
Fairl_Girl:
Pyaar...
main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta!
iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta!
chahata hoon main tujhe aaj bhi par!
teri soch main apna waqt bekar nahi karta!
tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri!
isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta!
jo kuch mila hai usi mei khush hoon main!
tere liye khuda se taqraar nahi karta!
par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim!
warna Mein tujhe chahne ki khata bar bar nahi karta!

yeh bahut achi lagi poetry me ko
zaberdast

xaclty
yehi main ne bhi kaha us se yarr
usn eki akaha

reply ka wait kering
pata nai kai aye ga

Posted on 4/15/2007 9:17:36 PM

Fairl_Girl:
cutefriend:
Fairl_Girl:

Kabi Khood hi Mere paas aa,
Meri Baat sun Mera Saath de
Jo Khalish hai Dil se Nikal ker,
Mujhe Uljhano se Nijaat de
Tujhe Sochna Mera Mashghala,
Tujhe Dekhna Meri Aarzoo
Mujhe Dil de apne Khayal ka,
Mujhe Karb ki ek Raat de
Meri Zindagi Mere saath chal,
Mere Haath mai apna Haath de
Mujhe Ghum b Khushi se Qabool hai,
Jo Tu agar Mera Saath de


zaberdast
     


yeh bhi me us ko kahye ga
kab kab


jab baat ho gi

Posted on 4/15/2007 9:30:05 PM

ach acaha

Posted on 4/17/2007 3:12:37 AM

Saath Nibhanay Ke liye


Koi mera bhi to ho saath nibhanay ke liye
Mujhe maangey KHUDA se apna bananey ke liye



Mere aansoo meri palkon se churanay ke liye
Bas wohi ho mujhe seenay se laganey ke liye



Yun to hain chahnay walay bohat se dunya mein
Nahin hai koi magar saath nibhanay ke liye



Din bhar khwaab jo tootay thay samaitay humne
Phir so gaye naye khwaab sajanay ke liye


Roz ik Jehd-e-Musalsal mein lagi rehti hoon



Meri saanson ki rawaani to faqat dhoka hai
Haan main zinda hoon magar sirf dikhanay ke liye

Posted on 4/17/2007 3:15:22 AM




Bhula Do Bhula Do Woh Batain Puraani Jo Dil Ko Jalati Rahin
Woh Yaadain Tumhari Woh Batain Tumhari Jo Hum Ko Satati Rahin

Woh Kaisi Subha Thi Khushion Ka Saffar Tha
Sadian Aur Sang Thay Koi Thi Na Fikkar

Dukh Aya Sukh Khooya Ghum Ban Gaya Hum Safar
Apnay Kia Paraaye Kia Sab Rang Hain Aik Say

Kachay Sab Dhaghay Hain Yeh Band Hain Rait Say
Manzil Na Saathi Hai, Chalta Hoon Main Be Khabar

Bhula Do Bhula Do Woh Batain Puaarni Jo Dil Ko Jalati Rahin
Woh Yaadain Tumhari Woh Batain Tumhari Jo Hum Ko Satati Rahin

Posted on 4/17/2007 3:23:24 AM

nice lyricssssssss

Posted on 4/17/2007 5:59:15 PM