Sirf Inkaar Hi Mila hai Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai
Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila He
Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se
Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai
Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal
Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai
Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya
Mein khushnasib hun mujhe Intezar mil gaya
Gham nahi mujhe ki Dushma hua yeh zamana
Jab Dost Hathoon Mein Liye Talwar Mila Hai
Sab Kuch Khuda Ne Tum Ko Bhala Kaise De Diya
Mujhe Tou Uske Dar Se Sirf Inkaar Hi Mila hai
main nahi rakhti hosla
" tUnay KaHa IshQ Dho0ng Hai "
tUjhay IShQ ho0 KHUDA KAray
kOi tUjh kO uS Say JuDa Karay
TEray hOnt haSna Bho0l JayEen
Teri AnKh Po0rnaam Raha KAray.
tU Uski Baatain Kiya Karay
tU Uski Batain SUna KAray
Usay dekh Kay tU Rukh PAray
wOh Nazar JhuKa Kay CHala KAray
tUjhay Hijir Ki wOh Jhari LAgay
Tu Milay Ki Har PaL dua KAray
Teray Khwuab bikrain to0t KAr
Tu Kirchi KirChi CHunna KAray
Tu naGar nagar phira KAray
Tu GAli Gali saDaa KAray
tUjhay IshQ ho0 Phir yaQEen ho0
Usay TAsBiHo0n Main Phara KAray
thankssssssssssmain nahi rakhti hosla
kyonnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn
phir tu hamara hosla kablye taref hai
intezar kertye ja rhaye hain us ke answer ka
and u ke topic ke pages ki century bhi ho gaye is post ke sath
mubarkan![]()
ro rahe ho ap cf
thankssssssssssmain nahi rakhti hosla
kyonnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn
phir tu hamara hosla kablye taref hai
intezar kertye ja rhaye hain us ke answer ka
and u ke topic ke pages ki century bhi ho gaye is post ke sath
mubarkan![]()
Matt poocho aalam hamare dil ki be-basi ka
qyaamat ki bheer hai aas paas,dil mein magar tanhaai hai.
Yoon dil ke aangan mein teri yaadon ki aahat hui
jaise door kisi waadi mein,bajti koi shehnaai hai.
Khaa kar fareb khud apni hi taqdeer ke haathon
ilzaam de kis ko ham,qismat hi harjaai hai.
Tere intazaar mein rehna bann gai hai meri aadat
khushi to nahi qismat mein magar,gham se aashnaai hai.
Yeh bhi nahi kam khyalo mein agar tujh ko choo loon
tuu to nahi yaad teri,ham sey milney aai hai.
mera hosla dekha kab hai apnemain nahi rakhti hosla
kyonnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn
phir tu hamara hosla kablye taref hai
intezar kertye ja rhaye hain us ke answer ka
and u ke topic ke pages ki century bhi ho gaye is post ke sath
mubarkan![]()
thxx
Mohabbat Karne Walon Ka Na
Teri Chahat Main Hum es Tarhan Tarap Rahai Hain
Khoon Ban K Ansoon Mosalsal Barass Rahai Hain
Mohabbat Ban karnay Walon Ka Yon Uraoo Na Mazak
Piyar K Roog Laga Kar Abb daman Jhatak Rahai Hain
Wo Lamha Judaiee ka kasi Azziyat Dey Gaya Mujhko
Zakham Hai Gahra Jab, Hi Tou Sisak Rahai Hain
Kia bigara Tha Jo Yon Roswwa Kia Zamaney Main
Mari wafaoon Ka Kia Khoob sila Dey Rahai Hain
Mout se Pahlay Koiee Jata nahi Duniya Se dost
Zinda tou Hian Lakin Mar Mar K Gee Rahai Hian
Har Moor Pay Mil Jatay Hain Humdard Hazaron
Shayad Teri Basti Mai Adakar Bohat Hain......