everyone a blessed and happy ramadan in advance...
in holland it starts on 15th october....
hum sub eik hi din start kyon nahin karte? sub muslim hain aur mere khayaal main eik hi chaand hai aur woh eik hi din dikhai deta hai
mere khayaal main uk main kuch years pehle eik hi din main sub muslims ne ramadan start kia but now they again have different days... if we stand together we will be strong, but maybe that's for another topic...
but first we have shab e baraat next week. to sub ko us mubarek din ki bahut bahut mubarek ho.
when r u celebrating shab e baraat and how?
we on wednesday inshallah
inshaAllah ne tofeeq dee tu
ya
Allah ne tofeeq dee tu
wese sab kuch Allah per nahi chor dena chahiye
insaan ko khud bhi kerney ki tofeeq or jazba hona chahiye,
ager aap waqyee namaz ki niyat se uthen masjeed ki janib qadam berhayen.....tu masjeed tuk pohchana Allah miya ka kaam hai.....:)
Saudi Arab main mostly people inshAllah us waqt kehtey hain jab unko koi kaam na kerna hoi tu......
wo kehtey hain isnhAllah main aaonga...
i know sanasana, but u know 'banatay hain' adab se kaha. like u say ke Allah miyaan kareinge etc....
and i know very well ke Allah eik hai aur Uske siwa koi nahin hai... yehi to muslim hote hain jo sirf eik Khuda aur Uske Rasool (pbuh) par yakeen rakhte hain.
but thanks that u pointed me at that....
just in hand......................
Be Ready Guyzz...........
Rehmaton or Berkaton wala Maheena shuro honey ko hai.......
Yes sanasana ji waqai bht hi acha or babarkat mahiona anay wala hay is mahinay main har jagah ronak rehmato or barkat hi nazar ati hay :) bas ALALH tala hum sab ko is babarkat mahinay ki barkaton say bharpor fayda othanay ki taufeek ata farmay AAMIN...
Ramadan shuru tho nahin hui hai na?yahan pe oct 15 pehla roza hoga.has it started somewhere else or somthin?
Ramzan shoro nahi hoy laikin anay walay hain...SAHABA-e-karam Ramzan anay say 6 motnh pehle os kay anay ki khushi manatay tha...or ramzan khatam honay kay bad 6 month tak os ko yad kartay thay ...
lolz...hum kahan On sahaba-e-karam ka mukabla kar saktay hain han aik mahinay pehle tak zaroro khushi hoti hay anay ki or aik mahinay afsos karta hon janay kay bad yad ati hay na ...
hum itni deer tak ramzaan ki tayaari karte hain aur patta hi nahin chalta kab yeh maheena khatam ho jaata hai.
to be honest, pehle to yeh soochte hain ke roza kaise rahe ga, kaam, study aur phir roza bhi..... lekin aggar insaan sache dil se rakhe to Khuda madad karta hai...
lekin this week to shab e baraat hai, aur phir 15 days baad ramzaan... shab e baraat ka roza kaun rakh raha hai?