yah lafz bhi ab khamosh hain kuch kuch
yah dil bhi afsurda sa lagta hai kuch kuch
piyar main mana kay hota hai bohout kuch
isee liyae tu tujh say dil laga kay saha hai bohout kuch
main manta hoon tum nay bhi piyar kiya
magar jhoot ki bunyaad per isay abad kiya
sach say kartee na yah dil routa na hi main
piyar dayta hai kushi magar mujhay barbaad kiya
ummeedoon se bhara hai damann tumne.......
khushiyon se phir bhara hai mera jeevan tumne......
bin maange hi kuch aisa de diya hai tumne........
jise mangne ki himmat kabhi nahi thi hummein.....
Mere jeene ke liye tera armaan hi kafi hai
dil ke kalam se likha yeh dastaan hi kafi hai
teer -e- talwaar ki tujhe kia zaroorat -e-nazneen
qatal karne ke liye teri muskan hi kafi hai
Ik Din Baharon Ke Phool Murjha Jayenge,
Jab Bhoole Se Kabhi Hum Yaad Aayenge,
Ehsaas Hoga Tumhe Hamari Dosti Ka,
Jab Door Bahut Door Hum Tumse Chale Jayenge