Man ki aankhoon say mujhay kehnay nadeti hai
Kahoon kiya zuban say mujhay bolnay na deti hai
Karti hai tang mujhay sapnoo main aakay
Kiya karoon raatoo ko sonay na deti hai
Meri saansoon main mere dil main basi hai
Dharhkanoon ko dharhkanoon say milnay na deti hai
Kaali si zulfoon main qaid karleti hai
Apnay door mujhay rehnay na deti hai
Sangeet iski chahhat ka man main basaa hai
Magar kiya karoon woh mujhay ganay na deti hai
nahin mien toh nahin share kerne wali...mujhe alag se chahiyen![]()
ty rani je
haan je dost meri pocket cadies se bhari hui hain candies se nahin![]()
queen jeeee yeh dost hum pe ilzam liga rahi hain...
Friendz Forever![]()
Friends are forever,
Friends are for real.
Friends are for expressing,
All the emotions we try to hide, but feel.
Friends are the flowers,
which line the river's edge.
They are for sharing, and for caring,
and for the shields they place around us, like a hedge.
Friends are for leaning on,
They are for helping, and comforting, too.
It would take forever,
to describe all that they are,
and true ones, are scattered and few.
I am truly blessed in every way,
and I thank the Lord on every day,
because I have such a good Friend in YOU!
~Sandra Lewis Pringle~
![]()
This one i dedicate to Queen of jb![]()
"Aj phir main tanha hoon
Aur yeh dil bhi udas hai
na hai koi rooshni ka cheerag
na hi zindagi ka ehsas hai
aj phir kar rahi hoon main tenha safar
dil main aj bhi tujsay milnay ki ass hai
mosam badltay rehaty hain par jazbaat badaltay nahi
main zinda to hoon par marnay ki ass hai
saal atay hain aur chalay jatay hain
meray is dil mian bas tery hi yaad hai
yeh zindagi hai ek taptay sehra ki tarhan
par mujay sirf teri hi piyaas hai
Ab bhi hain who galiyaan veeran
mager un main aj bhi teray qadmoo ki ahat hai
meray jazbaat hain aj bhi zakmi
mager meri aank main aj phir wahi kuwab hai
meri aakain hain betab barasnay ko
megar kahan un main asoon ki soogat hai
Lafz tanhie ka matlab tum jantay hoo
is main iktitam_E_zindagi ka raaz hai
meray dil main samander jasa shor hai
aur mujay ak sahil ki talash hai
megar main ab who nahi
na hi mujmain koi purani baat hai
main zinda hoon faqat teray liyan
aj bhi is dil mager zakmi honay ka ehsas hai
ab thum rahi hain sasaain meri
mager ab bhi kahan meray intizar ka iktitam hai
yeh zindagi bhi ek tamasha hai"RUKH"
meray ander ab bhi un kahay alfaz hain
may busy tha u know very well![]()
great......................![]()
itna udass hai mere bhaiya..............
![]()
![]()
aur ye baqi sab kay liye PAKI , SO FAR aWAY ,JANUBABY FRAGI AND CUTR FRIEND KO NAHI MILLAY GI........poetry post nahi ki.......![]()