Logo

kashmiri beauty is here!

King of jb:
hum nay member ki kater jo kerni hotti hay na i mean humaray gang nay

to her koi masroof rahta hay kuyn kashi


MG nay kaha hai tou theek he ho ga

Posted on 2/13/2005 10:34:10 PM

dotmatrix:
kash aik tum hi to ho takkar wali


ab tum yahan nahin ho


jab hogi tab mein ne tum se badla lena hai



good luck

hehehehehhe




yaar woh galib ka shair tha na..
kisi ko yaad hai
wohi dewar sa sar phorna jo thera
kuch aysa hi thaaaa

Posted on 2/13/2005 10:35:07 PM

RIZ..MG hai
GB (GigaByte) nahin

abb ki baar ghlat likha na tou maar paray gi MG say

Posted on 2/13/2005 10:36:16 PM

dotmatrix:
kash aik tum hi to ho takkar wali
ab tum yahan nahin ho
jab hogi tab mein ne tum se badla lena hai
good luck
hehehehehhe


shok say lena badla

BEST Of LUCK!!


Posted on 2/13/2005 10:37:40 PM

kash_beauty:
stariz:
itni khamoshi kashhh sou gai ha



nahin..film dekhnay chali gai thi





konsi?
aur woh wwf jo tumhara aur DOTCOM ka bech hoi hai uska kia hoa?   

Posted on 2/13/2005 10:38:21 PM

heart__hacker:
dot takkar ki soochty rahy na to sachii takker ho jy gi samjh ayii ya phlay wali bi gyii,takker ki bayizati na karoo
dotmatrix:
kash aik tum hi to ho takkar wali


ab tum yahan nahin ho


jab hogi tab mein ne tum se badla lena hai



good luck

hehehehehhe




Posted on 2/13/2005 10:38:55 PM

kash_beauty:
stariz:
yaar isma mera kia qasor hai
last time mena aik post parhi thi
osma heart cracker na larkiyo wala andaaz ma likha tha
so bas wohi yaad rah gaya
is liye male sa female bana dia
woh bhe aik pal ma

hogaya na kamaall


iss mein app ka kia kamal hai

yeh tou ALLAH ki kudrat hai




lo kar lo gal
maina ki kaha ha

Posted on 2/13/2005 10:39:18 PM

kash_beauty:
RIZ..MG hai
GB (GigaByte) nahin

abb ki baar ghlat likha na tou maar paray gi MG say



ohooo
aik toa tum logo ki english
phela ABC ata hai
abhe sa MG per pohonch gai
woh bhe olti cheee cheeee

Posted on 2/13/2005 10:40:36 PM

abhi kahan hui hai fightin

abhi tou start bhi nahin hui

Posted on 2/13/2005 10:40:53 PM

kash_beauty:
abhi kahan hui hai fightin

abhi tou start bhi nahin hui




aray abhe nahi chalana

ma popcorn la kar ata hooo

bas 10 minute aurrrr   

Posted on 2/13/2005 10:42:26 PM

app nay kuch kaha
humara mood nahin tha sun-nay ka

jahan tak MG ki baat hai tou janab ..un ka naam Mansoor Ghouri hai...
short mein MG likhtay hein

abb theek say likha..warna asal mein dant pard jay gi

Posted on 2/13/2005 10:43:34 PM

stariz:
aray abhe nahi chalana

ma popcorn la kar ata hooo

bas 10 minute aurrrr   


hamary liye bhi zara coke or galaxy choclate lay kar ana

Posted on 2/13/2005 10:45:05 PM


Posted on 2/13/2005 10:45:14 PM

kash_beauty:
app nay kuch kaha
humara mood nahin tha sun-nay ka

jahan tak MG ki baat hai tou janab ..un ka naam Mansoor Ghouri hai...
short mein MG likhtay hein

abb theek say likha..warna asal mein dant pard jay gi



ohooo tum ko itni khush fehmi kab sa hogai ka ma tum sa keh raha tha

kahi MG tumhara bhai toa nahi

jab bhe MB ka bara ma kuch kehta ho os sa ziada tum ko takleef hoti hai   

Posted on 2/13/2005 10:49:22 PM

kash_beauty:
stariz:
aray abhe nahi chalana

ma popcorn la kar ata hooo

bas 10 minute aurrrr   


hamary liye bhi zara coke or galaxy choclate lay kar ana



kyuuu
coke tak toa thek hai
lekin galaxy wali baat puri nahi hosakti
abhe mera marna ka koi irada nahi hai
yaar abhe toa meri shadi bhe nahi hoi hai

Posted on 2/13/2005 10:50:30 PM

MG..hamaray gang member hein
un ki bezati kharab na kia karo

abhi tak MG nay dekha nahin k app unhay kin kin abc's say pukartay hein..issliye bachay hue hein bacho


shaadi honi bhi nahin hai app ki
koi andhi lardki karay tou alag baat hai...
aankhon wali tou akrnay say rahi app say shaadi

Posted on 2/13/2005 11:05:38 PM

kash_beauty:
MG..hamaray gang member hein
un ki bezati kharab na kia karo

abhi tak MG nay dekha nahin k app unhay kin kin abc's say pukartay hein..issliye bachay hue hein bacho


shaadi honi bhi nahin hai app ki
koi andhi lardki karay tou alag baat hai...
aankhon wali tou akrnay say rahi app say shaadi



kiaa yaar tum mujhay BG sa darati rehti ho
jab sa daikh raha ho itna ka itna hi rakha hoa hai woh

rahi shadi wali baat toa mujhay toa koi na koi mil hi jahaygi, aakhir osna ghar ma bhetna hai

lekin tumhara kia hoga
pata nahi kis ki qismat phota gi
chee cheee

Posted on 2/13/2005 11:13:07 PM

yeh baat tou sach hai...
pata nahin kis bad-kismat ki kismat photay gi


atleast somethng we agree on

Posted on 2/13/2005 11:26:32 PM

aray stariz tumhara masla kya hai


tum kyun tang kar rahe ho


mujhe bhi aur isse bhi


koi aur kaam nahin tum ko karne ke liye


this is supposed to be fun

and ur ruining it

Posted on 2/13/2005 11:28:47 PM

hiennnnnnnnnn

hamay kyun khaseet rahay hein bech mein

hamay tou RIZ ki koi baat buri nahin lagi

he seems like a friendly guy to me!

RIZ keep it up!!!

n seriously i mean it...u r a nice person


Posted on 2/13/2005 11:36:03 PM

ok ko0o0ol with u not with me


meri taraf se RIZ
please get back into control

i dont like getting this much friendly

i hope u understand


and yeah kash apni apni choice

Posted on 2/13/2005 11:38:02 PM

ya..i knw apni apni choice film achi thi

i liked amir khan in tht

Posted on 2/13/2005 11:40:58 PM

i think the name was

andaz apna apna

not apni apni choice


hehehehehhe

Posted on 2/13/2005 11:44:24 PM

samjh aa gaya na

kafi hai

hamay apna naam nahin yaad rehta...filom ka kia rahay ga

Posted on 2/13/2005 11:47:13 PM

appka naam

heheheh
woh to hum jaante hain

hum ne pehle din read kiya the ab to kuch aur hai

waisay hum ne jis din appka ye naam padha socha ke dosti kernge to issi se

u really have a very cute name


Posted on 2/13/2005 11:50:16 PM

thanx

naam hamara takreban sab ko he pata hai

issliye abb change kar dia...profile mein...

Posted on 2/13/2005 11:52:03 PM

it is mahar ryt

my best frinds name is also the same


i thot it was her but when i asked she said no


but i like ur id that is kashmiri beauty


its sweet yaar

heheheh

Posted on 2/14/2005 12:11:20 AM

kash_beauty:
yeh baat tou sach hai...
pata nahin kis bad-kismat ki kismat photay gi


atleast somethng we agree on



hmmmm

mujhay bhe yahi lagta hai
wasa apni shadi ma zaror bulana
taka os bad-kismat ki pic yaha post ki ja sakay

Posted on 2/14/2005 12:41:09 AM

kash_beauty:
hiennnnnnnnnn

hamay kyun khaseet rahay hein bech mein

hamay tou RIZ ki koi baat buri nahin lagi

he seems like a friendly guy to me!

RIZ keep it up!!!

n seriously i mean it...u r a nice person




achaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

ya baat news ma kab ahi ka I'm a 'nice person'   

about DOTCOM wasa ab lagta hai behn keh kar galti ki hai, party badalni paregi   

Posted on 2/14/2005 12:42:10 AM

dotmatrix:
ok ko0o0ol with u not with me


meri taraf se RIZ
please get back into control

i dont like getting this much friendly

i hope u understand


and yeah kash apni apni choice



ok fine
mena tum ko kuch aysa kaha bhe nahi hai
aur nahi kahonga
coz i suppose and took u as a real sister
lekin tum ho ka

kahir tumhari marzi

logo ko izzat raas nahi ati hai
toa ab mera kia qasor

Posted on 2/14/2005 12:43:57 AM