Logo

kashmiri beauty is here!

Salam

Good-morning Kasssh
Good-morning MG

Posted on 2/14/2005 12:20:02 PM

kis ko smajha rahii hi
wasay bewakoof kasay dosry bewakoof ko smajhy ga
kash_beauty:
samjh aa gaya na

kafi hai

hamay apna naam nahin yaad rehta...filom ka kia rahay ga

Posted on 2/14/2005 12:38:11 PM

stariz:
heart__hacker:
dot takkar ki soochty rahy na to sachii takker ho jy gi samjh ayii ya phlay wali bi gyii,takker ki bayizati na karoo
dotmatrix:
kash aik tum hi to ho takkar wali


ab tum yahan nahin ho


jab hogi tab mein ne tum se badla lena hai



good luck

hehehehehhe




Posted on 2/14/2005 12:38:17 PM

koyii hasati ho kash
kash_beauty:
abhi kahan hui hai fightin

abhi tou start bhi nahin hui

Posted on 2/14/2005 12:38:20 PM


Posted on 2/14/2005 12:38:51 PM

dotmatrix:
it is mahar ryt

my best frinds name is also the same

i thot it was her but when i asked she said no

but i like ur id that is kashmiri beauty

its sweet yaar

heheheh


Maher ..e aata hai...a nahin

abt my id...
ya..i like it too..thts y mera id hai yeh

Posted on 2/14/2005 12:44:23 PM

stariz:
hmmmm

mujhay bhe yahi lagta hai
wasa apni shadi ma zaror bulana
taka os bad-kismat ki pic yaha post ki ja sakay


okies
pehla inv app ko...
yehi koi 20..25 saal baad irada hai shaadi karnay ka
tab tak app zinda rahay tou ..sab say pehlay inv app ko

Posted on 2/14/2005 12:46:53 PM

stariz:

achaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

ya baat news ma kab ahi ka I'm a 'nice person'   

about DOTCOM wasa ab lagta hai behn keh kar galti ki hai, party badalni paregi   


zaida khush honay ki zarorat nahin hai

hamay ek din mein ek jhoot allow hai

Posted on 2/14/2005 12:48:10 PM

King of jb:
kashi nath koi problem to nahi hay na koi token tang to nahi ker raha apun kay gang ko


na.....hamary saath koi panga karay
ho he nahin sakta
merna hai kia kisi ko

Posted on 2/14/2005 12:49:31 PM

stariz:
Salam

Good-morning Kasssh
Good-morning MG


WSALAM!

very bad mornin to u

Posted on 2/14/2005 12:50:13 PM

heart__hacker:
kis ko smajha rahii hi
wasay bewakoof kasay dosry bewakoof ko smajhy ga


jaisay app hamay samjhatay ho..waisay he

Posted on 2/14/2005 12:51:45 PM

heart__hacker:
koyii hasati ho kash
kash_beauty:
abhi kahan hui hai fightin


app hanstay kyun hein

Posted on 2/14/2005 12:52:55 PM

wasay hi kia
kash_beauty:
heart__hacker:
kis ko smajha rahii hi
wasay bewakoof kasay dosry bewakoof ko smajhy ga


jaisay app hamay samjhatay ho..waisay he

Posted on 2/14/2005 12:59:43 PM

koyo kay app hasati hain
HAPPY VALENTINE DAY sub members ko

Posted on 2/14/2005 12:59:45 PM

thx

Posted on 2/14/2005 1:11:35 PM

hallo mein kiya hallo

Posted on 2/14/2005 1:17:21 PM

pata hai king ji kya hua


humaray 375 posys ho gaye

aur kisi ne hamein wish nahin kiya


aur toaur humare naam ka topic kisi aur ne shroo hi nahin kiya


hum ne to sab se dosti ki koshis ki magr kisi ne humein dekha hi nahin.....


aur kisi ne humein gang mein bhi shamil nahi kiya


hum bas akele hi rahein ge ab


Posted on 2/14/2005 1:35:30 PM

ek or tsunami lani hai kia DOT
kuch anso apni shaadi k liye bhi bacha kar rakho

kaha na...500 post ho ajeyin
phir app ko wish karein gay



Posted on 2/14/2005 1:37:46 PM

heart__hacker:
wasay hi kia



kai kiya????

Posted on 2/14/2005 1:39:16 PM

heart__hacker:
koyo kay app hasati hain
HAPPY VALENTINE DAY sub members ko


same to u

Posted on 2/14/2005 1:40:50 PM

500

koi baat nahin
agar race hi lagani thi to pehle bolti naa


bas aik do din sabar karoge


mein ne typing ke liye Nos mangaya hai


jaise hi aajaye shrro ho jaongi

waisay agar Nos maloom na ho ke kya hai to kisi ladke se pooch lena bata dega


kyun ke ladko ko racing ka bahut shoq hota hai

hum jaante hai na


ke apko akal thodi hai

Posted on 2/14/2005 1:42:19 PM

aray aaj valentines day hai


mein to bhool hi gayi

ab to aayegi shamat


bahut bura haal honay walay hai yaar

Posted on 2/14/2005 1:44:12 PM

dotmatrix:
500
koi baat nahin
agar race hi lagani thi to pehle bolti naa
bas aik do din sabar karoge
mein ne typing ke liye Nos mangaya hai
jaise hi aajaye shrro ho jaongi
waisay agar Nos maloom na ho ke kya hai to kisi ladke se pooch lena bata dega
kyun ke ladko ko racing ka bahut shoq hota hai
hum jaante hai na
ke apko akal thodi hai


race laganay ko kaun keh raha hai

joa pp bongiyan marti hein..wohi karti rahein

1 ghantay emin 500 ho jaeyin gay

Posted on 2/14/2005 1:53:44 PM

dotmatrix:
aray aaj valentines day hai
mein to bhool hi gayi
ab to aayegi shamat
bahut bura haal honay walay hai yaar


wish nahin kia na os ko

DOT ko maar paray giiiiiiiiii

abhi bhi tyme hai...ja kar wish kar dein

BEST OF LUCK

Posted on 2/14/2005 1:55:08 PM

nahin nahin

1 ghanta bahut kam hai


hum ne to kuch theek tarah se likhne hai


apne bhi to bongiyan mar mar kar 3210 pooray kiye hain kash jii


hum ne sab kuch to aap se hi sikha hai


Posted on 2/14/2005 1:57:11 PM

aap to aisay bol rahi hain kaise aapne time par wish kiya hoga


apko to abhi hi pata chala hai na



heheheheheh




Posted on 2/14/2005 1:58:34 PM

kyun king ji


apko kisi ne nahin wish kiya isliye gussa aa raha ha i kya





no offence king ji

Posted on 2/14/2005 3:31:36 PM

thx
kash_beauty:
heart__hacker:
koyo kay app hasati hain
HAPPY VALENTINE DAY sub members ko


same to u

Posted on 2/14/2005 3:31:37 PM


Posted on 2/14/2005 3:31:39 PM

teenu ki hogaya hacker


aap ne mun kyun katka liye

Posted on 2/14/2005 3:34:59 PM