Logo

kashmiri beauty is here!

HH wali hacking kerty hoo and kahty hoo kay HH wali hacking kasii kabil nahii hoti
ZEESHANAHMED:
kash_beauty:
kaun si hackin

HH wali ya computer wali

donu kisam k hackers kisi kabil nahin rehtay


HH wali hacking!

Posted on 2/26/2005 1:28:01 PM


ho ga bi nahiii elm
and acha kia nahii panga liya
kash_beauty:
os baray emin hamay koi elm nahin hai

duniya ka ek wohi department hai jis mein hum panga nahin kartay

Posted on 2/26/2005 1:31:18 PM

fazool kisam ki saza hai

kabil hotay hein ya nahin...os ka hum nay achar dalna hai

agar ho gaya elm
hum kabhi kabhi achay kaam kar letay hein

Posted on 2/26/2005 1:36:21 PM

trailor dekha hai

Posted on 2/26/2005 5:06:18 PM

King of jb:
tumhara number bi aey ga tention nahi layni


lagta hai aap ka number pehlay hi aa chuka hai

Posted on 2/26/2005 5:06:39 PM

abb SHAN ka kia ho ga

Posted on 2/26/2005 5:10:37 PM

kash_beauty:
abb SHAN ka kia ho ga


hum aisay hi achay hain

Posted on 2/26/2005 5:12:32 PM

tou hum nay kab kaha app buray hein

Posted on 2/26/2005 5:17:19 PM

kash_beauty:
tou hum nay kab kaha app buray hein


zahir hai jhoot kaisay bol sakti hain aap ...


Posted on 2/26/2005 5:26:06 PM


Posted on 2/26/2005 5:36:56 PM

kia saza haii batyoo to sahii.
achar dal layain acha hota haii akser dil kerta haii kahnain ko
ager elm ho gia to no prob humy bi ho jy ga
good kabi kabi nahii har roz kernain cheay
kash_beauty:
fazool kisam ki saza hai

kabil hotay hein ya nahin...os ka hum nay achar dalna hai

agar ho gaya elm
hum kabhi kabhi achay kaam kar letay hein

Posted on 2/26/2005 5:37:43 PM

ZEESHANAHMED:
zahir hai jhoot kaisay bol sakti hain aap ...



jhoot tou hum bohat achay say bol saktay hein
bas tyme nahin hai

Posted on 2/26/2005 6:00:21 PM

heart__hacker:
kia saza haii batyoo to sahii.
achar dal layain acha hota haii akser dil kerta haii kahnain ko
ager elm ho gia to no prob humy bi ho jy ga
good kabi kabi nahii har roz kernain cheay


khud app nay saza ka bataya tha
abb hum say pooch rahay hein

tyme nahin hai achar dalnay ka

app ko ho ya na ho elm!!...hamay kia

na..her roz karnay mein routine ban jati hai
kuch het kar karna chahiye

Posted on 2/26/2005 6:02:12 PM

kash_beauty:
ZEESHANAHMED:
zahir hai jhoot kaisay bol sakti hain aap ...



jhoot tou hum bohat achay say bol saktay hein
bas tyme nahin hai


jhoot pakra jata hai na
tyme to sirf bahana hai

Posted on 2/26/2005 6:04:34 PM

jo merzi samjhein
apna kaun sa kuch jata hai

Posted on 2/26/2005 6:13:17 PM

saza app nain batani thii main nain nahiii
and achar dalna nahii tha to kaha koyoo
kuch het ker karain gi to yay na hoo zara het ker aik hole bi hoo aur zara het ker phir.......
kash_beauty:
heart__hacker:
kia saza haii batyoo to sahii.
achar dal layain acha hota haii akser dil kerta haii kahnain ko
ager elm ho gia to no prob humy bi ho jy ga
good kabi kabi nahii har roz kernain cheay


khud app nay saza ka bataya tha
abb hum say pooch rahay hein

tyme nahin hai achar dalnay ka

app ko ho ya na ho elm!!...hamay kia

na..her roz karnay mein routine ban jati hai
kuch het kar karna chahiye

Posted on 2/26/2005 6:19:35 PM

HH ... !

Posted on 2/26/2005 6:25:42 PM

acha..
hamay tou yaad he nahin

hum nay kab kaha......
ilzaaammmmmmmmmmmm
hum any tou type kia hai

sab ka haal ap jaisa nahin hota

Posted on 2/26/2005 6:26:23 PM


Posted on 2/26/2005 6:49:35 PM


acha nahii haaan
app ko kuch yaad bi rahta haii
haal mery jasia ho bi nahii sukta
zee i am not this sachiiiii

Posted on 2/26/2005 6:51:06 PM

hamay yaad rehta hai na
yahan bola na tou shan say lecture sun-na pard jay ga
or abhi hum sirf ganay sun-nay k mood mein hein

app jaisay bay-haal honay ka irada bhi nahin hai

Posted on 2/26/2005 6:53:47 PM

achaaaaaa kia yaad rahta haiii.
to sun looo kon si new baat haiii
merii tara sath ganain suno sath chat

start main yay haal bay haal hi nazer ata haii agay ja ker yay bay haal bi good haal ban jata haii
kash_beauty:
hamay yaad rehta hai na
yahan bola na tou shan say lecture sun-na pard jay ga
or abhi hum sirf ganay sun-nay k mood mein hein

app jaisay bay-haal honay ka irada bhi nahin hai

Posted on 2/26/2005 7:07:18 PM

wese aik baat aor bata dain heart hacker..
kitne hearts hain aap k pass...
i mean kitne heart hack kiye hain....

Posted on 2/26/2005 7:32:52 PM

King of jb:
i have 27


Wow, yani aap nay bhi HH wala kaam shuru kar dia, chupay rustam niklay aap
Queeni ko pata chal gya tu durgat banay gi

Posted on 2/26/2005 7:53:51 PM

Wow,
Medical Sciences main aik naya Inkasahaaf,
A person with 27 hearts
Lagta hey Doctors ka aik group banana paray ga jo aapka examination keray,,,
aik sochnay ki baat ye hey k
wt about 27 heartless persons.....???/

Posted on 2/26/2005 8:10:14 PM

heart hacker G aap bhi koi Inkashaaf kerian....

Posted on 2/26/2005 8:11:55 PM


Posted on 2/26/2005 8:13:53 PM

yeh kia ho raha hai hamary topic per

murder ki palnnin

hum bhi dekhein gay

Posted on 2/26/2005 8:15:06 PM

kash_beauty:
yeh kia ho raha hai hamary topic per

murder ki palnnin

hum bhi dekhein gay


nahi nahi doctors ka poora group bula rahay hain, unhain bacha liya jaey ga

Posted on 2/26/2005 8:17:36 PM

murder?
kis ka?

Posted on 2/26/2005 8:18:54 PM