Logo

kashmiri beauty is here!

smile nahi medicine chahiye , simileys tu yahaan buhat hain pehlay hi.

Posted on 2/28/2005 9:24:09 PM

heart__hacker:
wasay app bi is list main shamal ho chuki hain


hum tou list k top per hein

ZEESHANAHMED:
kia kar dia topic ko? kia ab topic ko bhi doctor ko dikhana parayga?


nahin..hum khud ilaaj kar lein gay

stariz:
kis marz ki baat ho rahi hai?

kashi na m.b.b.s. kab kia?


app hein na marz
waisay RIZ...kahan ghum hein app

hum nay sanju baba k saath kia tha MBBS

ZEESHANAHMED:
kashi kay is topic koi marz ho gya hai


kashi ka topic marz proof hota hai

ZEESHANAHMED:
mbbs khaab main kiya hai


hamay khuwab dekhnay ki bemari nahin hai
ALLAH ka lakh lakh shukar hai...hum iss bemari say dour hein

Posted on 2/28/2005 10:55:06 PM

yeh daikhain ho gya hai kuch aap kay topic ko, aap nay khud hi tu kaha hai , ab mukar rahi hain..

kash_beauty:
heinnnnnnnnnnnn

abb sab nay kia kar dia hamary topic ko

pagal ho gay saray


tu proove hua kay koi marz proof topic nahi aap ka.

aur aap apna ilaaj nahi kar sakti hain topic ka kia karain gi

waisay kis dukaan say kia tha mbbs?


Posted on 2/28/2005 11:18:38 PM

karnay ko kuch bhi kar saktay hein!

jis dukan say app nay LLB kia tha..wahein say hum nay MBBS kia tha

hum muker nahin rahay apni baat say!!
hum nay kaha hai marz proof hai
yeh kab kaha k app pagal-proof hai
pagal proof hota tou app loag yahan nazar nahin aatay

Posted on 2/28/2005 11:31:43 PM

kash_beauty:
karnay ko kuch bhi kar saktay hein!

jis dukan say app nay LLB kia tha..wahein say hum nay MBBS kia tha

hum muker nahin rahay apni baat say!!
hum nay kaha hai marz proof hai
yeh kab kaha k app pagal-proof hai
pagal proof hota tou app loag yahan nazar nahin aatay


kuch kar sakteen tu kia aap khud yahaan hoteen?

main nay tu llb kia hi nahi, aap ko ghalat fehmi hui hai

baat tu topic kay baray main ki thi, pagal hain ya nahi wo aur baat hai, topic ko tu marz lag hi gya na

Posted on 2/28/2005 11:36:17 PM

hum jahan hotay hein na...issliye hotay hein kyunk hamari merzi hoti hai

ghalt fehmi he sahi!!..hao tou sahi na


Posted on 2/28/2005 11:43:09 PM

aap inhi ghalat fehmiyoon bulkay khush fehmiyoon say hi khush ho leti hain


Posted on 2/28/2005 11:49:32 PM



khush tu rehna hi chahiye ... jysay bhi :) but aap ki khush fehmi/ ghalat fehmi say kissi aur ko pb na ho tu its harmless :) wht say ?

Posted on 3/1/2005 1:15:11 AM

SHAN ...hamay bemaari hai khush rehnay ki
iss mein app kuch nahin kar saktay


BILKUL KARRACT WOL


kia kia ho gaya MG

Posted on 3/1/2005 1:40:17 PM

zee bahii jo kaam smile kerti haii wo med kahan kerti haii and mujy yahan smile nazer nahii ayii saway sonain ya ronain ya bus
ZEESHANAHMED:
smile nahi medicine chahiye , simileys tu yahaan buhat hain pehlay hi.

Posted on 3/1/2005 2:09:23 PM

Hum a Gaye....


Posted on 3/1/2005 3:01:23 PM

Kya marz hey
kis ko hey
......


Posted on 3/1/2005 3:02:08 PM

app aa gay
kyun aaye
waisay agar aa he gay hein tou welcome

marz kia hota hai

Posted on 3/1/2005 3:06:44 PM

hum isliye aaye hain

k hamain pata tha
Aaap hamara intazaar kar rahi hongi...

Posted on 3/1/2005 3:56:22 PM

WARMTH OF LOVE:


khush tu rehna hi chahiye ... jysay bhi :) but aap ki khush fehmi/ ghalat fehmi say kissi aur ko pb na ho tu its harmless :) wht say ?


bilkul theek farmaya aap nay magar khush tu khush/ghalat fehmiyoon kay baghair bhi raha ja sakta hai.

Posted on 3/1/2005 5:17:28 PM

King of jb:
ya kia ho giya kashi


wohi jo unki kissmat main tha

Posted on 3/1/2005 5:18:16 PM

kash_beauty:
SHAN ...hamay bemaari hai khush rehnay ki
iss mein app kuch nahin kar saktay


BILKUL KARRACT WOL


kia kia ho gaya MG


aap ko najanay kon kon si aur kitni bemariyaan hain

wakaee hum kia kar saktay hain, aap ko tu kisi mochi kay pass jana chahiye apni murammat karwanay kay liye

Posted on 3/1/2005 5:20:09 PM

heart__hacker:
zee bahii jo kaam smile kerti haii wo med kahan kerti haii and mujy yahan smile nazer nahii ayii saway sonain ya ronain ya bus
ZEESHANAHMED:
smile nahi medicine chahiye , simileys tu yahaan buhat hain pehlay hi.


dhoondnay say smile bhi mil jaeygi, dont worry and try again

Posted on 3/1/2005 5:21:12 PM

King of jb:
yaar phir ganji posting


doc sahib aap apni ganj ka koi ilaaj kar hi lain, aakhir aap doc hain, warna king aap ko nahi chorain gay

Posted on 3/1/2005 5:23:24 PM

sochnay wali baat hey

lekin aik baat mujhe pata hey.....

Posted on 3/1/2005 7:20:02 PM

busss mujhe ye samajh nahi aata
k

Guitaar walay bhai k mujh se kya dushmani hey....


Posted on 3/1/2005 7:21:24 PM

Define the Following...

Ganji posting....?

Posted on 3/1/2005 7:22:11 PM

Doctor Sam:
Define the Following...

Ganji posting....?


king ne define ki thi

Posted on 3/1/2005 7:24:41 PM


Posted on 3/1/2005 7:56:00 PM


Posted on 3/1/2005 8:09:53 PM

app ko hamari bemari say kia hai SHAN

jitni merzi bemariyan hon
app tension na lein!!

hamara ilaaj koi nahin kar sakta

Posted on 3/1/2005 9:40:27 PM

King of jb:
i mean yaha amno amaan kub say ho giya


abb nahin ho ga!!

sab ka sakoon say rehnay wala time finish ho gaya

Posted on 3/1/2005 9:42:15 PM

kash_beauty:
app ko hamari bemari say kia hai SHAN

jitni merzi bemariyan hon
app tension na lein!!

hamara ilaaj koi nahin kar sakta


    



Posted on 3/1/2005 9:51:03 PM

mama say app ko danth paray gi app ki

zameen per gir kar hansay ki kia zarorat hai

Posted on 3/1/2005 10:58:02 PM

u go kash_beauty??????????????

Posted on 3/1/2005 11:00:08 PM