Aansu ko ankhon ki Dehliz pe laya na karo.
Apne dil ki halat Kisiko bataya na karo.
Log mutthi bhar namak liye Ghoom rahe hain
Apne zakhm kisiko Dikhaya na karo.
Ankhen apki ho, par ansu mere
Zindagi apki ho, par sanse meri
Dil apka ho, par dharkan meri
Zindagi ke akhri mor par dua hogi yahi
Kafan apka ho, aur maut meri.
ik intzaar hi rah gya hai ab rooh ko jlaney ke liye
tujh se milney ki koi umeed bhar nazar nhi aati
ker gya hai tabaah mere jism o jaan ko iss kadar
lga gya hai woh aag jo mujhey bhujani nhi aati !!
khud ko haar kar, muje apna bana gaya koi,
main tera hoon sirf tera, ajj yah bata gaya koi
main chaloon zameen per, ya challoon ajj sitaro per
Zameen per hai jannat, jannat hai uski baho main