Har kasi ka dil hai kasi ka piyaar sa roshan
Yeh roshni agar na ho to zindagi adhori hai
Tanha katana in raston ko asaan nahi
Zindagi ka har mor pa koi humsafar zarori hai
Jab tum na tha is zindagi main koi kami si thi
Jab sa tum mila ho koi bhi shaqayat nahi zamana sa
Tum sahil ho or main khooi howi mogg hon
Mugha zindagi ka har mor pa tumhari zarorat hai
Pass aa kar door cahlay jatay hain,
Hum Akele thay akele he rah jatay hain
Dil ka Dard ankhoon say kaysay dekhien
Marham lagaane wala he ZAKAM day jatay hain
Waqt ke dayare se hum nikal na jaaye,
Aap ke dil se kahi hum utar na jaaye.
Hum roz aapko yaad dilaya karenge,
Warna kahin aap hume bhool na jaaye.
*********************************
Agar hum na hote to gazal kon kehta.
Aapke chehare ko kamal kon kehta.
Ye to karishma hai mohabbat ka.
Varna patthar ko TAJ-MAHAL kon kehta.
*********************************
Hum sochte hain ki tumhe kya dein,
tumhari Mohobbat ka jawab kya dein,
suna hai sabse accha tohfa GULAB hota hai,
par jo khud GULAB hai, use Gulab kya dein.
**********************************
Ishq sabhi ko jeena sikha deta hai,
wafa ke naam pr marna sikha deta hai,
ishq nahi kiya to karke dekho yaaro
har dard ko sehna sikha deta hai
Khabhi soocha hai tu nay dil kia kheta hai?
Khabhi socha hai kia hota jab dil tot ta hai?
kitna dard hota hai ...
Jab aapnoo say khauff hota hai ...
Woh manzar bhi kia manzar hota hai ..
Jab tu kareeb rehkar bhi door hota hai ...
Kitna kamzrro vo Shaks hota hai ...
Jo dost he ko dhoka deta hai ...
itna bandnaseeb woh q hota hai ...
Jo majmay main bhi aakela hota hai...
Judaee ka ghum bhi kia ghum hota hai...
Kyioun her koi mujh say sawal karta hai .
Kyioun mera dil her bar roo deta hai ..
Abb tu SaYa bhi ya he sawal karta hai...
kaiSe tu itNa khuSh reH laiTa hai...??????