Mein Apna Ajj Apna Kaal Tumhare Naam Karta Hoon
Mein Is Jeevan Ka Har Pal Tumhare Naam Karta Hoon
Mera Guzra Hua Kaal To Mere Mazi Ka Hisah Hai
Mein Apna Ajj Apna Kaal Tumhare Naam Karta Hoon
Khizain, Sardian, Garmi, Baharein, Barishein, Jara
Mein Har Mosaam Ka Har Har Pal Tumhare Naam Karta Hoon
Tumhare Dukh, Udasi, Gham, Sabhi Ranj-o-Alam Lekar
Mein Yah Khushion Bhari Chagal Tumhare Naam Karta Hoon
Sitare Asmaan Ke Sab Tumhari Mang Mein Bhar Kar
Shaab-e-Tera Ka Sab Kajol Tumhare Naam Karta Hoon
Tumhare Bin Yah Har Aik Pal Mujahy Bechain Rakhta Hai
Mein Apna Dil Hai Jo Bekal, Tumhare Naam Karta Hoon
main anson kay samandar mein doob raha hoon
voh pyarkau kuch lamhoon ko yad kar raha hoon
tu meri jan hai mein doob doob kay bhi kiyon
nahi mar raha hoon
tu naraz ho tu jan nikalti hai
tu khafa ho to jan nikalti hai
dil bhi rota hai ankhien bhi nam hote hai
meri jan teri jan nikalti hai to meri jan nikalti hai
tere yad main awara ban geya teri yad main deewana ban geya
tu hi to hai jan meri ek pal mein duniya se begana ban geya
lagi hai aag sholay bars rehe hain
jis raste se ap guzare wahan phool bars rahin hai
dil ke rishtey bhi ajeb hote hai
door reh kar bhi kareb hotey hain
jo log apko roz dekhtey hain
woh log kitney kush naseeb hotey hain
dil diya tujko dildar samj kar
pyar kiya tumse apna jehan samj kar
banana hai tumko apne zendege
chahe mar kar ke izhar kiya jai tumse bas jan pyar he pyar kiya jai
intizar hai mujhe tumhara
tumhare awaz sunai ka
tumhara chehra deknai ka
intizar hai mujhe tumhara.
tumse baat karne ka
tumhe dil ke baat batane ka
intizaar hai mujhe tumhara
tumhare paas honai ka
tumhe chune ka
tumhare haat me haat dal ker chalne ka
ajao tum mere zindigi me
intizar hai mujhe tumhara
Tasveer:
teri tasver ko senay say laga kar roay
hum tasawer mien tujhay pass bitha kar roay
tujh ko soo bar pukara shaaaaab tanhai mein
aur har baar tuhajy paas na pakar roay
teri yadoon ko dil say bhlaoon kaisay
tum meri zindgi ho yeh batoon kaisay
meray taswarat mein aksar tum aatay ho
teray wajood ko haqeqat mein paon kaisay
jo meray dil pay ghuzarti hai meray jaan pay bhi
aapni yeh kafiat tum ko sunaoon kaisay
teri chahat mein kuch is thrahan mita hai asad
dil jigar kay zakhmoon ko chpaoon kaisay
You’ve been waiting a long time
You’ve been waiting a long time
To fall down on your knees
Cut your hands
Cut yourself until you bleed
Fall asleep next to me
Wait for everyone to go away
And in a dimly lit
room where you’ve got nothing to hide
Say your goodbyes
Tell yourself we’ll read
a note that says
I’m sorry everyone
I’m tired of feeling nothing goodbye
Wash your face
Dry your eyes
Cause you’ve been waiting a long time
You’ve been waiting a long long time
To fall down on your knees
Cut your hands
Cut yourself until you bleed
But fall asleep next to me
Have a dream I’m falling down
On my face
Scrape my knees
Scrape my hands until they bleed
Cause you're fast asleep next to me
Is kadar Gham Seh Gai Hai Zindagi
Dard Ban ke Reh Gai Hai Zindagi...
Kujh Na Suniya kaafiley De Shor Chon,
Saara kissa keh Gai Hai Zindagi...
Zindagi Vich is Tarah Aey Ne Dukh
Dukhaan Joggi Reh Gai Hai Zindagi...
Zindagi Nu Piyaar keetaa Hai Bohut
Hun mainu Hee Le Gai Hai Zindagi...
Kinni Nede aa Gai Hai Maut Hun
Kinni Pichhay Reh Gai Hai Zindagi...
Aisa Laya Rog Me Tan ishq Daa
Rehndi Rehndi Reh Gai Hai Zindagi...
Teri Yaad Ney Meray Dil Ko Saja Rakha Hai
Teray Piyaar Main Sab Ko Bhula Rakha Hai
Kuch Acha Nahin Lagta Teri Judai Key Baad
Ek Teri Yaad Ko Sinay Sey Laga Rakha Hai
Tera Milna To Abb Aik Khawab Hi Lagta Hai
Najanay Abb Kyoon Dil Ko Bhula Rakha Hai
Sab Kuch Lut Gaya Hamara Terey Piyaar Main
Teri Yaad Ko Palkoon Main Chupa Rakha Hai
Muqadar Sey Miltay Hain Bichar Key Warna
Ajj Bhi Tera Naam Dil Main Saja Rakha Hai
Najanay Koi Nahin Basta Teray Siva Ankh Main
Aik Tere Tasveer Ko Dil Main Chupa Rakha Hai
" ."TERE JANE SE KUCH YOUN HUA MERI ZINDAGI PER ASAR
HAR TARAF GEHRI TARIQI HAR TARAF TANHA TANHAI"
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya
Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta
Usi Ka Kam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya
Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe
Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya
Us Se Baat Bhi Karte Tu Kis Tarhan Karte
Yeh Masal Dua Ka Tha Dua Pe Chor Diya
Iss Liye Tu Woh Kehte Hain Bewafa Hum Ko
Ke Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe Chor Diya
Yaad
hum tab un ko yaad aaian gay
jab iss duniya hi say chaley jain gay
aik din aisa hi hoga
jab wo humaray liye ashak bahain gay
gar ulfat main yehi hota raha
too shama kay parwany jal jain gay
jab kaliyoun kay gulshan main kantay rah jain gay
hum tab unn ko yaad aain gay
Khata
anjany main koun si khata ho gai
meri zindagi mujh say khafa ho gai
aab na karoon ga aitabaar tum par
mohabaat ki kahaani kiya say kiya ho gai
yaad hain uss sang dil kay sabhi sitaam
aaj to har sitaam ki intahaa ho gai
Intezarr:
ek ummar kat gai hai teray intezar main
hum pay khazaan aai hai mosam-e-bahar main
ruk ruk kay chal rahi hain sansain yeh zindgi ki
aaja guzar na jaon kahin teri aass main
tujh say bechar kay jana haal yeh huwa hai
tarpay hain din main hum,to roay hain raat main
iss dil kay har sahfay per tera hi naam hai
koi aur naam milayga na dil ki kitab main
kya zaroorat thi tumhe yahan ane ki
apni dil ki baat mujhe sunane ki
kya zaroorat thi tumhe yahan ane ki
mujhe jhote khawab dikane ki
kya zaroorat thi tumhe yahan ane ki
mujhe yun satane ki
kya zaroorat thi tumhe yahan ane ki
mere dil k saat khelne ki
kya zaroorat thi tumhe yahan ane ki
mujhe rulane ki
kya zaroorat thi?
khushbu teri baato ki bus hai gulab mai
teri ulfat ka nasha milta nahi sharab mai
sari umar na jagay ge neend se hum
agar tu wadah kar anay ka khawab mai
qayamat ki chal hai jawani sitam
kuch to kero hum per karam
marein hain hum tum per janam teri kasam
asey bhi to na muj per zulam
hain tery hi deewane rab ki kasam
koi mosam tau aisaa ho
kay jub bichRay hoowooN kee yaad kay jugnu
chamak kho daiN
kissi kay hij'r maiN ronay saY pahlay hee
meri aaNkhaiN kabhi so daiN
koi mosam tau aisaa ho
kay jub sub phool ulfat kay
kissi unmiT mohabbat kay
miray dil maiN khilaiN, per
unn maiN woh khushbu na ho baaqi
woh khushbu jo tumharay qurb say mehsoos hotee thee
koi mosam tau aisaa ho
kay dil kay zakh'm bhar jaayeN
agar aisaa naheeN hotaa tau phir
kitnaa hi acha ho kay
saari KhuwaahishaiN dil kee
woh saaray khwaab aur armaan
youN hee ghuT ghuT kay mar jaayeN
mujhay azaad ker jaayeN
koi mosam tau aisaa ho
kay jo mosam tumhaari yaad ka mosam na ho!!!!!!!