Tum kia ho Duniya ki nazar main
aik aam insan
ya ziada say ziada achay ya buray
per
meri nazar main tum seep may moti hou
tum lehro ki shararat ho
tum thandi dhoup ki hararat hou
tum barisho ki sada hou
tum ghamo main khushiyo ka ahsas hou
tum dharkano ki awaz hou
tum sada ho mairay piyar ki
tum hi humsafer tum hi manzil ho zindaygi ki
tum khud ko kabhi mat daikhna duniya ki nazar say
kiun kay tum khas ho
sansou ki saaz hou
Tears Speak Loudly
----------------------
Tears are a language all of their own.
Tears fall from my eyes incessently.
It was true for a long time.
Now I have stopped the tears of sadness.
With new tears do I cry.
Making it known to the world I am loved by a terrific guy.
He sought me out among all the millions who could have given him more.
He is willing to love me.
What a reason for tears.
My tears of joy.
Crying silently do I.
For he and I are separate by distance and time.
Facing the tomorrows together, we face them together indeed.
Relying upon him as he does me.
Happy can I be and am today.
This new love have taken the sad tears away.
stares
----------
I hate all the laughs and stares
The looks and the glares
I’m different and I’m aware
But do any of you even care
No, your universe is all you know
So I guess it’s time for me to go
But when I’m gone
Don’t act like you know me
Don’t pretend you cared
Don’t you dare
Aisa nahi kay hum ko mohabbat nahi mili
Hum jaisi chahtay thay who qurbat nahi mili
Milnay ko zindagi mein kaye humsafar milay
Lakin taybeeyaton say tabeeyat nahi mili
Chehroon kay her hajoom mein hum doondtay rahay
Soorat nahi mili, kahin seerat nahi mili
Who yak be yak mila tou bohat dare tak humain
Alfaaz doondnay key bhi mohlat nahi mili
Us ko gila raha kay tavajo na de usay
Lakin humain khud apni rafaqat nahi mili
Her shakhas zindagi mein bohat say gar mila
Koi bhi cheez hasbay-zaroorat nahi mili
![]()
Ek hi manzar yeh har raat ka hota hai
Chaand bhi aakar meri chhatt pe rota hai
Palkon main nami hoti hai bikhri bikhri
Dil phir bhi nayi umeed koi pirota hai
Woh to takkiye ko aangosh main le laita hai
Jaane kaise woh chain ki neend so laita hai
Raat ki raani ko kabhi khirrki pe Mehekta dekha hai
Humne raaton ko aankhon main guzarte dekhaa hai
Tum kia ho Duniya ki nazar main
aik aam insan
ya ziada say ziada achay ya buray
per
meri nazar main tum seep may moti hou
tum lehro ki shararat ho
tum thandi dhoup ki hararat hou
tum barisho ki sada hou
tum ghamo main khushiyo ka ahsas hou
tum dharkano ki awaz hou
tum sada ho mairay piyar ki
tum hi humsafer tum hi manzil ho zindaygi ki
tum khud ko kabhi mat daikhna duniya ki nazar say
kiun kay tum khas ho
sansou ki saaz hou
Buhat Khoob
![]()
![]()
![]()
Tum kia ho Duniya ki nazar main
aik aam insan
ya ziada say ziada achay ya buray
per
meri nazar main tum seep may moti hou
tum lehro ki shararat ho
tum thandi dhoup ki hararat hou
tum barisho ki sada hou
tum ghamo main khushiyo ka ahsas hou
tum dharkano ki awaz hou
tum sada ho mairay piyar ki
tum hi humsafer tum hi manzil ho zindaygi ki
tum khud ko kabhi mat daikhna duniya ki nazar say
kiun kay tum khas ho
sansou ki saaz hou
Buhat Khoob
![]()
![]()
![]()
![]()
nice tashu
![]()
Ek hi manzar yeh har raat ka hota hai
Chaand bhi aakar meri chhatt pe rota hai
Palkon main nami hoti hai bikhri bikhri
Dil phir bhi nayi umeed koi pirota hai
Woh to takkiye ko aangosh main le laita hai
Jaane kaise woh chain ki neend so laita hai
Raat ki raani ko kabhi khirrki pe Mehekta dekha hai
Humne raaton ko aankhon main guzarte dekhaa hai
ncie one sanorita