v nice Aik Baar Kaha Tha Uss Ne Mujh Ko
Main Hanste Achi Lagta Hoon
Iss Baat Ko Pahroon Yaad Main Kar K
Aab Pal Pal Rota Rahta Hoon
Jin Ankhoon Ko Dekh Kar Kaha Tha Uss Ne
Inn Se Maat Main Ne Khai Hai
Inn Ankhoon Main Aab Kuch Bhi Nahin
Bas Aik Hi Ghum Ki Parchai Hai
Uss Ka Yah Kahna Yaad Hai Mujh Ko
Tum Se Pyaar Main Karti Hoon
Har Pal Meray Sath Hoti Ho
Haan Yah Iqrar Main Karti Hoon
Woh Duur Suhanay Sapnoon Ka
Subh Jhoot Per Mabni Nikla Tha
Tum Pahchanny Se Bhi Inkari Thay
Yoon Roop Tumhara Badla Tha
Aab Haal Hai Apna Kuch Aisa
Subh K Tanay Sunnta Rahta Hoon
Tum Meray Thay Tum Meray Ho
Aab Subh Se Yahi Kahta Hoon
Wo kah kar chalay itni mulaqat bohat hai,
main nay kaha ruk jao abhi raat bohat hai
ansoo merey tham jain to phir shoq say jana
aisay main kahaan jao gay barsaat bohat hai
Kaanton Se Guzar Jaanaa Sholon Se Nikal Jaanaa
Phuulon Kii Bastii Main Jaanaa To Sambhal Jaanaa
Din Apnii Chiraagon Ki Maanind Guzarte Hain
Har Subah Ko Bujh Jaanaa Har Shaam Ko Jal Jaanaa
Bachchon Hi Si Fitrat Hai Ham Ahl-e-muhabbat Ki
Zid Karnaa Machal Jaanaa Phir Khud Hi Sambhal Jaanaa
Vo Shakhs Bhalaa Mera Kyaa Saath Nibhaayegaa
Mausam Ki Tarah Jis Ne Siikhaa Hai Badal Jaanaa
Woh dilkash adaa teri
Woh natkhat bankpan tera
pahli nazar me hi meri jaan yen le gayi
Karna chaha dilpe laakh kabu
Bekaabu fir bhi kar gayee .
Woh sharmse palken uthana
aur fir holese jhukana tera
Kar gayee dilpe war aisa
Kahneko to hum margaye
Magar dhadkane chalti rahi.
Chehrepe woh masumiyat ki jhalak
Aur shokhipe hayaa ki rounak
Dekhker koi bhi jise saham jaye
Jaise ki dekha ho koi Hoor
Ya aasman ki pari.
Ab to ya Rab ye haal hai mera
Na raha gharka pata
Na rahi apni khabar
Lamhe guzarte gaye kuch aise
Bhool gaya ki kab subah huwi
Aur kab shaam dhali.
Aankh khuli to phir khwaab chale gaye
jii behlane ke saare bahaane chale gaye
yaad rehta nahi kuch bhi yaad kiye bina
yaadoN me khokar jeene ke sahare chale gaye
gham bhi gaya, khushiyaN bhi gaye
ek ek karke sab yaar chale gaye
har tasawwur me dekha tere chehre ko
har shaks ko khuda banakar chale gaye
chupaya na jaye logoN se meri dil ki raghbat
teri furqat ke sholay ragoN me chupakar chale gaye
sirf dil hi tha tera sabse bada khazaana 'jags'
phir kyun usey ek ajnabee pe lutakar chale gaye
Chaha hai maine bohat shiddat se tum ko
Main tumhain bohat shiddat se yaad aaongi
Yun sakoon se tum kabhi bhi so na sakoge
Ban ke Dil ki kasak raat bhar jagaoongi
Ab ke baras sawan Dil main aag lagaye ga
Bhigoge tum jab bhi baarish main main yaad aaongi
Her shair her nazam main nazar aayengi meri baatein
Parhoge jab bhi koi shairi main yaad aaongi
wah wah tasha good one
Chaha hai maine bohat shiddat se tum ko
Main tumhain bohat shiddat se yaad aaongi
Yun sakoon se tum kabhi bhi so na sakoge
Ban ke Dil ki kasak raat bhar jagaoongi
Ab ke baras sawan Dil main aag lagaye ga
Bhigoge tum jab bhi baarish main main yaad aaongi
Her shair her nazam main nazar aayengi meri baatein
Parhoge jab bhi koi shairi main yaad aaongi
gr8![]()
![]()
Kyun neend nahi aati
Kyun chain nahi parhta
Yeh raat nahi cut ti
Kuch baat nahi banti
Tanhayi yeh dasti hai
Ek aag bharakti hai
Apna hi nahi koi
Jo baat kare hum se
Sab neend karen puri aur hum
Jalte hi rahen tanha
Kis kis ko batayen hum
Kaise yeh guzari hai
Tanhayi ke aalam main
Her raat hi bhaari hai
Sab chain se sote hain
Hum raat ko jalte hain
There is a kid he is all alone,
nobody befriends him he is cold to the bone,
he sits in the rain but nobody will come,
he waits all day in till his fingers are numb.
what the others don’t realize is that,
he is a dreamer, a believer not just a brat,
kind gentle nice in every way,
but the other kids a mean and call him gay.javascript:AddSmileyIcon('')
![]()
His parents believe he is injury prone,
but really its bully’s that make him groan,
all he wants is a companion to care,
someone fun that doesn’t despair.
Then comes along a nice young girl,
she be friends him here name is sharni-pearl,
they play with glee and dream away,
together with her he is not a bully’s prey.
His grades improve he has so much more fun,
and when he grew up she was his high school hun,
now they live together married and happy,
they raised a son a dreamer, a happy chappy.
Chaha hai maine bohat shiddat se tum ko
Main tumhain bohat shiddat se yaad aaongi
Yun sakoon se tum kabhi bhi so na sakoge
Ban ke Dil ki kasak raat bhar jagaoongi
Ab ke baras sawan Dil main aag lagaye ga
Bhigoge tum jab bhi baarish main main yaad aaongi
Her shair her nazam main nazar aayengi meri baatein
Parhoge jab bhi koi shairi main yaad aaongi