Gam ki aahat na aaye tere dar par,
pyar ke samander ka tum bhi ek kinara ho,
bhool se jo tapke teri aankhon say moti,
thame wohi jo tumhe sabse pyara ho
Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi,
jawab dene ko hum razi he par koi sawal nahi,
pucho unke dil se kya hum unke yaar nahi,
kya hamse milne ko wo bekarar nahi
mari yad tujay ati to ho gi
tary dil main tufan othati to ho gi
mara naam kitaboon main lekh kar aksr
to kheroon ke dar se metati to ho gi
pather hi parain gain thujay her simt se aa kar
jo koi pochay to chupati nahi
pyar os ka tari qesmat main hi nahi shamile
rehnay de mari hath ki lakerain na para kar
odas sham ka palkoon main intazar se raha hai
odas sham ka her lamha be qrar se raha hai
wo pary kis tarha zindagai ke pehlo ko
Ik tabasum honto pay raksa hai Koshish hai gam chopane ki Mere ahbaab samajte hai Mujhe adat hai muskarane ki Ik tabasum honto pay raksa hai Koshish hai gam chopane ki Mere ahbaab samajte hai Mujhe adat hai muskarane ki