Logo

~kOoLeSt1 poetry Colloection~

Ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa
rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa

kaise mar-mar ke guzaarii hai tumhen kyaa maaluum
raat bhar taaron bharii raat pe ronaa aayaa

kitne betaab the rim jhim mein piiyenge lekin
aa ii barsaat to barsaat pe ronaa aayaa

kaun rotaa hai kisii aur ke Gham kii Khaatir
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa

ye din to qayaamat kii tarah guzaraa hai
jaane kyaa baat thii har baat pe ronaa aayaa

Posted on 6/18/2007 10:14:25 AM

Kisne meri kabr par aake diya jala diya
Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya
Chain se so raha tha main odhe kafan majar par
Yahan bhi satane aa gaye kisne pata bata diya

Posted on 6/18/2007 10:24:10 AM

Yaaro peene k liye mat kehna.
hum unki aankhon se pee kar aaye hai.
ab maut bhi aa jaye gam nahi.
hum do pal jee kar aaye hai...

Posted on 6/18/2007 10:25:16 AM

Mere aasuon ko ussne barsaat samjha,
Mere khaabon ko usne mulaqaat samjha,
Meri arthi jab gujri uski gali se,
Pathar dil ne usse bhi baraat samjha

Posted on 6/18/2007 10:26:27 AM

kOoLeSt1:
UTRE JO ZINDAGI TERI GEHRAIYO MEIN HUM
MEHFIL MEIN RAHKAR BHI RAHE TANHAIYON MEIN HUM
DEEWANGI NAHI TOW AUR KYA KAHE
INSAAN DHOONDHTE RAHE PARCHAYION MEIN HUM


Nice poetry

Posted on 6/18/2007 10:38:26 AM

kOoLeSt1:
Mere aasuon ko ussne barsaat samjha,
Mere khaabon ko usne mulaqaat samjha,
Meri arthi jab gujri uski gali se,
Pathar dil ne usse bhi baraat samjha


Buhat Khoob

Posted on 6/18/2007 10:40:08 AM

sun_shine:
kOoLeSt1:
UTRE JO ZINDAGI TERI GEHRAIYO MEIN HUM
MEHFIL MEIN RAHKAR BHI RAHE TANHAIYON MEIN HUM
DEEWANGI NAHI TOW AUR KYA KAHE
INSAAN DHOONDHTE RAHE PARCHAYION MEIN HUM


Nice poetry


thankss

Posted on 6/18/2007 10:42:34 AM

kOoLeSt1:
Ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa
rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa

kaise mar-mar ke guzaarii hai tumhen kyaa maaluum
raat bhar taaron bharii raat pe ronaa aayaa

kitne betaab the rim jhim mein piiyenge lekin
aa ii barsaat to barsaat pe ronaa aayaa

kaun rotaa hai kisii aur ke Gham kii Khaatir
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa

ye din to qayaamat kii tarah guzaraa hai
jaane kyaa baat thii har baat pe ronaa aayaa



Posted on 6/18/2007 10:42:46 AM

sun_shine:
kOoLeSt1:
Mere aasuon ko ussne barsaat samjha,
Mere khaabon ko usne mulaqaat samjha,
Meri arthi jab gujri uski gali se,
Pathar dil ne usse bhi baraat samjha


Buhat Khoob


thanku

Posted on 6/18/2007 10:46:47 AM

sun_shine:
kOoLeSt1:
Ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa
rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa

kaise mar-mar ke guzaarii hai tumhen kyaa maaluum
raat bhar taaron bharii raat pe ronaa aayaa

kitne betaab the rim jhim mein piiyenge lekin
aa ii barsaat to barsaat pe ronaa aayaa

kaun rotaa hai kisii aur ke Gham kii Khaatir
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa

ye din to qayaamat kii tarah guzaraa hai
jaane kyaa baat thii har baat pe ronaa aayaa




Posted on 6/18/2007 10:49:03 AM

welcome

Posted on 6/18/2007 11:10:11 AM

keep it up

Posted on 6/18/2007 11:22:23 AM

koooooooolest

nice work

Posted on 6/18/2007 3:19:32 PM


Posted on 6/18/2007 11:34:35 PM

kOoLeSt1:
Miss mine:
kOoLeSt1:
Miss mine:


    


thanks a lottttt


stasu dera dera manana



Mehrabani tashakur manana   


es khabara na da jee

   

Salam Shazadga   

Da hapal yaar de meene dase dewana yama

che habar na pa khabbah na bot khana yama..


Posted on 6/19/2007 3:22:21 AM


Posted on 6/19/2007 4:35:49 AM

Zaroori toh nahi ke jeene ke liye koi sahara ho
zaroori toh nahi ke hum jis ke hai woh bhi hamara ho
kuch kashtiyaa dhoob jaaya karti hai
zaroori toh nahi ke har kashti ke liye kinara ho

Posted on 6/19/2007 4:42:59 AM


ek woh din tha jab tere nazare mere aankhon se mile
phir woh din aaya jab mere ankhon se dard ka aansoon bahe
aaj woh din hai jab mere toote dil se lahoo hi nikale
kab woh din aayega jab mere seene se tere dil nikelenge










Posted on 6/19/2007 4:53:15 AM


Aapki muskan hamari kamzori hai, Keh na pana hamari majburi hai, Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko zuban dena zaruri hai?

Posted on 6/19/2007 5:03:12 AM


Posted on 6/21/2007 1:41:13 AM

thxx

Posted on 6/21/2007 9:25:58 AM

koolest???????????????

Posted on 7/3/2007 5:49:56 AM


Posted on 7/3/2007 9:08:57 AM

kooling per hai..............

Posted on 7/3/2007 11:39:30 PM

YEHKIA SUN RAHE HO MAIN KOOLEST

Posted on 7/6/2007 5:32:16 AM



Jis shaam mere lab per tera naam na aaye...,
Khuda kare aisi shaam na aaye...;
Aai jaane wafa, ye kabhi mumkin hi nahin...,
Afsaana likhnu aur tera naam na aaye..!!!!

Posted on 7/6/2007 5:39:36 AM

THX MG

Posted on 7/27/2007 6:47:57 AM


Meri Qasam Na Jayy*ee*

* Bohat dino ki baat thi
shabab per bahar thi
fiza bhi khushgawar thi
na jaane kioun machal para
main apne ghar se chal para
kisi ne mujh ko rok ker
bari aada se tok ker
kaha ke laut ayyee
meri qasam na jayyee
meri qasam na jayyee
magar mujhe khabar na thi
mahaul per nazar na thi
na janey kioun machal para
main apney ghar se chal para
phir shehar se main aa gaya
khayal tha ke paa gaya
usey jo mujh se durr thi
magar meri zaroor thi
phir ik haseen shaam ko
main chal para salam ko
gali ka rang dekh ker
naye tarang dekh ker
mujhe bari khushi hui
main kuch isi khushi main tha
kisi ne jhank ker kaha
paraye ghar se jayyee
meri qasam na ayyee
wohi haseen shaam hai
bahar jis ka naam hai
chala hoon ghar ko chor ker
na janey jaoon ga kidhar
koi nahin jo rok ker
koi nahin jo tok ker
kahay ke laut ayyee
meri qasam na jayyee

Posted on 7/31/2007 5:38:14 AM


Posted on 7/31/2007 6:20:10 AM

thx

Posted on 8/4/2007 6:58:46 AM