Logo

Na kisi ki aankh ka noor hon

Na kisi ki aankh ka noor hon na kisi ke dil ka qaraar hon
Jo kisi ke kaam na a sake main woh ik musht ghubar hon

Mera rang roop bigar gaya mera yaar mujhse bhichar gaya
Jo chaman khizaan se ujar gaya main ussi ki fasl e bahar hon

Pe fateha koi aaye kjun koi char phool charhaye kjun
Koi a ke shama jalaye kjun main woh bekasi ka mazar hon

Main nahin hon naghma janfara mujhey sunke koi kare ga kiya
Main bare baroog ki sada hon main bare dhukhi ki pukar hon

Main kahan rahoon main kahan basoon
na yeh mujhse khush na woh mujhse khush
main zabeen peeth ka bhojh hon
main falak ke dil ka ghubar hon







Posted on 7/14/2007 6:50:50 AM

   

Posted on 7/14/2007 3:21:32 PM


Posted on 7/14/2007 9:26:59 PM

thanks

Posted on 7/14/2007 11:30:16 PM

gud1 kiran jee

Posted on 7/14/2007 11:59:39 PM

thanks jee

Posted on 7/15/2007 6:05:43 AM

welcome

Posted on 7/15/2007 3:04:19 PM

buhat khoob I think yeh Mr.Bahadur shah zafar ki poetry hain .Great

Posted on 7/15/2007 4:11:19 PM

ur welcome kiran jee

Posted on 7/15/2007 4:44:38 PM


Posted on 7/15/2007 7:48:46 PM

MG tujhe aaj kya hogaya poora poetry section tunay pakra hua hai

Posted on 7/16/2007 5:49:16 PM

kisse ishq hua hai yeh bhi bata do

Posted on 7/16/2007 7:31:10 PM

sun_shine:
buhat khoob I think yeh Mr.Bahadur
shah zafar ki poetry hain .Great



yes sun shine it is Mr. Bahadur Shah Zafar ki poetry I love this ghazal it is so
nice

Posted on 7/16/2007 7:32:23 PM

KING OF JB:
mujay ishq ho giya hian aj


to iss mei naya kya hai??

Posted on 7/17/2007 5:30:05 PM

acha nayee larki hai to aisa bolna

Posted on 7/18/2007 4:45:32 PM

khair hai

Posted on 7/18/2007 6:06:12 PM

chalo tumhai to nayi mil ihi gayi hai tum to moj karo sansi ke sath

Posted on 7/19/2007 5:19:30 AM

cntrl jee

Posted on 7/19/2007 5:42:07 PM

kiya kaha????

Posted on 7/19/2007 5:44:10 PM

urdu main samjhaooo urdu main

Posted on 7/20/2007 3:02:40 AM

punjabi mei


oye paa jee control

Posted on 7/20/2007 5:24:40 PM


Posted on 7/21/2007 6:32:49 AM

sir je koi samjhao isse

Posted on 7/21/2007 3:24:40 PM

ok lemme try

Posted on 7/22/2007 2:52:43 AM

karo jee

Posted on 7/22/2007 6:35:45 PM

FG ko sambhalo

Posted on 7/24/2007 4:45:40 PM

tunn hai

Posted on 7/27/2007 5:14:08 PM

tay phir

Posted on 7/27/2007 5:50:40 PM

na yaar

Posted on 9/1/2007 10:58:35 PM

Ek taraf se DOLI uthi, khushioun aur shehnaion ke sath,

Ek taraf se ARTHI uthi, gamo aur tanhaiyon ke sath,


Dono takra gaye, dekhne wale chakra gaye,

Bheed me se awaz ayee ya khuda ye kaisi khudai hai


MEHBOOB ki doli dekhne YAAR ki arthi ayee hai

Posted on 9/2/2007 1:28:41 AM

nice main nay chura liya

Posted on 9/2/2007 6:08:46 AM