Logo

Na kisi ki aankh ka noor hon

us ko pata hi nahi

Posted on 9/2/2007 12:38:40 PM

wah yaar kya baat hai cf jee

Posted on 9/2/2007 4:31:05 PM

nun ghunna hai

Posted on 9/4/2007 9:30:17 PM


Posted on 9/5/2007 2:52:19 AM

ain hai

Posted on 9/5/2007 4:48:36 PM

kiran:
Na kisi ki aankh ka noor hon na kisi ke dil ka qaraar hon
Jo kisi ke kaam na a sake main woh ik musht ghubar hon

Mera rang roop bigar gaya mera yaar mujhse bhichar gaya
Jo chaman khizaan se ujar gaya main ussi ki fasl e bahar hon

Pe fateha koi aaye kjun koi char phool charhaye kjun
Koi a ke shama jalaye kjun main woh bekasi ka mazar hon

Main nahin hon naghma janfara mujhey sunke koi kare ga kiya
Main bare baroog ki sada hon main bare dhukhi ki pukar hon

Main kahan rahoon main kahan basoon
na yeh mujhse khush na woh mujhse khush
main zabeen peeth ka bhojh hon
main falak ke dil ka ghubar hon



aik minute kay liye tu dil band ho giya tha iss ko read kar kay very touchy...

Posted on 9/5/2007 4:51:51 PM

wah yaar king buhut achay

rani sahiba dekho zara aapko marnay ki saazish
ek kaam karta issi poetry lamba kardeta hoo mei
aur tym hojayega

Posted on 9/8/2007 9:10:25 PM

kiran ghayeb   

aye bhi thi per no posting

Posted on 9/12/2007 1:08:47 PM

lagta hai tujhse naraz hai

Posted on 9/14/2007 6:01:43 PM