Assalam O Alaikum
Really true
Wakai hum apni zubaan ko bholtay ja rahay hain
To be Honest agar Hum Afghanistan main Wahan pe rehnay walay pathano say Pashto main baat karna shoru kardey
Tho I think kisi ko bhi hamari baat samajh nahi ayegi
Kyunki Hum pashto main Urdu k buhat words use kartay hain.
Waalaikum Assalam
afghani zuban pashtu se zara mukhtlif hai Ss??
yahan tu jahan bi jayo jab tak Bhai "Eng" k 4 lafz na bolein jayein tasali hi nhi milti

Afghanistan main kaee zubanay boli jati hain Like Farsi,Pashto,Dari etc
I mean hamari pashto aur Peshawari pashto main kafi fark hain.
yaa Agar kisi ko Urdu nahi aati tho khair hain
per Agar English nahi aati tho they say Inhon nay tho kuch parha hi nahi.
Yaa very Right Dear friend
hamain isi mitti main chalay jana hain
per yeh masail isi tarah rahaingay
yaa sahi kaha aap nay
Khamoshi sab say bari daleel hain
per In soye huay logo ko Ab kon jaga saktay hain.
May Allah swt Help the Muslim Ummah...!
*Assalam O Alaikum
Both the Columns are Really nice
Specially Azmat ka Lamha
kaash aisa ho jaye k yeh Leaders is azmat k lamhay ko jaan lay.