Assalam O alaikum
*Oh What can i say.
I think agar sazae maut ko umar kaid yani 25 saal main tabdeel kiya jaye tho Phir bhi yeh sazae maut jaisa tho hain
25 saal buhat hotay hain
Aaj kal aik shaks ki poori zindagi 25 saal hoti hain
Waalaikum assalam
haan tum theek ho dear lekin is saza ka itlaq sab per kaise ho sakta hai yar jinhon ne 4 4 qatal kye ho unhein tu maut ki saza honi chhaiye
Aap ki char char qatal ki baat/sawal sahi hai Rapunzel. Lakan aap un becharon ka souchein jo beghunnah iss makaam par pounch jaate hein. Sirf aurr sirf ayk beghunnah ki agar jaan bach jai uss insaani jaan ke liye kaya qanoon ko badalte dekh sakein ghi?
Mein to iss baat ke haq mein hon ke qanoon maut ki saza ko badal kar umar kaidh kar deni chaiye.
Qanoon ache hein lakan qanoon ko chalaane walon ki, akal, samajh aurr niyat mein appx.95% zaroorat hai teekh hone ki.
Agar mushwaron se sab marzein dour ho jaen to Pakistan number one mulk ho taraqi ki nazar se.Yahan mushware dene walon ki kammi nahi. Sara mulk bhara hai.
Asif Zardari kissi masle ko hal kar le mushkil hai.Har masle ki jhar uss ka hal awaam mein hi aksar mile gha.
Aap ki ghalyun mein mahalon, ghaon aur sharon mein jab tak aap taraki ki banyadein aur raste humwar nahi karte, to aghe jaana bahut mushkil hai.
Kharayt ghar se shuru hoti hai, bahut aissa suna hai, dekhne mein to khabi nazar nahi aya. Mohale mein mohale daron ko hi ye merzein dour karni hein. Sayassi leader bhi yahan se hi nikalte hein.
Ayk bemari jo meri samajh mein ayi Pakistan mein bahut se MASTANDE(Sardar Abdul Qayum Khan 2007) nojawan kaam karna apni shaan ke khalaff samajhte hein. Ye kaissi souch hai? Menat karna, ye to fakhar karne ki baat hai.
Choti choti baton ka aap apne alakon mein khayal rakhein to barre massle khud hi dour hojaein ghe.
Ache leadron ki choice mile ghi to aap ache leader chun sakein ghe, isse bhi phale ache leaderon ko kissi ne acha banana bhi hai.
Assalam O Alaikum
*Hamesha Ki tarah Buhat Umda tehreer
Yaa Right
yeh Log Buhat Zalim aur safaak hain
Inhain janwar tho dikahe detay hain
magar inki aankhain un lakhon Logo ki maut ka dard aur zulm dekhnay se kaasir hain...!
Assalam O alaikum
*Oh What can i say.
I think agar sazae maut ko umar kaid yani 25 saal main tabdeel kiya jaye tho Phir bhi yeh sazae maut jaisa tho hain
25 saal buhat hotay hain
Aaj kal aik shaks ki poori zindagi 25 saal hoti hain
Waalaikum assalam
haan tum theek ho dear lekin is saza ka itlaq sab per kaise ho sakta hai yar jinhon ne 4 4 qatal kye ho unhein tu maut ki saza honi chhaiye
Aap ki char char qatal ki baat/sawal sahi hai Rapunzel. Lakan aap un becharon ka souchein jo beghunnah iss makaam par pounch jaate hein. Sirf aurr sirf ayk beghunnah ki agar jaan bach jai uss insaani jaan ke liye kaya qanoon ko badalte dekh sakein ghi?
Mein to iss baat ke haq mein hon ke qanoon maut ki saza ko badal kar umar kaidh kar deni chaiye.
Qanoon ache hein lakan qanoon ko chalaane walon ki, akal, samajh aurr niyat mein appx.95% zaroorat hai teekh hone ki.
beshak Apki baat theek hai lekin agr kisi k 2 jawan beton ko mar dya jaye tu kya sazaye maut ki khabar us maa ko tasali nhi de gi???yeahan per aise bi loog hain jo ba-zahir jail mein rahte hain lekin dar haqeeqat bahir hain aise mujrimon k lye tu phansi honi chhaiye na jageer dar aur rayees tabqa in logoon k lye tu ye bohat asan kheel hai aur rhai bat jo log be-gunah hain bilashubah ap sahih hain lekin be-gunahon k case kon leta hai?? Wo bechare tu bahir nikal ayain tu bi sari zindagi qatil k nam se pukare jate hain

Waalaikum Assalam
bilkul mein ne aik martaba Jawed sahib ka hi aik article parha tha k kash hum janwar hote Iraq war k lye likha gya tha,ye qaum itni be-his hai k Allah inki nazar mein kutte,billi,bandar k bache bohat ahmiyat rakhte hain lekin Insano mein sirf apne bache ink lye muqadim hain musalman k bache janwar se bi gaye guzre hain doghli qaum![]()
Waalaikum Assalam thnxx dear
yeah bohat ache articles likhe gye hain