Logo

~*~ ÐükH HEE ÐükH ~*~

mein ilm fazil hoon
sall its jus a lil bit diff thats it
goom hona aur na dikhna
see how close they are

Posted on 7/6/2004 1:59:11 AM

najoomi
ilm e najoom
ghaib ka ilm

Posted on 7/6/2004 12:14:57 PM

kya keh rahe ho yar

humein kuch samajh nahi aa raha

Posted on 7/6/2004 1:58:16 PM

ghaib ka ilm


jo abhi hoa nahi ho
abhi hona ho
aur uss k barey main jis ko ilam ho
woh gaib ka ilam janta hota hay

Posted on 7/8/2004 4:44:40 AM

aur ghaib ka ilm sirf Allah ta'lla ko hay....

Posted on 7/8/2004 1:38:21 PM

sall sab mil k yas ko parha rahay hain

Posted on 7/8/2004 4:16:52 PM

ye sab mere teacher hain
aur mein student jo inko hee samjha raha hoon

Posted on 7/10/2004 12:06:48 AM

khekheeeekeheheee..
aap humein woh samjha rahe hein jo k hum samajhna nahi chahte

DEVIL ki baat na hi samajhna behtar hai







o bhai woh dukh bhari daastan kya hui

Posted on 7/10/2004 2:46:49 PM

kaun see dastaan yahan per tu bohut saare dukh hian

Posted on 7/11/2004 10:23:05 PM

topic ka naam hai dukh hi dukh

Posted on 7/12/2004 9:37:41 PM

abhi dukhi nahin ho
abhi i'm tired

Posted on 7/14/2004 4:01:54 AM

kahan gaib ho yach bill se bahir niklo na bhai

Posted on 7/15/2004 2:03:33 AM

bill k moun per lock laga diya hai na

Posted on 7/16/2004 5:44:53 PM

kis ney?

Posted on 7/16/2004 11:59:27 PM

kaam ka dukh hai
imma sales man manager at 7up now, so its more work then before
before i use to jus answer the calls, n take orders

Posted on 7/18/2004 4:15:15 PM

loo jiii

yeh shayar to gaya kaam se
gham e ishq ki bajae gham e rozgaar ka shikar

Posted on 7/25/2004 5:06:48 PM

nahin abhi nahin, therez alot left to post

Posted on 7/26/2004 10:13:12 PM

7 up


make ur own taste

Posted on 7/27/2004 3:44:37 PM

wow
mere topic ko 7up waalon ne sponsor kya hai

Posted on 7/28/2004 7:59:49 AM


Posted on 7/29/2004 12:48:28 AM

7 up walay aisee fazool cheezon ko sponsor kertey hian

Posted on 7/29/2004 2:25:05 AM

haan yaar dekhlo....7up waalay mujhay kitna mantay hain

Posted on 7/29/2004 12:03:59 PM


Posted on 7/30/2004 1:34:48 AM

dukh nahin lage
aise hee shayeri chal rahi hai

Posted on 8/3/2004 10:44:39 PM

Bhari Dunya Mein Aakhir Dil
Ko Samjhane Kahan Jaayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jayeein

Lage Hain Shamma Par Pehray
Zamanay Ki Nigahon Ke
Lage Hain Shamma Par Pehray
Zamanay Ki Nigahon Ke
Zamanay Ki Nigahon Ke
Jinhein Jalne Ki Hasrat Hai
Wo Parwane Kahan Jayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jayeein

Sunana Bhi Jinhe Mushkil
Chupana Bhi Jinhe Mushkil
Sunana Bhi Jinhe Mushkil
Chupana Bhi Jinhe Mushkil
Chupana Bhi Jinhe Mushkil
Zara Tu Hi Bata Aye Dil
Zara Tu Hi Bata Aye Dil
Wo Afsanay Kahan Jayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jaayein

Nazar Mein Uljhane Dil Mein
Hai Aalam Bekarari Ka
Nazar Mein Uljhane Dil Mein
Hai Aalam Bekarari Ka
Hai Aalam Bekarari Ka
Samajh Mein Kuch Nahin Aata
Samajh Mein Kuch Nahin Aata
Sukoon Paane Kahan Jaayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jaayein

Posted on 8/3/2004 10:46:18 PM

chalo apni class samajhlo aur seekhlo

Posted on 8/3/2004 11:15:59 PM


Posted on 8/4/2004 1:33:30 AM

nice dev and rani sis


Posted on 8/5/2004 2:22:12 PM

nice dukhi daastan...

Posted on 8/5/2004 10:52:26 PM

uff yeh dukh hee dukh

Posted on 8/5/2004 11:30:29 PM