han main dehti hon na kyon kay mera trun hai
friend aap 10 funnest chezay laye jo 1 dusre se diff
usmain kuch bhi ho per dekh kar ya read kartay hasi aaye bohat
nice idea wafa .. .. par kia kerein loog min dker jain gay .. .. aik kaam karein saray ja ker funny pics main deekh lein saree funny chezzain jo saab say defferent hein ...
nice idea wafa .. .. par kia kerein loog min dker jain gay .. .. aik kaam karein saray ja ker funny pics main deekh lein saree funny chezzain jo saab say defferent hein ...
aap ko yahan dekh lia funny pic main kia zaroorat hai ....
ab bhag kahan gaye ho f16
command pure nahi ho rahe thi itni asan kuch bhi lay ati dear bohat cheezay hai hasanay wali
ab saza bukto
ab jaldi se sza pure karo warna usse bhi ziuyada bare saza adi deh ga
han na adi