share ur poetry...

38237 views 962 replies
Reply to Topic
paki_fan

Age: 124
Total Posts: 9535
Points: 0

Location:
United States, United States
Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein
Un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein
Aankhon ki khidki per ek sayaa sa lehraata hai
Dil ke derwaze per koi dastak de ke jata hai
Gherri gherri kaali aankhen, mujse mujko puchhatti hai
Hathoan ki rekhaon mein ek chehra sa ban jatta hai
Uski sanse resham jaisi gallo ko chu jaati hai
Uske hathoan ki khushboo hai ab tak mere ballo mein
Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein
Un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein....
Posted 01 Dec 2004

guest. says
Maut pe hume yakin hai,Unpe bhi hume aitbar hai.
Ab dekhna hai ki kaun aata hai pahle,
Humein to dono ka intezaar hai...
Posted 03 Jun 2005

guest. says
Chaahne se koi chiz apni nahi hoti,
har muskurahat khushi nahi hoti,
kehana toh chahte hai bahut kuch,
magar kabhi waqt toh kabhi zubaan saath nahi hoti…

Posted 03 Jun 2005

guest. says
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
Teri Hi Yaad Main Gum Rahi
Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai
Jaise Chaahat Meri Kam Rahi
Posted 03 Jun 2005

guest. says
Jab Paas Ho To Rukh Se, Nigahain Na Morna
Jab Dour Ho To Mera, Tasavvur Na Chorna
Aye Dost!!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Le
Mushkil Bahut Hai, Rishton Ki Zanjeerain hain Torna
Posted 03 Jun 2005

guest. says
Huwi hum se ye nadani, kay teri mehfil mein aah bethay. Ho kay zameen ki khakh, aasman se dil laga bethay
Posted 03 Jun 2005

paki_fan says
nice and sad
Posted 05 Jun 2005

paki_fan says
Jab Tere Dhun Men Jia Karty They
Ham Bhi Chup Chap Phira Karty They

Ankhoon Men Peyas Hoa Karty Thi
Dil Men Toofan Utha Karty They

Loog Aaty They Ghazal Suneney Ko
Ham Tere Bat Kia Karty They

Sach Samjhty They Tery Wadoon Ko
Rat Din Ghar Men Raha Karty They

Kisi Werany Men Tujh Sey Mil Kar
Dil Men Kia Phool Khila Karty They

Ghar Ke Dewar Sajany Ke Khatir
Ham Tera Nam Likha Karty They

Wo Bhi Kia Din They, Tujhe Bhula Kar
Ham Tujhe Yaad Kia Karty They

Kal Tujhe Dekh Kar Yaad Aeya
Ham Bhi Kabhi Muhabbat Kia Karty They
Posted 05 Jun 2005

Fairl_Girl says
GR8888
KASH AND PAKI
Posted 05 Jun 2005

Fairl_Girl says
Posted 05 Jun 2005

guest. says
wowww!
nice paki n janubabe
Posted 07 Jun 2005

guest. says
kya khawab kya tabeer hua karti hai
muhabtoon ki bhi ajeeb kahani hua karti hai
main khud hi pooloon ko apnay hathoon pe saja layta hoon
jab bhi musam -e-gul main sham hua karti hai
uss ki yadoon ko main ankhoon main chupa layta hoon
jab bhi mehfil main dil-e-yaraan ki baat hua karti hai
Posted 07 Jun 2005

guest. says
Yeh phool mujhe koi virasat mein miley hain
Tum nay mera kantoon bhara bistar nahin dekha
Posted 07 Jun 2005

guest. says
Gham ki jageer mili hai wirasat mein muje..

Apni jageer mein nawabon ki tarah rehta hoon mein..
Posted 07 Jun 2005

guest. says
Kehte hain jisko jannet wo ik jhalak hey teri
sub wa`azo ki baki rungeen biyaniyyan hain
Posted 07 Jun 2005

guest. says
Ab tu ik aansoon bhi ruswa ker daita hai
Bachpan main ji khol kay roya kertay thay
Posted 07 Jun 2005

guest. says
khula yeh raaz aiena khana hey dunia,,,
or osmey mujh ko tamasha bana gia ik shakhs
Posted 07 Jun 2005

Fairl_Girl says
Posted 07 Jun 2005

Fairl_Girl says
Posted 07 Jun 2005

guest. says
niceee
Posted 08 Jun 2005

teray waday pay jiyey hain to yeh jaan jhot jana
khushi say mer na jatay ager aitbaar hota


Posted 08 Jun 2005

guest. says
woww queeniiiiii
Posted 08 Jun 2005

wafakadard says
bahot khob
Posted 08 Jun 2005

wafakadard says
timtimati hui aag se unhe nafrat kuch aisi hui,
ke mohabbat ke diye ko bhi buja baithe woh!!
Posted 08 Jun 2005

Fairl_Girl says
nice sunny
Posted 08 Jun 2005

Fairl_Girl says



Teri baraat hogi Mera janaza hoga
char admi tere sath honge char admi mere sath honge



Phool tujh per bhi honge
Phool mujh per bhi honge


Tujh per dulhan ka jora hoga
Mujh per kafan ki sajawat hogi


Lali tere chehre per hogi
Noor mere chehre per hoga


Khubsoorat tum bhi lag rahi hogi
Khubsoorat main bhi lag raha honga
Posted 08 Jun 2005

Fairl_Girl says

NAJANEY KEU


Najaney Kyun Dil Laga Letey Hain Laug
Khud ko yuun hi saza detey hain laug ..

Jab koi pass ho to kadar nahin kartey
Door koi chala jaey to sada detey hain laug..

Jabb mill jaey safar main naya hum-safar koi
Per kiun purani rafaqat ko bhula detey hain laug

Gham bhi detey hain or kehtey hain bhool jao
Humari chahat ka yeh sila detey hain log ..
Posted 13 Jun 2005

cutefriend says
Posted 14 Jun 2005

Fairl_Girl says
Pain Of The Night
See it fall into life's nameless place
Can you see the sparkle as it catches the light
That sparkle once was happiness that is no longer in sight
As it falls watch it, its color has changed
From blue to bright red, it has a wide range

There it goes all alone, it continues to fall
With it, it takes the emotion, the emotion of all
Wait, can you hear it? A sob has broke free
Has shook the lungs cold, but yet it continues to be
Here it comes, a force has been built between the eye
A wall of shear water, it's now time to cry

A shudder, a scream, darkness envelops your soul
The darkness of the night has taken its toll
Posted 14 Jun 2005

cutefriend says
Posted 15 Jun 2005

Fairl_Girl says
Quiet Emotions
I always wanted more from you
than you were willing to give;
So now we've gone our separate ways
each with different lives to live.

The bond will always be there
the friendship always intact;
But the time for us has come and gone
and the pages of time, you can't turn back.

I will always be a friend to you
and wonder how you are;
The smiles and laughter I will remember
and our fights have become painless scars.

Sometimes on those busy days
when you've a thousand things to do;
Please let me glide slowly through your mind
and spend some time with you.

In that quiet moment
when you're surprised to find me there;
Just remember even with the distance between us
I am still someone who cares.
Posted 15 Jun 2005

Reply to Topic