share ur poetry...

38233 views 962 replies
Reply to Topic
paki_fan

Age: 124
Total Posts: 9535
Points: 0

Location:
United States, United States
Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein
Un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein
Aankhon ki khidki per ek sayaa sa lehraata hai
Dil ke derwaze per koi dastak de ke jata hai
Gherri gherri kaali aankhen, mujse mujko puchhatti hai
Hathoan ki rekhaon mein ek chehra sa ban jatta hai
Uski sanse resham jaisi gallo ko chu jaati hai
Uske hathoan ki khushboo hai ab tak mere ballo mein
Aisa pehli baar hua hai satrah atharah salo mein
Un dekha anjanna koi aane laga hai khayalon mein....
Posted 01 Dec 2004

wafakadard says
BAHOT KHOB

HUM NEY JAB S KHUD KO REZA REZA KIA HAI
TERE PYAR MEIN BIKHR GAYE HAIN RAIT KI TRAH
Posted 27 Jun 2005

Fairl_Girl says
Posted 27 Jun 2005

wafakadard says
bahot khob
Posted 27 Jun 2005

wafakadard says
agar bewafai karni thi tau pehlay bataya hota.......
itni haseen duniya mein kisi aur saiy dil lagaya hota...
Posted 27 Jun 2005

wow wafa........
Posted 28 Jun 2005

guest. says
gr8 sunny
Posted 28 Jun 2005

guest. says
Fairl_Girl said:



niceeeeeeeeeeeeeeee
Posted 28 Jun 2005

paki_fan says
jawab nahin app logon ka
Posted 28 Jun 2005

paki_fan says
Kaise unhe ye Bataaye koi, ke Pyaar kya hota hai
Kyun dil Bekarar hota hai, kyun Izhaar hota hai
Nasamajh hain woh, woh tou Nadaan hain,
Ulfat ki Raahon se, aur apne Dilse woh Anjaan hain...
Posted 28 Jun 2005

Fairl_Girl says
good paki and sunny
Posted 29 Jun 2005

Fairl_Girl says
Posted 29 Jun 2005

paki_fan says
hmm nice
n i've read this one be4
Posted 29 Jun 2005

Fairl_Girl says


~*~Kissi kay Pass Aney Say~*~


Kissi kay pass aney say kissi kay door janey say

Muhabbat kum nahi hoti kissi ko azmaney say!

Jinhay hum yaad ruhtay hain woh hum ko bhool jatay hai
      
Nahi hota assar in per ashak bahaney say......
       
Dil-e-baitab mein surat teri aisi sajai hai.....
       
Kabhi mit nahi sakti kissi kay mitaney say
             
Bicherna tha muqadar mein kissi say kia gilla mager
            
Nahi shikva muqadar say na shikva hai zamaney say
       
Andheri raat hai barish hai or mein tanha hoon
       
Nahi maloom ho ga kia faqat dil ko jalaney say...!!!
Posted 01 Jul 2005

wafakadard says
bahot khob JB
Posted 01 Jul 2005

wafakadard says
vo kya samjhenge mohabbat hamari
vo aapne he majbooriya samjhate hai
vo kya samjhenge kya arzuu hai hamari
vo hamare ashko ko aaj bhi paraya samajhte hai
Posted 01 Jul 2005

wafakadard says



tu sun na saki aawaz uske dil ki
woh aaj bhi tujhse fariyaad karti hongi..
Posted 01 Jul 2005

Guest_005 says
Fairl_Girl said:



~*~Kissi kay Pass Aney Say~*~


Kissi kay pass aney say kissi kay door janey say

Muhabbat kum nahi hoti kissi ko azmaney say!

Jinhay hum yaad ruhtay hain woh hum ko bhool jatay hai
      
Nahi hota assar in per ashak bahaney say......
       
Dil-e-baitab mein surat teri aisi sajai hai.....
       
Kabhi mit nahi sakti kissi kay mitaney say
               
Bicherna tha muqadar mein kissi say kia gilla mager
              
Nahi shikva muqadar say na shikva hai zamaney say
       
Andheri raat hai barish hai or mein tanha hoon
       
Nahi maloom ho ga kia faqat dil ko jalaney say...!!!



v nice
Posted 01 Jul 2005

Guest_005 says
wafakadard said:

vo kya samjhenge mohabbat hamari
vo aapne he majbooriya samjhate hai
vo kya samjhenge kya arzuu hai hamari
vo hamare ashko ko aaj bhi paraya samajhte hai




nice ji
Posted 01 Jul 2005

kiran says
ajj yaad ayi uski woh fariyad
jo ki thi usne kabhi mujhse

main ker saki na kuch kabhi bhi
chaha tha jo usne kabhi mujhse
Posted 01 Jul 2005

Fairl_Girl says
Each Passing Moment
        
All at once I must return
to the blue water,
before so comforting and yet
now strangely insufficient.
The knowledge of you,
too much to bear with
you so far away.

I dread the leaving,
and hate the coming distance,
the start of the grieving
for your love, for your love.

I return to our stars,
my link to you
and all they represented
of you, and me, of ourselves.
The scent of you
incensing me further, with
you not here today.

I dread the leaving
and hate the growing distance,
the start of the grieving
for more love, of your love.

The time is almost upon me
and leaving for even a moment,
tears my heart in two
with no hope of rejoining.
The thought of you
brings tears to my eyes,
stinging, streaming down my face.

I dread the leaving
and hate the cold distance,
the start of the grieving
for all of you and our love.

It's here now, the time
I now die a little inside.
Like a flower denied his sunshine
I cower in the shadow of hopelessness
Waiting......Waiting for you.
The thought of your warmth
regenerates my petals
anticipating your touch,
your kiss and your grace.

I dread the maddening night,
I hate the cloudy skies
that deny me our stars
and, the look of love from your eyes.      

   
People are often unreasonable,
irrational, and self-centered;
Forgive them anyway.


If you are kind, people may accuse
you of selfish, ulterior motives;
Be kind anyway

If you are successful, you will win some
unfaithful friends and some genuine enemies;
Succeed anyway.

If you are honest and sincere
people may deceive you;
Be honest and sincere anyway.

What you spend years creating
others could destroy overnight;
Create anyway.

If you find serenity and happiness,
some may be jealous;
Be happy anyway.

The good you do today,
will often be forgotten.
Do good anyway.

Give the best you have,
and it may never be enough;
Give your best anyway.

In the final analysis,
it is between you and God;
It was never between you and them anyway.
Posted 02 Jul 2005

~CHANDNI~ says
Posted 03 Jul 2005

Guest_005 says
kiran said:

ajj yaad ayi uski woh fariyad
jo ki thi usne kabhi mujhse

main ker saki na kuch kabhi bhi
chaha tha jo usne kabhi mujhse




AHAAN NICE AGAIN JI
Posted 03 Jul 2005

wafakadard says
Posted 04 Jul 2005

wafakadard says
kahin kisi ke kehne se koi pyyar ruka hai
mana ke jis ne bhi kya uska dil dukha hai
har roz ek nai arzoo hai ye meri zindagi
her su vo jane jahhan ka manzar hai zindagi
is sal nau ki duaon may jalwa usi ka tha
dil ki dhadkano may bhi aahat usi ki thi
kaun rok paya hai sailab mohabbaton ke
kaun rok paya hai tufaan chahaton ke !!!!
Posted 04 Jul 2005

Fairl_Girl says
Posted 04 Jul 2005

ujala hira says
gr8 poetry fair girl
Posted 06 Jul 2005

ujala hira says
ye kesi tishnagi si reh gai hai
koi khuahish adhori reh gai hai
ye kis ka rasta dekhti hein ankhein
ye kis ki aas baqi reh gai hai
Posted 06 Jul 2005

ujala hira says
nahein abhi nahein hon mein isqadar tnaha
meri tanhai k darechey mein ankhein saja gaya koi
Posted 06 Jul 2005

cutefriend says
Sataya na karo hume,yun is tarah

Ke hum bhi insaan hai tumhari tarah,

Aaj hum hain,kal na ho, kise maloom

Ho sakta hai ke,phir tum pachtaoo,kise maloom,

Zakhm-e-dil ko aur na zakhmi karo

Ke ye to hai sheeshe se bhi nazuk,

Ek baar toot gaya to judhna hai mushkil

Ho sakta hai,kal tum koshish karo,kise maloom!!!
Posted 07 Jul 2005

Fairl_Girl says
ujala hira said:

gr8 poetry fair girl

THX DEAR
Posted 07 Jul 2005

Reply to Topic