Amir Virdan’s Personal Poetry Collection

18415 views 235 replies
Reply to Topic
Virdan

Age: 124
Total Posts: 652
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asslam o Alaikum Friends,

Mein yahan per apni personal poetry send kar raha hon aur aap logo se umeed karta hon keh aap sab apnay comments dein gay kiyon keh aap k words mairay liyay bohat qeemti hain mein koi baqaida poet nahee hon bus shauq ki takmeel k liyay hay yeh sab aur mujhay pata hay keh is mien bohat se khaniyan hon gi bal keh dosray aur wazeh lafzo mien kaha jaiay to yeh ghaltiyo ka ijtimaa ho ga magar ap inhain bardasht kar leejiyay ga Thanks
Posted 27 Sep 2005

Virdan says
Posted 11 Oct 2005

Virdan says
Posted 11 Oct 2005

Virdan says
Posted 11 Oct 2005

Virdan says
Posted 11 Oct 2005

new_beau says
Allah Kerayyyyyyyyyyyy...Allah Kerayyyy/.///

Tenoonnnn...

Allah Kerayyyyyyyyyyyy

Man ki Muraad Mil Jaye

Aameen ....Good Effort
Posted 11 Oct 2005

Virdan says
Thanks a lot bro mein ne abhi tak aap ka naam to jana he nahee so plz bhai tell me urs?
Posted 11 Oct 2005

new_beau says
"Rizwan Iqbal"

PEN NAME

Rizwan Ashar
Posted 13 Oct 2005

Virdan says
Thanks 4 telling bro
Posted 13 Oct 2005

Virdan says
Posted 13 Oct 2005

nice
Posted 14 Oct 2005

new_beau says
Virdan said:

Thanks 4 telling bro

Felcome jee
Posted 14 Oct 2005

new_beau says
"Shama ko bhi bara pyaar hay perwaanay say
uss ki Mohabbat ka hay andaaz magar rulaanay wala"

Iss Ghazal Baar baar perho...Wazan theek hya..Issay Terteeb ki Zaroorat hay...Terteeb ka matlab.."GHANAYEEYET" hay...

Iss mainn Khayal acha hay ..Magar NAGHMAGI nahin hay ..Lafzonn ki Terteeb ko Aagay peechay ker kay iss mainn RYHTHEM paida kero...Its really a good Ghazal
Posted 14 Oct 2005

Virdan says
new_beau said:

shukriya paa jee paa jee aap kafi kamm choor ho gaiay hain har kaam mujh se he karatay hain kabhi koi kaam khud bhi kar liya keejiyay aiy kamm hun aapi karo tussi mairay kolo nai hunda
Posted 14 Oct 2005

new_beau says
Phir meray Khaatay mainn kaam daal diya

Achha je kertyay hainn..saber kerainn thora
Posted 15 Oct 2005

Virdan says
jee jee paa jee kiyon nahee sabar hum kar saktay hain
Posted 15 Oct 2005

Virdan says
Posted 15 Oct 2005

Virdan says
Posted 15 Oct 2005

new_beau says
Hachhi Hay....

Aray Waqayee Achhi hay Jeeee   
Posted 16 Oct 2005

Virdan says
Thanks a lot Bro
Posted 17 Oct 2005

new_beau says
Felcome jee...
Posted 17 Oct 2005

kiran says
nice very nice
Posted 18 Oct 2005

new_beau says
Taza Ghazal kahan hay jee...Waiting....
Posted 18 Oct 2005

Virdan says
INSHA ALLAH JALD AA JAIAY GI
Posted 19 Oct 2005

kiran says
boohat jaldi ani chahiye...

intezar hai lafzoon ka jo dil pe lagain
perh ke jinko hum kuch bi na keh sakain
Posted 20 Oct 2005

new_beau says
Bara Aajzi bhara Shair hay Kiran jee...Agar uss nay FIRE maar diya tou kiya kerainn gi aap
Posted 20 Oct 2005

Virdan says
kiran said:

boohat jaldi ani chahiye...

intezar hai lafzoon ka jo dil pe lagain
perh ke jinko hum kuch bi na keh sakain

Jee Insha Allah per kindly aap mujh se aisi koi tawaqo na rakhein mairay lafz to shaid bilkul aam se hotayhain aur shair thori hon koi kehsome thing special kar guzro khair apni se koshash karo ga Insha Allah
Posted 21 Oct 2005

Virdan says
kiran said:

nice very nice

thanks a lot 4 liking mine poetry keh lon agar apa log ajazat dein to
Posted 21 Oct 2005

Virdan says
new_beau said:

Bara Aajzi bhara Shair hay Kiran jee...Agar uss nay FIRE maar diya tou kiya kerainn gi aap

array kaha bhai Allah Tala maf farmaain itna gunahgaar sa banda hon us ka aur shiri kaha bus be tukki se koshashein karta hon jis mein i know bohat zayda mistakes hoti hain bus aap sab ki muhabbt hay Thanks 4 this

"Dil kay Zakhmonn ko koi shairi kahay Perwah nahin
Takleef tou tub hoti hay jub koi Wah Wah kerta hay"
Posted 21 Oct 2005

Virdan says
ha ha ha ha ha shaid aisa he ho per kabhi kabhi bhai takleef ki shidat itni hoti hay keh insan be his ho jata hay
Posted 23 Oct 2005

Reply to Topic