YAh MeRy DILL ki mahfill hay

29062 views 423 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 124
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
YAh MeRy DILL ki mahfill hay.zara   dhery dhery ana   aoo to is trah kay aky phir na jana
Posted 31 Jul 2004

~CHANDNI~ says
Posted 04 Dec 2004

~CHANDNI~ says
The doubt of future foes exiles my present joy,
And wit me warns to shun such snares as threaten mine annoy;
For falsehood now doth flow, and subjects' faith doth ebb,
Which should not be if reason ruled or wisdom weaved the web.
But clouds of joys untried do cloak aspiring minds,
Which turn to rain of late repent by changed course of winds.
The top of hope supposed the root upreared shall be,
And fruitless all their grafted guile, as shortly ye shall see.
The dazzled eyes with pride, which great ambition blinds,
Shall be unsealed by worthy wights whose foresight falsehood finds.
The daughter of debate that discord aye doth sow
Shall reap no gain where former rule still peace hath taught to know.
No foreign banished wight shall anchor in this port;
Our realm brooks not seditious sects, let them elsewhere resort.
My rusty sword through rest shall first his edge employ
To poll their tops that seek such change or gape for future joy.
Posted 05 Dec 2004

~CHANDNI~ says
Because I could not stop for Death—
He kindly stopped for me—
The Carriage held but just Ourselves—
And Immortality.

We slowly drove—He knew no haste
And I had put away
My labor and my leisure too,
For His Civility—

We passed the School, where Children strove
At Recess—in the Ring—
We passed the Fields of Gazing Grain—
We passed the Setting Sun—

Or rather—he passed us—
The Dews drew quivering & chill—
For only Gossamer, my Gown—
My Tippet—only Tulle—

We paused before a House that seemed
A Swelling of the Ground—
The Roof was scarcely visible—
The Cornice—in the Ground—

Since then—'tis Centuries—and yet
Feels shorter than the Day
I first surmised the Horses' Heads
Were toward Eternity—
Posted 05 Dec 2004

Fairl_Girl says
Posted 05 Dec 2004

~CHANDNI~ says
Posted 06 Dec 2004

Fairl_Girl says
Posted 06 Dec 2004

Fairl_Girl says
Posted 06 Dec 2004

~CHANDNI~ says
Posted 07 Dec 2004

Fairl_Girl says
Posted 07 Dec 2004

~CHANDNI~ says
   koooool
Posted 11 Dec 2004

~CHANDNI~ says
Posted 11 Dec 2004

fairl_gal2 says
apa ji kahan ho aap
Posted 11 Dec 2004

~CHANDNI~ says
ary may yah hoon frind
Posted 12 Dec 2004

fairl_gal2 says
Posted 12 Dec 2004

fairl_gal2 says
Posted 12 Dec 2004

~CHANDNI~ says



Samandar ki hawaa-oN per tumhara naam likh dooN gaSamandar ki hawaa-oN per tumhara naam likh dooN ga
maiN saahil per, maiN lehroN per, tumhara naam likh dooN ga



mehak utthay ga aangan phir mera, aangun kay phooloN sey
main jub aangun kay phooloN per tumhara naam likh dooN ga



asan hoga na meray haath maiN jub paar kernay ko
maiN derya kay kinaaroN per tumhara naam likh dooN ga



Khala maiN jaaoN ga maiN aik shab aur apnay haathoN sey
falak kay sub sitaaroN per tumhara naam likh dooN ga



tumhara naam haatoN maiN jo qudrat nay nahiN likha
to maiN khud apnay haathoN per tumhara naam likh dooN ga



dhanak ubhray gi jub hanza ek gehray sey baadal per
dhanak kay saaray rungoN per tumhara naam likh dooN ga
Posted 16 Dec 2004

                           
lakeeron mei aagaya
Youn haath ki khamoosh lakiron mei aagaya
lafzoun ki rahguzar say woh dil mei sama gaya
jo nukta soochta raha mein tamam umr
lamhoun mei sara falsafa mujhko bata gaya


Youn chahatein samait lein daaman-e-yaar nay
bakhshi qubooliat dil-e-be-ikhtiyaar nay
sunli duayein bhi meri parwardigar nay
woh bandagi ka mujhko saleeqa sikha gaya

Uska khayaal subha hai uska khayaal shaam
jaisay pila gaya wo mujhay chahaton ka jaam
matla'a bhi uskay naam hai maqta'a bhi uskay naam
diwaan-e-shayeri mera kuch youN saja gaya

Youn haath ki lakeer hina ban kay chah gayee
tasweer uski meri hathaili mei aa gayi
khushboo qaba say sari fiza mei sama gayee
chashm-e-ghazal mei meri kajal laga gaya

Karkay meray wajood ko makhmoor lay gaya
anjaan rastoun pay mujhay dooor lay gaya
madhoushioun mei istarha mas-hoor lay gaya
taza ghamoun ki raah woh mujhko dikha gaya

Woh aik shakhs saray jahan say zara juda
umeed meri aas meri hausla mera
aiwan-e-dil mei aatish-e-chahat laga gaya
din ka sukoon raat ki neendein chura gaya

Toofaan jaisay shahar mei aakar guzar gaya
chookar meray badan ko sehar mujh pay kar gaya
jisko thapak thapak kay sulaya tha aik umr
ek shakhs chahatoun kay woh armaan jaga gaya

Har shaama'e intizaar sulagti rahi bahut
roti kabhi rahi kabhi hansti rahi bahut
khushboo'e gul chaman mei bhatakti rahi bahut
deewangi ki ek nayee duniya dikha gaya

Bay-aasra bhi ho kay bahalna qubool hai
shamma ki tarha mujhko pighalna qubool hai
purkhar raastoun pay bhi chalna qubool hai
kaanton ki rahguzar say ulajhna sikha gaya


Youn falsafa hayat ka mujhko bata gaya
Youn haath ki khamoosh lakeeron mei aagaya
Posted 17 Dec 2004

Fairl_Girl says
Posted 17 Dec 2004

Fairl_Girl says
Posted 17 Dec 2004

paki_fan says
very nice
Posted 17 Dec 2004

Fairl_Girl says
Posted 18 Dec 2004

~CHANDNI~ says


Main   Mohabbat    HoonMa in   Mohabbat    Hoon...



Main saahil pey likhee hoee ibaarat nahee
Jo lehron se mit jaati hay



Main baarish ki barasti boond nahee
Jo baras ker tham jaati hay






Main khwab nahee
Jisey dekha aur bhula dya





Main shama nahee
Jisey phoonka aur bujha dya




Main hawa ka jhonka nahee
Jo aaya aur guzar gaya




Main chand bhi nahee
Jo raat k baad dhal jaye




Main to woh ahsaas hoon
Jo tujh main lahoo ban ker gardish karay




Main to woh rang hoon
Jo teray dil pay charay to kabhi na mitay




Main woh geet hoon
Jo teray labon se juda na hoga




Main to woh parwaana hoon
Jo jalta rahayga magar fana na hoga




Khwab,ibaarat,hawa ki tarah
Chand,boond,shama ki tarah




Meray mitnay ka sawaal nahee
Kyunkay MÄÏN TÖ MÖHÄßßÄT HÖÖN


Aur Mohabbat Koi Sawaal Nahee....!!!!
...


Posted 18 Dec 2004

great RANI AND JANUBABY KEEP IT UP
Posted 18 Dec 2004

~CHANDNI~ says
wo hum se khafa hain hum un se khafa hain
`·.¸¸.*¤**¤*.¸¸.·´¨`´¨`·.¸¸.*¤*´¨`·.¸¸.
wo hum se khafa hain hum un se khafa hain
magar baat karne ko jee chahta hai
bari dil nasheeen hain ye un ki adayen
adaaon pe marne ko jee chahta hai
jo kehna hai un se kahain bhi to kese
bina kuch kahe hum rahain bhi to kese
qasam chahaton ki mohabbat main ab to...!!
hadon se guzarne ko jee chahta hai
wo hum se khafa hain hum un se khafa hain
magar baat karne ko jee chahta hai
jo dil ki dua hai kabhi kaam aaye
ghari do ghari ko to aaram aaye
sanam baazuoon ke haseen daire main
ro kar bikharne ko jee chahta hai
wo hum se khafa hain hum un se khafa hain
magar baat karne ko jee chahta hai...!!!
Posted 19 Dec 2004

~CHANDNI~ says
Gamoon se hai apna rishtah~

*~Gamoon se hai apna rishtah~*~


Gamoon se hai apna rishtah

"paas itna kyon mere aa rahe ho

pyaar itna kyon jataa rahe ho

manzoor nahi humko pyaar tumhara

phir kyon mere peeche aa rahe ho

thak gaya hoon main zakhm bharte-bharte

tum kyon inhe aur barhaa rahe ho

andheron mein seekh liya hai jeena

chiragoN ko kyon jalaa rahe ho

tanhaaii mein umar hai guzri

kyon mehfilon mein bulaa rahe ho

uljhi huyi hai merii zindagani

tum kyon ise suljhaa rahe ho


ghamoN se hai apna rishta purana

tum kyon inhe cheene jaa rahe ho

ho sakta nahi sach jo kabhi bhi

sapney aise kyon dikha rahe ho

rahne bhi do mujhe mere haal pe

kyon tum mujhe samjhaa rahe ho

mar chuka hu main kabka

laash meri,ab kyon jala rahe ho !!!



Posted 19 Dec 2004

Fairl_Girl says
Posted 19 Dec 2004

~CHANDNI~ says


Posted 21 Dec 2004

Posted 21 Dec 2004

                          
                            
Posted 21 Dec 2004

Fairl_Girl says
Posted 22 Dec 2004

Reply to Topic