YAh MeRy DILL ki mahfill hay

29103 views 423 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 124
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
YAh MeRy DILL ki mahfill hay.zara   dhery dhery ana   aoo to is trah kay aky phir na jana
Posted 31 Jul 2004

~CHANDNI~ says

Posted 11 Aug 2004

~CHANDNI~ says





Posted 11 Aug 2004

rao_buddy says
hummmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm mmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
Posted 11 Aug 2004

~CHANDNI~ says
Posted 11 Aug 2004

~CHANDNI~ says












Dil..
sine se lagaya hota aap ko, agar aap dil ke paas hote
dil to khair rehne do kya chahta, agar aap nazar ke paas hote..
Submitted by Diana Menezesin, Internet

Dil...
Aaj jab tere baalon ko haatho se sahlata hoon....
Lagta hai... kisi kaantedaar jhari ko haath laga raha hoon...
jee karta hai, in baalon ko trim kar shampoo karoon.....
nahin to phir apne haath hi dho daloon....







Posted 12 Aug 2004

~CHANDNI~ says



Dil ke is mehfil mein
Dil ke is mehfil mein
"Mere Dil ke is mehfil mein,
tere anek roop shaamil hain,
Tere har roop ke saath,
khud ko jodne ki koshish kartha hun,
Jab kisi ek roop ke saath,
khud ko jod nahi pata, tho
khud ko ghar mein akela mehsoos kartha hun".














Posted 12 Aug 2004

~CHANDNI~ says







DIL DIYA
Ashkon ko jaane kaise peena seekha humne
Aapke liye khudko gam dena seekha humne
Shayad muhobbat hi hai yeh
Jo humse aisa karwa rahi hai
Warna kab kiya hai gairon ke liye aisa humne!
Waise to jab dil dukhaata hai koi
Hum usko yun chodte nahin
Parr aap to dil todkarr chale gaye
Aur hum kuch karr sake nahin
Majhboor the shayad dil ke haathon
Naa apna dard bataa sake
yun to zindagi bhar chahte rahe
Parr naa kabhi jataa sake
Aaj ho ya ho kal
Silsila yeh jaari rahega
Guzre zamaane to bhi
Mere dil parr haq sirf aapka rahega
Aapki muhobbat ki kasam
Muhobbat karte rahenge
Yun to diya hai kayeeyon ne dil
Parr hum apni dhadkan bhi aapko de jaayenge











Posted 12 Aug 2004

WAFA says
RANI V NICE
Posted 12 Aug 2004

~CHANDNI~ says
kabhi   roooti
kabhi hansssty
ho kiya bate hay
janoo sis

RANI    JHANDDDIYON WALI   ...LEY LO LEY LO.KAL..14 AUGUST HAY...JASHEEN.E.AZADI...JEEEE



Posted 13 Aug 2004

rao_buddy says
Posted 13 Aug 2004

WAFA says
JB ki Rani said:

kabhi   roooti
kabhi hansssty
ho kiya bate hay
janoo sis

[



Posted 13 Aug 2004

~CHANDNI~ says
rao_buddy said:

    hi   reo
Posted 15 Aug 2004

~CHANDNI~ says
WAFA said:

JB ki Rani said:

kabhi   roooti
kabhi hansssty
ho kiya bate hay
janoo sis

[



...
    wafa   
kiya hay

      rori kiyon
ho yon hi   hansty rahhuo
muskoraty raho tum sada
Posted 15 Aug 2004

~CHANDNI~ says
Ghazal
Intezaar to kareiN ke jab vo aaye bhi
Bhool jaayeiN hum chhodeiN jo mere saaye bhi

Kal subah yeh zindagi jo na rahi
Tamaasha dekheNge apne aur paraaye bhi

Vo gair hai to gair ban-na bhi seekh le
YaadoN meiN aake baar-baar aazmaaye bhi

Kehta hai duniya ko chhoD dega humeiN
MuD ke dekhe baar-baar, ghabraaye bhi

Yeh kaisa khuda hai mere dosto
Khud hi lagaaye aag, khud hi bhujaaye bhi

Shikwa bhi to kya kareiN hum kisi se
Khoya ik humsafar to lakhoN rehnuma paaye bhi.
Posted 15 Aug 2004

~CHANDNI~ says




DillagiDillagi
"Dillagi ko Dil Diya ..
Dillagi Ke Ghar Gaye..
"Dillagi Ne Kuch Na kaha ...
Dil Laga Kar Rah Gaye
Posted 15 Aug 2004

~CHANDNI~ says
[SIZE=2Dil Ya Akhbaar[SIZE=2Dil Ya Akhbaar
HAR KISI KE HATH ME BIK JANE KO HAM TAYYAR NAHI
YEH MERA DIL HAI,TERE SAHAR KA AKHBAR NAHI
>
Posted 15 Aug 2004

~CHANDNI~ says
Sayara Ke Bol!
Hasraton pe rivaajo ka sakhta pehraa hai,
Na jaane kaun si ummeed pe jaake yeh dil thehraa hai,
Meri aankhonmein se chhalakte hue yeh ashk aur gam ki kasam;
Mera yeh pyaar.... Bahot gehraa hai...

Aansuo mein raatbhar rona pada ,
Tere milan se to haath dhona pada ,
Tera milna tha khwaab mera ;
Khwaab laane ke liye sona pada...

Usko chhaha bhi to ikraar karna na aaya...
Kkt gai umr saari hamein pyaar karna na aaya....
Usne maanga bhi agar kuchh to judai maangi ;
Aur.... hamen inkaar karna na aaya....

Kuchh pal ke liye aa jaao vaapis ,
Hum dil ki kahaani keh denge...
Samje na tum aankho se ;
Voh baat zubaani keh denge....

Zindagi jaise ek sazaa si ho gai hai ,
Gum ke sagar mein is kadar kho gai hai ,
Tum aa jaao vapis yeh gujaarish hai meri ;
Shaayad muje, Tumhaari aadat si ho gai hai...

Yaad mein teri jahan ko bhool jaati hoon mein...
Oh bhoolnewale, Kabhi tujko bhi yaad aati hoon mein ?
Jitni masoom hoon mein aapse bichhadkar ,
Itnee siddat se to aapne muje chhaha bhee nahi...

Soe kahan pe? Aankh ne takiye bhigoye hai...
Aaj hum bhi kisi ke liye khoob roye hai...
Dil ke darvaaze ko har waqt khula rakhte hai...
Jaane kis waqt tera bulaava aa jaye...
Kabhi khood pe, Kabhi halaat pe rona aaya...
Baat nikli, To har ek baat pe rona aaya...

Taarikh ki duniya mein kabhi aisi bhi dor aayi hai...
Lamhon ne khata ki hai, Sadiyon ne sazaa paayi hai...
Zindagi mein do hi lamhen badi mushkil se guzaare ,
Ek tere aane se pehle.... Aur ek tere jaane ke baad...
Posted 15 Aug 2004

~CHANDNI~ says

-:¦:-TERE NAAM-:¦:-

Ji chahta hai tere naam aik kitab likhon ...

Is kitab ka tere naam intisab likhon ...

Tujhey sharminda karne ke liye main is main ...

Tera aur mera, be baak hisab likhon .

Oº°‘¨ Jin Kayama¨‘°ºO

Main soch soch kar pagal sa ho gaya hoon ...

Jhele hain jo tere gham main ne, kaise woh azaab likhon ...

De gaye meri zindagi ko andhere wohi .

Khuahish thi jise main aaftab likhon ...

Oº°‘¨ Jin Kayama¨‘°ºO

Jo diye hain tu ne kanton ke bistar mujhey ...

Bohat mushkil hai in kanton ko gulab likhon .

Mujh se munafqat na ho sake gi dil ki baat main .

Dukhon ke samandar ko main kaise sarab likhon









Posted 15 Aug 2004

~CHANDNI~ says



Posted 15 Aug 2004

~CHANDNI~ says
Posted 16 Aug 2004

~CHANDNI~ says
JB ki Rani said:

YAh MeRy DILL ki mahfill hay.zara   dhery dhery ana   aoo to is trah kay aky phir na jana



Jab bhi dekha us chaand ko,dekha bas wahi chehra
wahi chehra jisne na jaane kab dil chura liya ,
karib se dekha to dekha woh chehra aapka tha.

Posted 16 Aug 2004

~CHANDNI~ says
KHOOD APNE AAP SE BAR KAR MUGEY
                   TUM PAR BAROOSA HAI
MAGAR!
             PHIR B MERE AAGEY
KISEE KO KHOOB MAT KEHNA
KOE TAREEF MAT KARNA
KEH!
      PHIR PEHROON SULAGTA HOON
Posted 16 Aug 2004

~CHANDNI~ says
Posted 17 Aug 2004

Fairl_Girl says
Posted 17 Aug 2004

Rain Man says
the picture is great
Posted 17 Aug 2004

~CHANDNI~ says
thanxxxxxShe walks in quiet beauty
Each morning by the sea
As sunbeams dance
Across the waves
Blue waters kiss her feet
A lovely Miss
With suntanned cheeks
And yellow golden hair
The embodiment of loveliness
In the cool of morning's air

I met her first
One sunny morn
As dawn peaked in the east
Dark shadows fell
Before the sun
Twas quite a visual feast
A goddess from
The morning mist
Shocking unto me
I'd never known
Such beauty and
My heart fell at her feet

She moved as if
She were a verse
From a soft melodic tune
The very soul of elegance
Causing my heart to swoon
I could not speak
As she passed by
My heart did skip a beat
And so I met
My truest love
That morning by the sea

She filled my heart
With melody
Causing it to sing
A song born of sheer ecstasy
The feeling would remain
And so we met
Twas not by chance
As she walked by the sea
My lovely Mis s
With big sad eyes
Who stole the heart of me

On through the summer months
It played as if a song
But as the days
Of autumn neared
I knew it would not be long
The dream would fade
As summer flowers
Before September's day
As our wondrous love
Our sweet affair
Our romance by the bay
Posted 18 Aug 2004

~CHANDNI~ says


Posted 18 Aug 2004

paki_fan says
very nice
Posted 18 Aug 2004

~CHANDNI~ says
thanxxxxxx
Posted 19 Aug 2004

~CHANDNI~ says



Posted 19 Aug 2004

Reply to Topic