apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye kyaa ke sab se bayaan dil kii haalaten karanii
Faraz tujh ko na aain muhabbate.n karanii

ye qurb kyaa hai ke tuu saamane hai aur hame.n
shumaar abhii se judaaii kii saatain karanii

koii Khudaa ho ke patthar jise bhii ham chaahen
tamaam umr usii kii ibaadaten karanii

sab apane apanee qariine se muntazir us ke
kisii ko shukr kisii ko shikaayaten karanii

ham apane dil se hain majabuur aur logon ko
zaraa sii baat pe barpaa qayaamaten karanii

milen jab un se tu mubaham sii guftaguu karanaa
phir apane aap se sau-sau wazaahaten karanii

ye log kaise magar dushmanii nibhaaten hain
hamain ko raas na aain muhabbate.n karanii

kabhii Faraz naye mausamon main ro denaa
kabhii talaash puraanii raqaabate.n karanii.......
Posted 07 Jul 2007

Topic: Bait Bazi

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Is bharay sheher main tanha karta hoon hawa say baatain.

parta hay har qadam zameen par maira majnu ki tarah
Posted 07 Jul 2007

Topic: Bait Bazi

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ibtada hai RABE-JALIL k naam se
jo diloon k behaid khoob janta hai
Posted 07 Jul 2007

Topic: funny poetry

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai
MaiN ne nazrooN ki tarha sir bhi jhuka rakha hai

Bartano! Aaj merey sir pe barastey kyoN ho
MaiN ne tum ko to hamesha se dhula rakha hai

Pehley Belen ne banaya tha merey sir pe Ghomer
aur ab Chimtey ne mera gaal saja rakha hai

Sarey kaprey to jala daley haiN begum ne
tan chhupaney ko Banyan phata rakha hai

Wohi Dunya maiN muqadder ka Sikander yahaN Tehra
Jis ne khud ko abhi Shaadi se bacha rakha hai


Pi ja is maar ki talkhi ko bhi haNs ker Xoni
Maar khaney maiN bhi Qudrat ne maza rakha hai
Posted 07 Jul 2007

Topic: funny poetry

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jokes post karoon ga lakin pictures nahi
Posted 07 Jul 2007

Topic: funny poetry

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thanks u all
Posted 07 Jul 2007

Topic: funny poetry

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Evolution of Man:
Shadi se pahale: HERO No. 1
Shadi ke baad: COOLIE No. 1
Shadi se pahale: Meine Pyar Kiya
Shadi ke bad: Yeh Meine kya kiya
Posted 07 Jul 2007

Topic: funny poetry

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Wo reshmi baalon wali,
Wo nilli aankhon wali,
Wo narm sansoo wali,
Wo nazuk pairon wali,
Ap k pass dhire se aaye gi,
Aur bolege
"MIYAOON
Posted 07 Jul 2007

Topic: funny poetry

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Hamaare Dil ke arman aansuon me beh gaye,
Hum gali me thay gali me reh gaye,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Kambakhat light chali gayi,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Jo baat unse kehni thi wo unki mummy se keh gaye
Posted 07 Jul 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
zara in alfaz ko sochiye ,

Posted 11 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thanks
Posted 11 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 11 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asslam o alikum:

Jab dil tumhara apna hoo
par batein sari uski hoon
jab khushbu uski ati hoo
aur sansein tumhari apni hon
jab had darja masroof ho tum
wo yad achanak aa jati hoo,,,,
Posted 11 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asslam o alikum:

jane kaya soch kar lehren sahil se takrati hain
or phir se lot jati hai
samaj nahi ata k
wo kinaroo se bewafi karti hain
ya lot k samander se wafa nibhati hain:
Posted 11 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asslam o alikum:

Jab pyarr ki baat adhoori ho
jab beech main thori doori ho
jab milna bohat zaroori ho
par milne main majboori hoo
tum dil main yaad jaga lena
kuch pyar ka deep jala lena
jab mujsay milne aa na sako
aur yaad se bahir ja n sako
thora dil ko samja lena
bas yaad se dil ko behla lena
Posted 11 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asshi   app to mind kar gi, mind karne wali baat to na thi,

     kara app ki marzi mind karti ho to karo mera kaya jata hai
Posted 11 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mile na dost to kantoo se dosti kar le
nazar mili bi na thi or un ko dekh liya
zuban khuli bi na thi or un se baat i kar li
Posted 11 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
uffff rah allah


kaya borr kar rahe hoo
Posted 11 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
wahhhhhhhh bohat hi accha shair hai app ka
              wwwwaaaahhhhhhh
Posted 10 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thanks
Posted 10 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
brackets wali noral rage hain
Posted 09 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Alt 123 (10-65)
Ast 110 (15-40)

bas yeh do brackets main normal ran=ge se zayda hai,
Posted 09 Jun 2007

Topic: DEEWANI

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmmm   nice
Posted 09 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
asslam o alikum:
     
           Na admi ansoon ka bhooj utha sakey , Na badal pani ka
Posted 09 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asslam o alikum

     Adami ki zindagi par akal mandi ki nahi,takder ki hukmarani hai,
Posted 09 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asslam o alikum:
   

    Kabi sochna
      usay gate gati fazoon main
        kabhi sham shar malal main
             usay sochna
Posted 09 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asslam o alikum

Tests         & nbsp;Resuls        units

Glucose        98         &nbs p;   mg/dl

Bun         &nb sp;   06      & nbsp;      mg/dl

CREATINNE       0.9              mg/dl

Gama gt        -           ;     u/l

ALP         &nb sp;   90      & nbsp;       u/l

ALT         &nb sp;   123              u/l
AST         &nb sp;   110              u/l

T Billi         & nbsp;0.6        &nbs p;   mg/dl

D Bili         &n bsp; 0.2         ;     mg/dl




yeh un LEFT ki report one week pehle ki hai,app ko samj aa gai hoo gai
   app plz mind na kiya karien ,mera iD apnayaar hai na is liye kabi kabi likh jata hoon
           thnks    
Posted 09 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asslam o alikum

Tests         & nbsp;Resuls        units
Glucose        98         &nbs p;   mg/dl
Bun         &nb sp;   06      & nbsp;      mg/dl
CREATINNE       0.9              mg/dl
Gama gt        -           ;     u/l
ALP         &nb sp;   90      & nbsp;       u/l
ALT         &nb sp;   123              u/l
AST         &nb sp;   110              u/l
T Billi         & nbsp;0.6        &nbs p;   mg/dl
D Bili         &n bsp; 0.2         ;     mg/dl



yeh un LEFT ki report one week pehle ki hai,app ko samj aa gai hoo gai
   app plz mind na kiya karien ,mera iD apnayaar hai na is liye kabi kabi likh jata hoon
           thnks    
Posted 09 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Asslam o alikum:
                  yaar mere ik relatuve ko HCV hai.is ka ilaj batoo ,
us nay abhi injections start nahi kayae hain,woh bohat pareshan rahta hai,abhi bilkul young hai
Posted 08 Jun 2007

apnayaar

Age: 124
6189 days old here
Total Posts: 126
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yaar kamal kar diya hai app nay.app ki tamam lines main haqeeqat hai , its too good
Posted 06 Jun 2007