Age: 124
7003 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
ZaM said:
hum woh bay dard hain khuab ganwa kar bhi jinhain neend aajati hai soch soch kar bhi jin k zehnon ko kuch nahi hota toot phoot k bhi jin k dil darhakna yaad rakhtay hain hum wo bay dard hain k jin k aanso aankhon ka rasta bhool jatay hain toot kar ronay ki koshish mai jo baat bay baat muskuraty hain sham say pehlay mar janay ki khuhish mai jo jeetay hain aur...............
Age: 124
7003 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
*Yaa Right jee Mohabbat Share hoti hain Tho kam Nahi hoti but we cant say k Mohabbat Divide hoti hain Coz Divide honay se koi bhi cheez In parts Ho jati hain. Har Rishtay ki apni Alag jaga Hoti hain...!
Age: 124
7003 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*I am Sure Hazrat Umar (R.A) se inspired buhat saray Young Politicians hain. Sirf Very High Level Universities main parhnay walay Young Politicians nahi Students From Very Small Towns Bhi Young Politicians kay Dairay main aatay hain...!
Age: 124
7003 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
*Yaa Lolz Pata nahi yeh kaisay log hain Mauka anay pe Har cheez ko apnay Mutabik kar detay hain. Woh saray Bayanaat k aisa kabhi nahi ho sakta ,A'een main iski Koi Gunjaish nahi etc etc Ab A'een badal gaya hain Shayad Lolz...! InshAllah Hope for the Very Best Allah swt Muslims Ki madad farmaye,aur Hum sabko Hidayat ata farmaye,Ameen...!
Age: 124
7003 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
*Thanks I Think April k 2nd week main Final Round matches hain Tab finally Faisla hoga kay kaunsi Teams World Cup 2011 main khel sakaingi inshAllah...!