Woh issi Shehar ki Galiyonn mainn Kahinn rehta hay
NEW MISRAH
Woh issi Shehar ki Galiyonn mainn Kahinn rehta hay
![]()
yaqeen e to nahi aata k hum wapis a chukay hain...
khair.. ye misraa ab old ho chuka
(aor zaher hey humain nahi aata)
ab new misraa diya jaye..
![]()
wese pehle wala sher to poora kar dena tha...
![]()
jis ka her rasta aata tha meri janib kabhi.......
Woh issi Shehar ki Galiyonn mainn Kahinn rehta hay
adab arz hai![]()
![]()
rizwaaaaan saaaahab...
ye kya mazaq hey...
hum itnay din nahi rahay na idher.. to aapko kya ho gya hey...
![]()
sitaaron pe jo daltay hain kamand...![]()