Logo

- divorce in our society -

pasend ke shadyion say usa ka matlab hai kay shade karlo ma peyio no dusan de ke lodr aye
aray banday ka dil ab star + daykhnay ko kar he jata hai bachon ko sharim kare chaye woh kyia kar rahay hain
rites
koi bhe ladrke azadna kisi bhe ladkay kay sath date pay jaye no tension
or koi bhe maa baap apne kudre ko lor lor phirnay say nahin rok saktay
abhe inpay tabserah karo baqe bad main

Posted on 10/14/2006 7:38:51 PM

aurat k qanoon k baray may main ziyada to nahi janti per jo pakistani or asian societies ka aj kal jo haal chal raha hay woh kuch theek nahi hay.

Posted on 10/15/2006 8:24:27 AM

yeh kanoon to pehle se hai,, k over 18 larka larki shadi kar sakte hein
wots new ???

bande ka dil jab star+ dekne ko chahe to woh yeh soch le k iss ka asar uss ki aulad pe kya par raha hai,, ya dil ko sambhalo ya aulad ko




munnu,, kiss dunya mei rehte hein aap
jab beta date pe jata hai to NO TENSION,, beti jae to kya maut par jati hai sab ko
kuri looor lor phire to bari takleef hoti hai,, munde ko kyun nahi rokte ???
do u think yeh law pass hoga k "larki ko date pe jaane ki ijazat hai"


aur yahan baat NEW LAWS ki ho rahi hai,, u didnt tell me any new law jo pass hone ja raha hai.. im NOT WITH this present gvt,, par koi reason koi baat to ho naaaa rola dalne ki



paki society ka haal bohot pehle se kharab hai,, there s nothing new,, sirf itna k pehle larke bure the, ab larkiyan bhi hein
wots wrong in it

Posted on 10/15/2006 3:52:55 PM

darsal main law sahe tarahn expl nahin karsakta na senc pro hai kahin main band he na ho jayion
lor lor aray khan woh to hum isliay jatay hai kisi girl ko koi pro to nahin lift to nahin chaye   
jahan tak ulad ke bat hai para maray main to nahin chodrnay ka itne sohne kudrion walay dramay
khabar dar jo koi kudre meri ijazat kay beghair bahir gaye tnagay todr donga

Posted on 10/15/2006 11:09:32 PM

asian societies or pakistani society maana kay pehlay se kharaab hay per pehle log yeh harkatain karnay main sharmatay thay ab khulay aam iska aitraaf aisay kartay hain kay jaisay koi naik kaam saranjaam diya ho.

Posted on 10/16/2006 6:58:12 AM

hamari problem hi yeh he k hum bolna zaroori samajhte hain chahe kuch pata ho ya nahin
hudood ordenance aur is per jo proposed amendments gov.lana chah rahi he,us ki hamayat aur mukhalfat donon main bolne valon ko nahin pata k asal issue kya he.amendments asal main hain kya,kya vo shariat k against hain ager han to kaise.
kya hadood ord.islami tha
sorry to say but is forum per in issues per baat kerna hi
bhens k agay been bajana he.
is topic ko talaq do aur lets go to f.o.s

Posted on 10/16/2006 10:30:15 AM

thnx mmja
aap ki post ne agay kuch kehne ki gunjaish hi nahi chori
jo akalmand hai khud samajh jae ga k aap ko NEW LAWS jinn ki aap itni mukhalfat kar rahe ho,, unn k baare mei kitni maloomat hein



I cant agree or disagree to anything coz mujhe kuch pata hi nahi




nikama
meri taraf se topic khatam hi tha,, tum sab logon ne re-open kiya hai isse

Posted on 10/16/2006 1:59:54 PM

ashii je ab banday ko dunyia main kyia ho raha hai uske information to hone chaye na
or jahan tak apkay agree ya disagree ke bat hai to koi aik faisla karo apkay han ya na kay he intezar main bill ka ab tak kuch nahin ban saka

Posted on 10/16/2006 11:20:22 PM

asian societies or pakistani society maana kay pehlay se kharaab hay per pehle log yeh harkatain karnay main sharmatay thay ab khulay aam iska aitraaf aisay kartay hain kay jaisay koi naik kaam saranjaam diya ho.
bus je ab apko to pata he hai kay zamana kharab ho geyia hai or sodharnay kay bhe asar nahin nazartay kyia keyia ja saktay hay sawaye apnay apko theek karnay kay so woh koshish kar rahay hain daykhayn ab kamyaab hote hai ya nahin

Posted on 10/16/2006 11:22:08 PM

talkak hai talak hai talak hai
oye zalima mughay josh dilakay mera bhara para ghar ugadr deyia uper wala tugh say iska jawab mangay ga

Posted on 10/16/2006 11:23:48 PM

"""" TOPIC CLOSED """"

Posted on 10/16/2006 11:32:15 PM

why abhe ho sakta hai kay kisi ro say talak na hoye ho

Posted on 10/16/2006 11:35:51 PM

serious topics mei fazool batein mana hein
go to fos or teen talk

Posted on 10/16/2006 11:39:17 PM

ok medum as you wish

Posted on 10/16/2006 11:52:50 PM

mmja:
talkak hai talak hai talak hai
oye zalima mughay josh dilakay mera bhara para ghar ugadr deyia uper wala tugh say iska jawab mangay ga

LAUGHING OUT LOUD
TOPIC CLOSED

Posted on 10/17/2006 10:53:28 AM

ok

Posted on 10/18/2006 12:07:41 AM

i heard that halal chaeezon may sab say napasand ALLAH ko talaq hay

Posted on 10/30/2006 7:16:22 AM

sahe suna hai apnay

Posted on 10/30/2006 11:40:11 PM

ok good

Posted on 10/31/2006 1:35:19 AM

per afsos ke ajj kal sab se divorce humari society main bhar raha hai khas ker yahan bahir reh ker loog idher jaise hi hote ja rahai hain thoori dair saath rehte hai aur sochte hain ke bas abb hum eik doosre ke saath nahin reh sakte.

Posted on 11/23/2006 10:03:58 PM

aik masla or bhi hai or woh hai education jis main pak ka hal boht bora hai jiski wajah say loog sochtay sahi nahin hain or paray likhay jahil bhi boht hain pak main ager education sahi ho jaye to kafi halat sahi ho jayen iskay ilawah hamayn apnay andar dosray ki bat ko sunnay ka sabar bhi peda karna chaye or yeh nahin sochan chaye kay hum hamesha hi sahi hain

Posted on 11/24/2006 12:30:13 AM

do cheezon se insaan ka character banta hain.
ek taleem doosri tarbiyat.taleem to aaj kal sab kay paas hain per tarbiyat ki kami hain.
aaj kal logon main bardasht khatam ho gaye hain.kisi bhi mamooli baat ko khainsh kar apni ana ka masla bana daitay hain.

Posted on 11/24/2006 8:46:00 AM

second point pay agree karonga par first pay nahin ajkal taleem bhi har kisi kay pass nahin hai or jinkay pass hai woh bhi srif kitabi taleem hai asal taleem kisi kay pas nahin hai

Posted on 11/27/2006 12:36:26 AM

i will agree kay aaj kal logo kay paas information hain ilm nahi.thats why hamari societies aisi ho gaye hain aur ek aur waja islam se doori hain.

Posted on 11/27/2006 8:52:41 AM

yehi to sara masla hai ager hum islam say dor na hotay to education kay beghair bhi guzara ho jata lakin

Posted on 11/28/2006 12:34:11 AM

tamam masail ka hal Islam say kurbat hain.

Posted on 11/28/2006 8:46:13 AM

bilkul lakim mughay nahin lagta future main bhi hum islam kay qarib jaynegay

Posted on 11/29/2006 12:01:22 AM

mujhay bhi yakeen to nahi per inshAllah umeed zaroor hain.sirf apna country ka nahi.

Posted on 11/29/2006 8:14:06 AM

umeed hi to hai lakin jo ankhaynd aykh rahi hain un say to chance boht kam hai lakin uper walay ki marzi ho to kuch bhi ho sakta hai

Posted on 11/29/2006 11:21:45 PM

beshak Allah Taa'laa sab kuch karnay ki qudrat rakhtay hain.

Posted on 11/30/2006 8:29:50 AM