Hum buhat din is waja say nahi aa sakay kyunki Eid thi phir cousin ki engagement phir kaafi musrufiyaat thi. yaa emotional films pe rona aa hi jata hain
yaa zindagi main yehi choti choti khushiyan hoti hain,aksar hum bari khushi ki talaash main in mauko ko nazar andaz kar daitay hain,laikin yehi zindagi ka asal maza hain.
yeh bhi hai lakin faslafa har kisi ko pasend nahin ata na uska kyia karayn
exams ka to ab result bhi ana shoro ho geyia hai abhi tak to thek hi a raha hai agay daykhay kyia hota hai or apki study and life shife eksi ja rahi hai je