Logo

- divorce in our society -

or woh kabhi bhi apnay bando ka bora nahin chatay

Posted on 12/1/2006 12:46:23 AM

beshak

Posted on 12/1/2006 8:43:54 AM

lakin hum insaan kitnay boray hain hum phir bhi unki na farmani kartay hain

Posted on 12/2/2006 1:01:33 AM

yahi to hamari problem hain kay ghaltiyan hi kartay jatay hain.

Posted on 12/2/2006 8:07:44 AM

or aksar sharminda bhi nahin hotay so sad na

Posted on 12/5/2006 1:24:52 PM

yaa aap kaee dino se kahan thay?

Posted on 12/6/2006 8:17:35 AM

hamari phone line main masla tha or barish or sunday ki wajah say sahi honay main time lag geyia jiski wajah say main online nahin a saka tha

Posted on 12/6/2006 11:30:36 PM

ok
thats fine

Posted on 12/7/2006 8:23:19 AM

fien lakin hum fine nahin thay jo thora acha time guzar jata tha woh bhi geyia bore ho ho kay bora hal tha

Posted on 12/8/2006 12:36:23 AM

koi baat nahi
ab to theek ho gaya
so enjoy

Posted on 12/9/2006 2:32:05 PM

yeh to hai
aik to meri life ajkal boht mushkil hai time nahin milta phir bhi boring kyion hai samgh nahin ati

Posted on 12/10/2006 12:31:03 AM

kyun?
boring honay ki kaee wajuhaat ho sakti hain.

Posted on 12/10/2006 7:14:37 AM

aik typical si life hai sara din pehlay say hi plan hota hai kay kis time kyia karna hai kuch bhi exc nahin hai na

Posted on 12/11/2006 1:02:36 AM

to phir koi time table banaye aur friends or family kay saath wakt guzaray.

Posted on 12/11/2006 8:26:49 AM

new coll main geyia hon to friends abhi ban rahay hain poranays ath chor gaye hain saray din ka pata hota hai kab kyia karna hai bus ghar walon kays ath kabhi kabhi drama karnay ka time mil jata hai to khob maza ata hai nahin to

Posted on 12/12/2006 12:43:39 AM

acha.
ya jab koi naye college main jaata hain to shuru main insan buhat uncomfortable feel karta hain.

Posted on 12/12/2006 7:15:58 AM

merays ath woh masla nahin hai bara dramay baz hon har jagha apni impt bana layta hon bus ajkal coll main phada shada ho geyia hai to thora woh bhi tension hai

Posted on 12/13/2006 12:41:28 AM

phada college main?
wo kyun?

Posted on 12/13/2006 7:45:44 AM

bus hamaray cr sahib apnay apko zara zeyiada hi samgh rahay thay baqi student becharay kuch nahin kehtay lakjin jawad to phir jawad hai mainay kabhi bhai ki zeyiadti bardasht nahin ki to woh kon tha ho geyia phada aj cr sahib nay mafi mang li hai mamla thand ho geyia hai wesay abhi to life main maza anay laga tha

Posted on 12/14/2006 1:02:24 AM

yaa life ko enjoy karay.

Posted on 12/14/2006 7:21:33 AM

wesay ajkal life main kafi thirl a geyia hai or meray saray rishtaydar bhi a rahay hain to merey to mazay hain ap sunaye apki life kesi guzar rahi hai

Posted on 12/17/2006 1:05:23 AM

life to mashAllah achi guzar rahi hain.

Posted on 12/17/2006 7:20:34 AM

bus yehi duaa hai aik to achi guzray dosra jalid guzar jaye jaan chotay

Posted on 12/18/2006 12:43:21 AM

aray aisa kyun?

Posted on 12/18/2006 7:34:04 AM

bari tension hai na life main bachpan say laykay end tak strugle hi strugle hai life main baz dafa dil nahin karta mehnat karnay ko

Posted on 12/20/2006 1:23:32 AM

struggle to karni hi parti hain.is struggle ka sila bhi aapko milay ga inshAllah.

Posted on 12/20/2006 8:02:54 AM

yeh bhi hai lakin baz dafa dil karta hai koi na ho banda akelay kahin chup kay rona shorow karday

Posted on 12/21/2006 1:23:26 AM

yaa thats right.

Posted on 12/21/2006 8:25:24 AM

to phir ap roti hain kay nahin

Posted on 12/23/2006 1:15:49 AM

i think kabhi haa aur kabhi naa
jab situation meray bas main hoti hain to na aur agar situation meray bas main na ho to haa.

Posted on 12/23/2006 7:49:55 AM