Teen Tracker said:parta hay motoo agar aisa hota to mujh masoom ko kabhi maar na partee
Teen Tracker said:motoo main itni baar pita hoon kay agar pitayee ki tareekh likhee jaye to main top 10 main tohonga lekin aaj jis position par hoon woh usi maar ka asar hay
aur mujhe maar kay baad apne parents parbahut gussa aata tha lekin aaj main unhi ko dua deta hoon kay un ki maar ki waja se main aaj yahan hoon. to woh pitayee zarooree hui kay nahi
Doctor Sam said:
question to bohat acha hey
Teen Tracker said:Another Pitaee
aap ka bhai ek dafa so rahatha kay achanak darwaza khula aur ma jee ne entry maree aur sote se utha kar thapparon ki barsat ho gayee.mere ko to kuch samjh hi nahi aye hua kia hay baad mai pata chala kay mai skool uniform main so gaya tha
SALL said:huhhhhhhh.....
jiii nahi
apna gussa bachon pe kabhi nahi utarna chaiye
aur tum masoom,, ufff tauba taubaaa
masoom to mera papuu hai