Kab Kab Maar Parhi Bachpan Mai

14892 views 262 replies
Reply to Topic
SupidGuy

Age: 124
Total Posts: 12314
Points: 0

Location:
Hungary, Hungary

yaar tell every body ke parents se kab kab maar parhi aur what was the

reason
Duration
Grade

please dont be make useless posts @ least this time...

Posted 27 Aug 2005

red rose says
Posted 08 Oct 2005

Posted 08 Oct 2005

red rose says
disp haqeeqat ko accept karloo kia karsaktey hain
Posted 10 Oct 2005

Ramzan ka maheena hay to ek islamee pitayee bhi suno

Jab main school main tha to humare principal namaz kay mamle mai sakht thay.Aur TT namaz se bhagte thay 7th class main tha hum sab dost namaz break mai chupan chupai khel rahe thay . jis ki baree thee woh mere kareeb pahunch gaya. To main namaz main ghus gaya jab woh chala gaya to bhag kar doosree jaga dhoondne laga .Sir ne dekh liya. Phir Un kay dande aur mere hath TOBA TOBA itni maar paree kay break kay baad main pen nahi pakar saka
Posted 10 Oct 2005

red rose says
lo jii ammi to ammi sir ney bhi nahi chora os ka naam battao jiss ney tumhey abhi tak nahi mara
Posted 11 Oct 2005

red rose says
ck ager ab tumney ye wohi ka word use kia to kher nahi tumhari
Posted 12 Oct 2005

Teen Tracker said:

mujh se chotee bahen ka aur mera 36 ka ankra tha hamesha larte thay is liye maar bhi main khata tha baad walee maar bhi mera mukkadar thee

BAAD WALI?

N WATS ANKRA

Posted 13 Oct 2005

red rose says
arey TT isey 36 ka ankra to bata doo
Posted 17 Oct 2005

woh kiya hota hai
Posted 17 Oct 2005

red rose says
ye to app TT sey hi pochu
Posted 18 Oct 2005

Desi_MC says
poochein kab kab nahi pari

Posted 18 Oct 2005

~dipsominiac~ said:

Teen Tracker said:

mujh se chotee bahen ka aur mera 36 ka ankra tha hamesha larte thay is liye maar bhi main khata tha baad walee maar bhi mera mukkadar thee

BAAD WALI?

N WATS ANKRA

Baad walee maar woh hotee hay jo ami lagatee thee yani pehle bahen se pitaee phir ami se

36 ka ankra bole to har waqt ka phadda

lagta hay don Dictionary publish karnee pare gee
Posted 18 Oct 2005

red rose says
kardoo acha kissi ek insaan ka naam batao jiss ney tumhey abhi tak nahi mara shayad asa to koi nahi hoga phir bhi ........
Posted 19 Oct 2005

bahut pitta hoon ek baar main ne jotay polish karna bhool gaya ami ne thapporon ki barsat kardee aur us kay baad TT sahib 3 din kay liye behre ho gaye
Posted 24 Oct 2005

SupidGuy says

A Ramazani Pitaai

Yaar Ek Dafa Ramzan Mai Mein Kiting Karne Ke Chakkar Mai Time Hi Bhool Gya…….Iftar Se Thoori Dair Pahle I Saw Baoo Ji With A Smart Danda…………
Uss Din Ek Baat Pata Chali Ke Maar Who Wahid Shay Hai Jo Rozay Mai Khaao Tu Roza Nahi Totta
Bhaai Loog Maar Bohat Bohat Parhi Hai But Apne Ko Farq Nahi Parhta……..Woh Kya Hai Naa Ke Apne Ko Nahi Lagta…

Thanks And Pitti Hoi Regards,   
SG

Posted 24 Oct 2005

SupidGuy says

red rose said:

lo jii ammi to ammi sir ney bhi nahi chora os ka naam battao jiss ney tumhey abhi tak nahi mara

although ques TT se hai magar mujhe abhi apna time yaad aa gya hai....
ab mera choota bhaai bara ho gya hai.... ab Maan Ji ne Pitaai ki Duty usse de di hai..............jo woh kaafi sahi se kar raha hai.......

Posted 24 Oct 2005

red rose says
yani maan jii retired hogain
Posted 24 Oct 2005

red rose says
SupidGuy said:

A Ramazani Pitaai

Yaar Ek Dafa Ramzan Mai Mein Kiting Karne Ke Chakkar Mai Time Hi Bhool Gya…….Iftar Se Thoori Dair Pahle I Saw Baoo Ji With A Smart Danda…………
Uss Din Ek Baat Pata Chali Ke Maar Who Wahid Shay Hai Jo Rozay Mai Khaao Tu Roza Nahi Totta
Bhaai Loog Maar Bohat Bohat Parhi Hai But Apne Ko Farq Nahi Parhta……..Woh Kya Hai Naa Ke Apne Ko Nahi Lagta…

Thanks And Pitti Hoi Regards,   
SG

tabhi kehtein hain key bacho ko nahi marna chahiye wo deht ho jatey hain jaisa key hummarey supid guy ohh sorry stupid guy deht ho gaye hain onhey ab kitna hi maar lo asar nahi hota maan jii ney retirmant leli lekin onhey asaar tak na hoa
       
Posted 24 Oct 2005

red rose says
Teen Tracker said:

bahut pitta hoon ek baar main ne jotay polish karna bhool gaya ami ne thapporon ki barsat kardee aur us kay baad TT sahib 3 din kay liye behre ho gaye

TT tum har baar bat kaat detey hoo soch rahey ho gaye kiss ka naam loon sub ney to haath saaf karlia
Posted 24 Oct 2005

SupidGuy says

Winter's Pitaai

yaar when i was a kid tu Isloooooo mai bohat sardi hoti thi.infact mujhe kuch ziadah hi lagti thi.......hamray paas ek choota sa Shoona sa Heater thaa....jab raat mai ziadah sardi hoti thi tu ham behan bhaai sab mil ke ek Blanket mai ghuss jate thay.........kitta maza aata thaaaa..........Woh Heater hamien ham ke Nana aur Naani Ji ne Gift dia thaa...
woh Heater naa itta pala shaa tha ke kya bataoon.........uss se ham Blanket garam karni ki bajaye khailte rahte thay...... jab uss ke opar haath rakhoo tu..... woh bohat garam ho jata thaa aur ziadah Heat Produce karta thaa........
ek din mere aur mere baray bhaai ki Aapas mai uss Heater ke peechay larai ho gai.......
aur Mere Baaoo Ji ne ham dono ki Khoob Chitrool ki..............
ussi Paalay shay Heater ki Paali aur Mooti she Wire se ham Dono Bhaioon ki pitaai hoi....
yaar really mai abhi yaad kar ke bohat maza aa raha hai...........
Baoo Ji ne Zoor se Wire mujhe maari jo mere Galay se Lipatt gai..............Oh Man,suchi mai uss time chala ke Ek Damm se Badan Garam kaise hota hai?????
uss kaa Baaoo Ji ne Heater Daram se Toor dia..............
hamara pala sha Heater......
magar uss palay shay Heater ki woh Manhoos Wire bohat arsay tak Zindah rahi aur uss se ham sab ki bohat Pitaaiaan hoi.(baad mai mein ne woh wire X kar di)

its a Winter's Pitaaii....

aur haan aap sab ke liye ek Advice hai.....

agar Winter mai Sardi lage tu Dont use Heater........Mar Khaao Maar ....uss se dono Benefits hein....

one is Electricity use nahi ho gi...
second is Heater ke bina hai Badan ek Damm se Garam ho jaye ga......

Posted 09 Nov 2005

mere to har mosam main pitayee hui hay
Posted 09 Nov 2005

red rose says
shabash jeetey raho tt
Posted 10 Nov 2005

such mein wire to bohot zoor sey lagti hai
aur wo bhi winter ohhhhhh ab bhi pitai hoti hai kai
Posted 10 Nov 2005

Yeh Pitaee RR ko dedicate ki

Yeh us waqt ki baat hay jab main 8th class main tha ,Hostel se ghar aaya to humare ghar main ek nokar tha jis se mujhe sakht chir thee .ek din us ne mujhe koi ulta jawab diya to main laal ho gaya main ne aao dekha na tao us ko achee tarah dhoya .woh kameena rota hua ami kay pass gaya aur theek thak shikayat kee ami kay hath dada ki walking stick aa gayee ,Kasam se itni paree kay bass lekin marr khate huay main ne us    ko hanste huay dekha .
Posted 13 Nov 2005

Rapunzel says
SupidGuy said:

SALL said:

apna to batao

last week ??

baat to the point karni hai warna batane ko kafi kuch hai...

i was sure aap ki patai k mutaliq
Posted 13 Nov 2005

Rapunzel says
SupidGuy said:

Yaar yeah hoi naa Absolute Pitaai......TT & Faradiya..
pahle wali sab maarien tu thein......
yaa phir unn sab ne jhoot bola

Mujhe bhi Bachpan mei bohat Maar pari hai.....
mere bachpan mai Maar ke ilawa kuch nahi thaa....

ek din mai aur mera choota bhaai dono hockey khail rahe thay.....(in ramadhan)
hockey khailte khailte i tried to hit ball jo ball ki jaga ja ke mere chootay bhaai ke Maathay (forehead) pe lagi hockey....
beleive meri tu sari jaan nikal gai....
with in few seconds Chootay ke Maathay (forehead) pe Goomarh nazar aa raha thaa (ball se bhi bara)
woh rota rota ghar gya.......Maan ji tu Namaz parh rahi thein....pata nahi Kahan se Baoo Ji aa gaye..... Oh Man!!!
suchi mai itna mara Baoo Ji ne itna mara ke bass naa pocho......wohi meri hockey aur mein.......Baao Ji ne itne Goal kiye uss Hockey se ke i dont wana remind the memories of that day......woh tu Shukar hai ke Maan Ji ne Bacha lia warna tu meri Hadioon (bones) ki khair nahi thi.. mein Pitaai ke baad woh Hockey hi Chupa di......    ( i knew ke kal phir maar parhni hai aur woh Hockey se nahi honi chahiye.... )..........

Shair ur Pitaaiyaan!

kash mein us waqt wahan hoti t maza hi aa jata qasam as
Posted 13 Nov 2005

Rapunzel says
SupidGuy said:

cutefriend said:

Yaar mujhe Rozay mai maar parhi thi aur Tum Thumbs Up karo!!!
Shabash Yaar Shabash

dost wo jo hosla barhaye wo tunhara hosla barha raha hai
Posted 13 Nov 2005

Rapunzel says
SupidGuy said:

A Ramazani Pitaai

Yaar Ek Dafa Ramzan Mai Mein Kiting Karne Ke Chakkar Mai Time Hi Bhool Gya…….Iftar Se Thoori Dair Pahle I Saw Baoo Ji With A Smart Danda…………
Uss Din Ek Baat Pata Chali Ke Maar Who Wahid Shay Hai Jo Rozay Mai Khaao Tu Roza Nahi Totta
Bhaai Loog Maar Bohat Bohat Parhi Hai But Apne Ko Farq Nahi Parhta……..Woh Kya Hai Naa Ke Apne Ko Nahi Lagta…

Thanks And Pitti Hoi Regards,   
SG

itni patayein
Allah sharam karo
Posted 13 Nov 2005

Rapunzel says
SupidGuy said:

Teen Tracker said:

ek maar aur hay woh bhi zabardast thee

main ne kisi baat par jhoot bola abu ne to dant kar khamosh ho gaye ami ne gin ky 35 thappar mare thay

yaar i have another pitaai too....
balke pitaaiaan too.........
but mere Maan Ji aur Baoo Ji ne kabhi mujhe Count kar ke nahi mara........

Pitaai No 2

when i was in 5th class...tab bhi aisi hi ek yaadgaar maar prahi ke Sawad aa gya thaa....
as i remember yaar summer vacations start hone wali thien...
it was last working day @ school...
almostly 11:00 am pe school se ghar aaya...
aur aate hi bahir khailne nikal gyaa....
sakht garmi thi aur mein Shehtoot khane frends ke saath darakht pe charha hoa thaa.....
@ 3:30 pe mujhe pata chala ke ghar walay dhoondh rahe hein...
jab yaad aaya ke ghar bhi koi jaga hoti hai tu suchi mai meri jaan hi nikal gai
abhi ghar jane ka sooch hi raha thaa ke Baaoo Ji lene aa gaye.......
mat pocho ke phir kya hoa........
woh maar parhi ki ALLAH ki panah......
uss din tu Baao Ji ne Maan Ji ke kahne par bhi nahi chooraa...
bohat maar parhi......itni ke maar khaa kar soya tu next morning mai hi aankh khuli.....then i realized yaar meri back pe abhi bhi pain hai.....
but uss maar se bhi apne ko kuch nahi ho .....baaqi ki summer vacations mai bhi issi type aur bohat maar parhti rahien......

baaqi yeah hai ke mein aaj bhi woh wali maar nahi bhoolaa......

tumhein tu siaaq o sabaa qbhi yaad hai
Posted 13 Nov 2005

Rapunzel says
SupidGuy said:

Winter's Pitaai

yaar when i was a kid tu Isloooooo mai bohat sardi hoti thi.infact mujhe kuch ziadah hi lagti thi.......hamray paas ek choota sa Shoona sa Heater thaa....jab raat mai ziadah sardi hoti thi tu ham behan bhaai sab mil ke ek Blanket mai ghuss jate thay.........kitta maza aata thaaaa..........Woh Heater hamien ham ke Nana aur Naani Ji ne Gift dia thaa...
woh Heater naa itta pala shaa tha ke kya bataoon.........uss se ham Blanket garam karni ki bajaye khailte rahte thay...... jab uss ke opar haath rakhoo tu..... woh bohat garam ho jata thaa aur ziadah Heat Produce karta thaa........
ek din mere aur mere baray bhaai ki Aapas mai uss Heater ke peechay larai ho gai.......
aur Mere Baaoo Ji ne ham dono ki Khoob Chitrool ki..............
ussi Paalay shay Heater ki Paali aur Mooti she Wire se ham Dono Bhaioon ki pitaai hoi....
yaar really mai abhi yaad kar ke bohat maza aa raha hai...........
Baoo Ji ne Zoor se Wire mujhe maari jo mere Galay se Lipatt gai..............Oh Man,suchi mai uss time chala ke Ek Damm se Badan Garam kaise hota hai?????
uss kaa Baaoo Ji ne Heater Daram se Toor dia..............
hamara pala sha Heater......
magar uss palay shay Heater ki woh Manhoos Wire bohat arsay tak Zindah rahi aur uss se ham sab ki bohat Pitaaiaan hoi.(baad mai mein ne woh wire X kar di)

its a Winter's Pitaaii....

aur haan aap sab ke liye ek Advice hai.....

agar Winter mai Sardi lage tu Dont use Heater........Mar Khaao Maar ....uss se dono Benefits hein....

one is Electricity use nahi ho gi...
second is Heater ke bina hai Badan ek Damm se Garam ho jaye ga......

wo patai bhi tu likho, jo kisi larki oko chernay pe usssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssss

k BHAI se khai ho
Posted 13 Nov 2005

Reply to Topic