pyaar karney kai bhi kuch adaab hoova kartey hain jagtey ankhoun kai bhi kuch khawaab hoova kartey hain. zaroori tou nahin haar koi roo kai deekhai sookhi ankhoun main bhi sailaab hoova kartey hain. ___________________ shy_princess [email protected] aik baat kahoun ager sunatey hoo
Age: 124
7460 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ok very good thank u jk(jut kurri).and wellcome to jb and wellcome to forum and wellcome to this topic.aur shy daikha aisi hoti hain sisters aur aisay hotay hain qadar daan.ub daikho daikho jealous ho rahi hai baba khud main khobian paida karo jjealous honay kay bajay.
Age: 124
7332 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
MERI LAASH UTHANE WALON ISE ASSOAN SE MATH DHONA KAHI MERI LAASH GAL NA JAYE. MUJHE PHOONK NE SE PEHLE MERA DIL NIKAL LENA KISI DUSARE KI AMAANAT JAL NA JAYE
Age: 124
7332 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Sona Diya Sonaar Ko, Payal Banaa Diya, Dil Diya Dildaar Ko Gayal Banaa Diya Patthar Kyu Maarte Ho, Pura Pahaad Mardo, Hum Yuhi Mar Jaayenge Sirf Ik Baar Ankh Maar Do
Age: 124
7460 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zindagi kay angan main; taar taar daman main; dard aur hairat ki; zakhm zakhm tasveerein; nafratoon kay mausum ki; bayguman tehreerrein; jaisi sari batoon ka ; dard say hi ho nata; jaisi sub ki ankhoon say; jhankta ho sanata; bas hai ik tanhai; jo diloon main dar ayy; mehfloon main ja kar bhi; dil sakoon nahin pata; anganoon main rastoon main; bolta hai sanata; phir bhi dil kay daman main; taar taar daman main; qabr jaisi veerani; raat jaisi khamosi ; bas gaya hai sanata; bas gaya hai sanata; door asmanooon say; noor sa koi utray; koi tu kiran utray warna zindagi main tu ; malgaji andhairoon ka; sham kay lutairoon ka; bas gaya hai sanata; bas gaya hai sanata; mulgaji andhairay main zindagi ki sham ayyy ratt aur sawaira bhi jaisi hoon hum maini; zindagi main meri tu ; bus gaya hai sanata bus gaya hai sanata bus gaya hai sanata