~*~ ÐükH HEE ÐükH ~*~

37097 views 999 replies
Reply to Topic
Rain Man

Age: 124
Total Posts: 24391
Points: 0

Location:
United States, United States
...
Posted 09 Mar 2004

~CHANDNI~ says
Aisa lagta hai zindagi....
tum ho Ajnabee, kaise ajnabee tum ho?
Main zameen par ghana andhera hoon...
Aasmaanon-ki chandni tum ho
Ab koi aarzoo nahin baaki.........
justajoo meri aakhri tum ho
Doston-se wafa ki ummeeden!........
Kis zamaane ke aadmi tum ho?
Posted 31 Jul 2004

yas ko kabse dukh lage hain
Posted 02 Aug 2004

Rain Man says
dukh nahin lage
aise hee shayeri chal rahi hai
Posted 03 Aug 2004

Rain Man says
Bhari Dunya Mein Aakhir Dil
Ko Samjhane Kahan Jaayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jayeein

Lage Hain Shamma Par Pehray
Zamanay Ki Nigahon Ke
Lage Hain Shamma Par Pehray
Zamanay Ki Nigahon Ke
Zamanay Ki Nigahon Ke
Jinhein Jalne Ki Hasrat Hai
Wo Parwane Kahan Jayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jayeein

Sunana Bhi Jinhe Mushkil
Chupana Bhi Jinhe Mushkil
Sunana Bhi Jinhe Mushkil
Chupana Bhi Jinhe Mushkil
Chupana Bhi Jinhe Mushkil
Zara Tu Hi Bata Aye Dil
Zara Tu Hi Bata Aye Dil
Wo Afsanay Kahan Jayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jaayein

Nazar Mein Uljhane Dil Mein
Hai Aalam Bekarari Ka
Nazar Mein Uljhane Dil Mein
Hai Aalam Bekarari Ka
Hai Aalam Bekarari Ka
Samajh Mein Kuch Nahin Aata
Samajh Mein Kuch Nahin Aata
Sukoon Paane Kahan Jaayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jaayein
Posted 03 Aug 2004

flirt aur shyari naya andaaz hai
Posted 03 Aug 2004

Rain Man says
chalo apni class samajhlo aur seekhlo
Posted 03 Aug 2004

Posted 03 Aug 2004

Rain Man says
Posted 04 Aug 2004

~CHANDNI~ says
SouL pUnIsHeR said:

Bhari Dunya Mein Aakhir Dil
Ko Samjhane Kahan Jaayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jayeein

Lage Hain Shamma Par Pehray
Zamanay Ki Nigahon Ke
Lage Hain Shamma Par Pehray
Zamanay Ki Nigahon Ke
Zamanay Ki Nigahon Ke
Jinhein Jalne Ki Hasrat Hai
Wo Parwane Kahan Jayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jayeein

Sunana Bhi Jinhe Mushkil
Chupana Bhi Jinhe Mushkil
Sunana Bhi Jinhe Mushkil
Chupana Bhi Jinhe Mushkil
Chupana Bhi Jinhe Mushkil
Zara Tu Hi Bata Aye Dil
Zara Tu Hi Bata Aye Dil
Wo Afsanay Kahan Jayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jaayein

Nazar Mein Uljhane Dil Mein
Hai Aalam Bekarari Ka
Nazar Mein Uljhane Dil Mein
Hai Aalam Bekarari Ka
Hai Aalam Bekarari Ka
Samajh Mein Kuch Nahin Aata
Samajh Mein Kuch Nahin Aata
Sukoon Paane Kahan Jaayein
Mohabbat Ho Gayee Jinko
Wo Deewane Kahan Jaayein






   waoooo
Posted 04 Aug 2004

~CHANDNI~ says
~*~"YEH ZAROORI TO NAHI"~*~

Her shaks ka koi talabgaar ho

YEH ZAROORI TO NAHI

her rishta ka koi naam ho

YEH ZAROORI TO NAHI


log karte hain sawal mujh se kitne

her sawal ka main jawab doon

YEH ZAROORI TO NAHI


ker bethe hain woh pyaar ke badle pyaar ki umeed

her kisi ko badle main pyaar mile

YEH ZAROORI TO NAHI


tum jis ki karo khuwahish rahe saath umer bhar

woh sada saath rahe tumhare

YEH ZAROORI TO NAHI


poshida rakhi hain Dil main humne jaane kitni baatein

her baat ka hum izhaar karen

YEH ZAROORI TO NAHI


logon ko na pasand hai humara andaaz -e - zindagi

badlen hum ab apni zindagi

YEH ZAROORI TO NAHI


tum per hai bharosa yeh karte hain Dawa

yeh Dawa hamesha qayyam rahe

YEH ZAROORI TO NAHI


be-dili se poochte hain mera haal hai kaisa

to yeh haal bhi woh poochen to

YEH ZAROORI TO NAHI


,
Posted 05 Aug 2004

WAFA says
nice dev and rani sis

Posted 05 Aug 2004

~CHANDNI~ says
zindagii kaa dard lekar inqalaab aayaa to kyaa zindagii kaa dard lekar inqalaab aayaa to kyaa
Shakeel Badayuni


zindagii kaa dard lekar inqalaab aayaa to kyaa
ek joshiidaa pe Gurbat me.n shabaab aayaa to kyaa

ab to aa.Nkho.n par Gam-e-hastii ke parde pa.D gaye
ab ko_ii husn-e-mujassim be_naqaab aayaa to kyaa

Khud chale aate to shaayad baat ban jaatii ko_ii
baad tark-e-aashiqii Khat kaa javaab aayaa to kyaa

muddato.n bichha.De rahe phir bhii gale to mil liye
ham ko sharm aa_ii to kyaa un ko hijaab aayaa to kyaa

ek tajallii se munavvar kiijiye qatl-e-hayaat
har tajallii par dil-e-Khaanaa_Kharaab aayaa to kyaa

matalaa-e-hastii kii saazish dekhate ham bhii 'Shakeel'
ham

Posted 05 Aug 2004

Rain Man says
nice dukhi daastan...
Posted 05 Aug 2004

WAFA says
uff yeh dukh hee dukh
Posted 05 Aug 2004

Rain Man says
yes the tears will fall after 500 posts
Posted 06 Aug 2004

~CHANDNI~ says
¥Á§-D said:

yes the tears will fall after 500 posts






kiyon   ro rahy ho dear
Posted 07 Aug 2004

Rain Man says
aise hee moo dhoya tha pani tapak raha hai
Posted 07 Aug 2004

~CHANDNI~ says
Posted 08 Aug 2004

Rain Man says
ok a new start for the Crying Out Loud Saga
Posted 09 Aug 2004

Rain Man says
...
Posted 09 Aug 2004

WAFA says
500 posts

and yeh poem kuch zyada hi dukhee hay dev..itnay dukh bhi achay nahin hotey
Posted 09 Aug 2004

Rain Man says
ab kya karein aadhi se ziyada dunya dukhi hai
Posted 09 Aug 2004

~CHANDNI~ says
¥Á§-D said:

ok a new start for the Crying Out Loud Saga







Posted 09 Aug 2004

Rain Man says
wow, nice girl in the pic
Posted 09 Aug 2004

~CHANDNI~ says
woh    achi hay ham nahi





Posted 10 Aug 2004

~CHANDNI~ says



ZINDAGI..



Ae Mare Mehboob Maree Hamdam
Main Kis tarha Batoon Tujhko

Dil Main Ek Kasak HAi Ya
Tere Yaad Ka Kanta Jo Mujhko
Sone Naheen Deta Jagata Hai
Udher Raat Bhar Tujhko

Ek Tere Yaad Ke Siwa
Ab Or Mujhe Koi Kaam Naheen
Man Main Tujhee Dekhne Kee Lagan
Dil Ko Ek Pal Mere Aaraam Naheen

Din Ghame Rozgaar Main Dhal Jata Hai
Raat Hangam-e-Mohabbat Kee Nazar Hotee Hai
Dill Jalaleta Hoon Utha Kar Dewaan-e-Meer
Tere Nadeem Kee Iss Tarha Guzar hoti Hai...!!!












Posted 10 Aug 2004

Rain Man says
ofcourse not soffi, u're the best
Posted 10 Aug 2004

~CHANDNI~ says

Posted 10 Aug 2004

~CHANDNI~ says
yas   kaisy   ho app   
Posted 10 Aug 2004

Rain Man says
fine...like always...
n how u doin
Posted 10 Aug 2004

Reply to Topic