Logo

Fairl_Girl’s Collection + OWN


Posted on 4/17/2005 11:52:31 PM


Posted on 4/18/2005 12:02:31 AM

Bahut khoob

Posted on 4/18/2005 12:20:20 AM

hmm nice

Posted on 4/18/2005 12:52:35 AM



Aqal Bhi Khuda Deta Hai Husn Bhi Khuda Deta Hai
Ishq Woh Cheez Hai Jo Dono Ko Jala Deta Hai

Posted on 4/18/2005 11:53:12 AM

true

Posted on 4/22/2005 1:06:13 AM


Posted on 4/22/2005 1:16:02 AM


Posted on 4/22/2005 1:20:52 AM

Very Nice janubaby

Posted on 4/22/2005 12:41:10 PM

AWESOME JB.........

Posted on 4/22/2005 11:43:45 PM


Woo To Shayed Samajh Hi Nahi Paya


Wo Jo Mairi Aankhoo Ki Chamak Tha
Jo Mairay Hoonthoo Ki Tabassum Tha
Jo Mairay Dil Ki Darkan Ki Manand Tha
Jo Mairay Wajood main Rooh Ki Terha Tha
Jo Mairay Chehray Ka Noor Tha
Wo To Shayed Samajh Hi Nahi Paya
K Sab Kuch To Ussi Ki Badolat Tha
Khata Tha Aisa Hi Daikhna Chahay
Maira Dil Tum Ko Hamaishaan
Phir Kioon Choor Gaya Woo Mujhay
Q Chamakty Ankhoon Ko Band Kar Gaya
Q Muskratay Hoonth See Gaya
Q Dil Ki Darkan Cheen Lay Gaya
Q Iss Jisam Ko Bay Rooh Kar Gaya
Q Iss Chehray Ko Bay Noor Kar Gaya
Wo To Shayed Samajh Hi Nahi Paya
K Sab Kuch To Ussi Ki Badolat Tha

Posted on 4/23/2005 12:43:36 AM



DIL KI PEHLI AARZOO KI SHAMA

dil ki pehli arzoo ki shama ko bujha kar
hum ne tujhe apnaya hai khud ko gunwa kar,
jin aankhoon ka noor tha jin nazroon ka maan tha
aaya hoon unhi nazroon se main khud ko gira kar,
main kar raha tha us se tere husan ki batain
chup chap sun raha tha wo nazrain jhuka kar,
khamoosh main hua to herat hoi mujhe
wo de raha tha tujh ko duaa hath utha kar,
khayega na ab wo mere naam ki kasmain
roota hua gaya hai meri kasam wo kha kar ,
mana k shaz us main buhat hosla sahi
zinda na reh shayad tera pyar gunwa kar

Posted on 4/23/2005 12:45:08 AM

Very Nice JB

Posted on 4/23/2005 5:16:13 AM


Posted on 4/23/2005 7:30:04 PM

Agar apna samajhte mujhko toh yoon na aansoo bahate,
Aise chup chup ke rokar yoon na dil yeh dukhate...

Posted on 4/23/2005 7:31:10 PM

aha sunny

Posted on 4/23/2005 11:35:09 PM


!!!Dil ki Yeh Arzoo thi koi Dil Ruba Mile!!!


Dil ki Yeh Arzoo thi koi Dil Ruba Mile
kabhi woh Dhoop kabhi sayeban Deta Hia



Kabhi woh kuwat-e-goyai cheen leta Hia
Kabhi khamosh LaBoon ko zaban Deta Hia



ussi ne paida kiya Hia guDaaz seene Main
wagarna kis ke liye koun jaan deta hai



zara jo dhoop ki shiddat hadoon se barh jae
woh uth ke abar ki chadar ko tan deta hai



barai uss ki fizaoon se aashkara hai
yehi to roz moazin azaan deta hai



lehad ki shakal mein de ya mahel ki soorat mein
woh la-makan hai sab ko makan deta hai



woh aisa munnasif akhir hai ro-baro jis ke
mere khilaf mera dil bayan deta hai



yeh kainat hai uss ke huzoor sajda raiza
lagaan jaise zameen ka kisan deta hai



ali waloon uss ki ata ka kiya kehna
zamin waloon ko jo aasmaan deta hai

Posted on 4/23/2005 11:44:00 PM

hmmmmmmmmmmmmmm


gud work

Posted on 4/24/2005 1:31:57 AM

Very nice JB

Posted on 4/24/2005 1:37:08 AM

thxxx

Posted on 4/24/2005 11:55:18 PM

wafakadard:
Agar apna samajhte mujhko toh yoon na aansoo bahate,
Aise chup chup ke rokar yoon na dil yeh dukhate...



Posted on 4/25/2005 12:56:36 AM


Posted on 4/25/2005 9:25:45 AM

HUM AUR TUM



Ho chuka intizaar ab lamhaat ka khatam
Ab sirf hum hein ya phir tum

Zara Aankhein "moR" kar poocho Apne dil se
Kay tum mein nahein hein kiya hum?

Woh khawab nahein haqeqat thi
Kabhi chor kar aap ko gaye he nahein hum

Maan lo kay hum woh phool hein
Murja kar bhi kushyaan bakheirty hein hum

Koi tasleem karey ya na karey
Tumein chahein ghein apna bana kar sada hum

Haan waqia hi!ab aik hi rasta hai
Kay mil jaye hum aap say hum

Jeena mushkil hai bagheir aap kay fani dunya mein
Kay pal bar bhi guzartey nahein tumarey bina hum





Posted on 4/25/2005 1:51:53 PM

hmmmmmm

Posted on 4/26/2005 1:41:16 PM


Posted on 4/26/2005 1:57:47 PM


Posted on 4/26/2005 2:00:18 PM


Posted on 4/27/2005 12:30:36 AM


!!!Dil ki Yeh Arzoo thi koi Dil Ruba Mile!!!


Dil ki Yeh Arzoo thi koi Dil Ruba Mile
kabhi woh Dhoop kabhi sayeban Deta Hia



Kabhi woh kuwat-e-goyai cheen leta Hia
Kabhi khamosh LaBoon ko zaban Deta Hia



ussi ne paida kiya Hia guDaaz seene Main
wagarna kis ke liye koun jaan deta hai



zara jo dhoop ki shiddat hadoon se barh jae
woh uth ke abar ki chadar ko tan deta hai



barai uss ki fizaoon se aashkara hai
yehi to roz moazin azaan deta hai



lehad ki shakal mein de ya mahel ki soorat mein
woh la-makan hai sab ko makan deta hai



woh aisa munnasif akhir hai ro-baro jis ke
mere khilaf mera dil bayan deta hai



yeh kainat hai uss ke huzoor sajda raiza
lagaan jaise zameen ka kisan deta hai

Posted on 4/27/2005 12:33:06 AM


!!!BiKhaR JaaTe HaiN!!!


Jo kabhi teri Nazar se GuZar jaya kerte hain
woh sitare aksar tOot ke Bikhar jaya kerte hain


Hum kisi se Mahobbaton ka Dawa to nahi kerte
Haan magar Wafaon pe hum mar jaya kerte hain


Mausam ke Hijir bhi ye Guzare ga to kabhi
Mausam ke isi Aas main Guzar jaya kerte hain


Mohabbaton ki Ehmiat se Waqif nahi hai woh
kuch log bas inhi se Sawar jaya kerte hain


MashRoot to nahi Barishoon se Selaab hi sada
phir teri wafa se kyun hum dar jaya kerte hain


Kuch log apne Dukhoon ki Numaish nahi kerte
Bas khamoshi se ander hi bikhar jaya keret hain


Woh AansOo jo palkOon ki zeenat nahi bante
woh Chup chap se Dil main Utar Jaya keRte hain

Posted on 4/27/2005 12:58:36 AM

Very good

Posted on 4/27/2005 1:01:24 AM