Dil Dhoondhta hay phir wohi, Fursat kay Raat Din
jaib khali thi,kat'ti thi ratain taray gin gin
ab ye haalat hai apni bhi hum ko khaber nahin
kab ho jati hai raat, kab beet jata hai din
kyun chaandni raaton mei darya pe nahaate ho
kis nasal k maindak ho,, kyun nahi batate ho
ho jata hai zukam to amma ko bulate ho
errrrrrrr.. mujhe nahi aati tuk bandi
kyun chaandni raaton mei darya pe nahaate ho
kis nasal k maindak ho,, kyun nahi batate ho
ho jata hai zukam to amma ko bulate ho
din raat bas tarr tarr tarr kiye jatay ho sall