Ab kissay chaahain, kisay dhoonda kerainn
deewanay kis aas per khaak chhana kerain
mohabbat main bandagi ka chalan beet gaya
aao ab pather kay sanam pooja kerain
aray bhai log ye zara aala paye ka
aik falsafiya shair tha mera matlab tha kay
insan ko sooraj ka daagh to dikh gaya
lakin apnay damen kay daagh nahin dikhtay
hai na karishma