Logo

Guess the MISRAH

new_beau:
Good Doc_sam

Lagta hay pichhli baar ka ghussa nikala hay


QV jee aap ki taba aazmayee ka mayarrr kuchh....hmmmmm


ghussa nahi jee...
sharmindagi....

Posted on 7/8/2006 7:31:21 PM

Cooollll....


New Misrah

aik lamhay mainn simat aaya hay sadiyonn ka safar

Posted on 7/8/2006 10:53:12 PM

zindagi taiz bohat taiz chali ho jese

koi faryaad tere dil main dabi ho jese
tu ne aankhon se koi baat kahi ho jese....

Posted on 7/9/2006 7:38:30 PM

ufffff,,,, tabhi me soch rahi thi kahin parha hua hai par yaad nahi aa rahaaaa




i love that song
jaan baki hai magar saans ruki ho jaise

Posted on 7/9/2006 7:42:08 PM

yeh song nahi GHAZAL hay ....Aur yeh tou hay woh kahan hay..yaani keh Aap ki Taba Aazmaayee

Posted on 7/9/2006 10:34:15 PM

chaddo jee.. agla misraa dain jee aap..

Posted on 7/10/2006 10:15:04 PM

nahi
tabla azmaee nahi karni abhi


Posted on 7/12/2006 12:23:15 AM

ye azeem kaam to aap kar sakti hain
ya qv..
ya freddy...


Posted on 7/12/2006 6:38:21 PM

SALL nay apna Brain to AVATAR mainn laga diya hay...
taba aazmayee kaisay keray woh

Posted on 7/13/2006 11:30:06 AM

to phir next misraa e de dain...

Posted on 7/13/2006 7:45:34 PM

aik lamhay mainn simat aaya hay sadiyonn ka safar
wohi aik lamha zindagi bhar jiya hai main nay

Posted on 7/15/2006 1:34:45 PM

meharbaani


NEW MISRAH

"Barehna shaakhonn ka jungle gara tha aankhonn mainn"

Posted on 7/16/2006 9:11:23 AM

hamare brain aur avatar k baare mei kuch sunne ki adat nahi hai hum ko




aap k iss AIK misre mei 3 lafz samajh nahi aae
Barehna shaakhonn ka jungle gara tha aankhonn mainn


yani k misra hi samajh nahi aaya

Posted on 7/16/2006 6:46:37 PM

aap kay smiling brain kay baaray mainn alfaz wapas




Barehna Shakhainn.....Branches of tree without leaves (like in autumn)

Posted on 7/17/2006 3:31:43 PM

ohhhh
i read it BARHANA iss liye samajh nahi aaya tha
and wot abt GARA ???



brain ko kya bola hai

Posted on 7/17/2006 10:43:27 PM

ye konsa sher hey..

Posted on 7/19/2006 9:56:21 PM

Aapas ki baat hay keh misray ko aik baar perh lenay say hi Misray kay Mood say Shayer ko easily guess kiya ja sakta hay......

Posted on 7/20/2006 12:25:46 AM

o bhai.. parha ho to guess karain na...

Posted on 7/20/2006 8:16:11 PM


Posted on 7/21/2006 12:57:51 AM

hum aap jitne akalband nahi hein na
hum ko samajh nahi aa raha

agay langho

Posted on 7/21/2006 12:00:01 PM

ronay se kuch nahi hoga.. yaqeen karain...

isliye behter hey k aansu zaya na karain.. misra bataien aor agla poochain...

Posted on 7/21/2006 11:56:52 PM

Perveen Shakir


Posted on 7/22/2006 5:38:43 PM

taba azmayee kay liye bhi ye KHAYAL kaafi mushki hai
bay tuka likhoon gi to sab kay moun ban jain gay



Barehna shaakhonn ka jungle gara tha aankhonn mainn
tery yaad kay aansuon say isay sairab kiya hai main nay
chal rehn day

Posted on 7/22/2006 6:31:41 PM

Haann jee aap ki meharbaani..rehn ee day

Posted on 7/23/2006 12:14:45 AM

ye ghazal aaj tak hamari nazar se nahi guzri.. parveen shakir ko nisbatan hum ne kamm parha hey...

Posted on 7/23/2006 12:33:26 AM

aap ko Mohsin Uncle fursat milay tou na

Posted on 7/23/2006 12:40:37 AM

aray kya jee... aajkal to hum kuch parh e nahi rahay...

Posted on 7/23/2006 8:43:56 PM

bas khamoshi hai her taraf

Posted on 7/26/2006 8:10:43 PM

NEW MISRAH

phir bhi tu intezaar ker, shayad

Posted on 7/27/2006 9:39:26 AM

uffff suna hai suna hai perha hai
per yaad nahin aaraha

Posted on 7/27/2006 11:27:12 AM