u r welcome
phir kiyon hay ghareebon k makan may andhera
yeh chand ager sarey zamaney k liye hay![]()
![]()
suna hai loog ise loog ankh bhar ke dhekhte hain
kuch din uske shehar main tehar ke dhekhte hain
suna hai rabt hai usko kharab haaloon se
so appne appko barbad kar ke dhekhte hain
suna hai bole to batoon se phool jharte hain
yeh baat hai to chalo baat ker k dhekhte hain
suna hai din ko ise titliaan satati hain
suna hai raat ko jugnu tehar ke dhekhte hain
ruke to gardashain iska tawaf kerti hain
chale to usko zamane tehar ke dhekhte hain
nice wafakadard is this your own peorty...
jo tu hi na mila to jeena kiya
yeh zehar zindagi ka peena kiya
jab khawab nahin to kiya karain
zakham dil ke yun hi seena kiya
jo tu hi na mila to jeena kiya
yeh zehar zindagi ka peena kiya
jab khawab nahin to kiya karain
zakham dil ke yun hi seena kiya
tammam umar tera intizar kar layien gaye hum hoslay bland hon gai to fida hoke phir milain gai
abb us zindagi men phir juda hoke phir milain gai