Logo

Amir Virdan’s Personal Poetry Collection

wow

kia aap her waqt qalam leker chaltay hain

Posted on 10/2/2005 7:51:45 PM

Lost World:
wow

kia aap her waqt qalam leker chaltay hain

nahee jee klaam hum ko le kar chalta hay

Posted on 10/2/2005 8:42:38 PM

new_beau:
Good Long Poem above...Tawaalat nay Nazm mainn Kuchh dilchaspi kum ker di hay...
Ooper kay 75 Percent Hissay mainn Mohabbat aur Aqeedat ka Concept Mix hay...Jiss say Confusion hay...

Magar Aakhri Hissay mainn Clarity hay....Concept bohat Achha hay...

Iss nazm ko Baar Baar perho aur Thori Mukhtasir kero...

Mohabbat mainn QURBET ki Zaroorat...aur Aqeedat kay WAJDAAN ko ..aap nay Kaafi Khoobsurti say Bayaan kiya hay...MashAllah


Thanks a lot 4 these comments bro. yeh aap ki zarra nawazi hay keh aap mujh se no amooz ko itni tawajo se nawaz rahay ho aur apni qeemti opinion se nawaz rahay ho mien Insha allah koshash karo ga keh is mien kuchh change kar sako agar ho sakay to plz aap bhi kuchh kar deejiyay ga khud se i m waiting Thanks

Posted on 10/2/2005 8:44:59 PM

Agli baar Qeemti Mashwara PAISAY lay ker doon ga..



Boss...Shayer ki Shayeri Bachonn ki Tarah hoti hay....

Uss ko Sanwaarna...Bohat Mushkil hay Kisi Ajnabi kay Haath say...Haan Issay Tayyar Kerainn Mainn yeh Bata sakta hoon keh RANG KONSA KHILAY ga....baal khulay Rakhay jayenn ya Choti Banayee Jaye....Shalwar Qameez ho ya Frawk achha lagay ga...

Only Mashwara

Posted on 10/2/2005 10:22:02 PM

new_beau:
Agli baar Qeemti Mashwara PAISAY lay ker doon ga..



Boss...Shayer ki Shayeri Bachonn ki Tarah hoti hay....

Uss ko Sanwaarna...Bohat Mushkil hay Kisi Ajnabi kay Haath say...Haan Issay Tayyar Kerainn Mainn yeh Bata sakta hoon keh RANG KONSA KHILAY ga....baal khulay Rakhay jayenn ya Choti Banayee Jaye....Shalwar Qameez ho ya Frawk achha lagay ga...

Only Mashwara

Tauba tauba kaya zamaana aa gaya hay ab bhaiyo se bhi pasay laitay hain log acha bhai lee leejiyay ga magar paisay honayeid mubaril waly chahyay

bhai shair kishairi ki baat he nahee hay yeh to ik bachay ki shairi ki bat hay jis ki jis tarah behla do gay behal jaiay ga

abhi daikhyay jo Allah ko manzoor huwa

Posted on 10/3/2005 6:55:11 PM

Inshallah

Posted on 10/3/2005 11:44:18 PM

new_beau:
Inshallah

Insha Allah

Posted on 10/5/2005 5:35:41 PM

Tamaam Aala Zarfo se mazrat k sath


Posted on 10/5/2005 5:45:17 PM


Posted on 10/6/2005 9:26:19 PM

new_beau:

kiyon bhai bura laga kaya

Posted on 10/8/2005 10:50:52 AM


Posted on 10/8/2005 10:53:24 AM

sticked on virdan's request

Posted on 10/8/2005 4:34:23 PM

Virdan:
Tamaam Aala Zarfo se mazrat k sath



good

Posted on 10/8/2005 4:40:21 PM

QUEEN VICTORIA:


good


Thanks

Posted on 10/8/2005 10:25:40 PM

Virdan:
new_beau:

kiyon bhai bura laga kaya


Aray Nahin...Mainn tou CONCPT per Shock ho gaya...

GHULAM GHAZLAIN....marvelous...


Its very Great Khayaal...Improve it....

Posted on 10/8/2005 11:37:07 PM

QUEEN VICTORIA:
sticked on virdan's request


Yaani koi Request keray ga tou Stick HO ga...khud koi Acknowldge nahin kerta kisi ko

Posted on 10/8/2005 11:38:21 PM

new_beau:
Virdan:
new_beau:

kiyon bhai bura laga kaya


Aray Nahin...Mainn tou CONCPT per Shock ho gaya...

GHULAM GHAZLAIN....marvelous...


Its very Great Khayaal...Improve it....


Thanks bhai aap apnay remarks dein hamaray liyay to wohi eham hain

Posted on 10/8/2005 11:43:36 PM

Meray Remarks ko Chhoro...Poetry per dhiyaan dou

Posted on 10/8/2005 11:49:10 PM

new_beau:
Meray Remarks ko Chhoro...Poetry per dhiyaan dou

per kaisay hum kaha is qabil k poetry kar sakein

Posted on 10/8/2005 11:51:52 PM

Chalo abhi Ziyaada Jazbaati na ho... Please post some more jee

Posted on 10/8/2005 11:56:01 PM

new_beau:
Chalo abhi Ziyaada Jazbaati na ho... Please post some more jee

woh lafz dhaltay hain aap ko kaisi lagi

Posted on 10/9/2005 12:05:33 AM


Posted on 10/9/2005 12:08:42 AM

Virdan:


Shair 1: Very Well Craft and Khayaal..

Shair 2: Meaning Complicated ..Make it Simple and Clear

Shair 3: Normal...shair baraye shair

Shair4: "KIYUN" ...Unfit Word,,,Safar kiya tou Wahin   
        kay liyey na ...Tou KIYUN kahan say aa gaya

Shair 5: Good One...Yahan Kiyun Theek hay

Shair 6&7....Good Ending...
---------------------------

Above Tabsara ,,is only After Bird eye view...Detailed Later Inshallah


NOTE: Shayar ka NAQQAAD ki raye say Mutaffiq hon alaazmi nahin..Woh Naqqaad ko FARIGH bh i kerwa sakta hay .....Lolz

Posted on 10/9/2005 12:21:09 AM

filhaal shair farigh paa jee vaila nakkma nakara

Posted on 10/9/2005 12:23:39 AM

gud work virdan

Posted on 10/9/2005 2:27:13 AM

cutefriend:
gud work virdan

Thanks bro

Posted on 10/9/2005 8:16:16 AM

Virdan:
filhaal shair farigh paa jee vaila nakkma nakara


cutefriend:
gud work virdan


Yeh Gud work poetry per kaha hay ya unn LAQABAAT per jo Virdaan saheb nay Khud ko Diyey Hainn      



Hor Sunao Jee .....

Waisay Meray Comments Theek bhi thay ya Aiwainee...Seiously tell kerna...Meri bhi Islah ho jaye gi..Its a matter of Mutual Guidence

Posted on 10/9/2005 9:54:18 PM

new_beau:
Virdan:
filhaal shair farigh paa jee vaila nakkma nakara


cutefriend:
gud work virdan


Yeh Gud work poetry per kaha hay ya unn LAQABAAT per jo Virdaan saheb nay Khud ko Diyey Hainn      



Hor Sunao Jee .....

Waisay Meray Comments Theek bhi thay ya Aiwainee...Seiously tell kerna...Meri bhi Islah ho jaye gi..Its a matter of Mutual Guidence

paa jee hum to thehray aap k pankhay i mean fan aur fano ko kaya pata kaya sahee hay kaya ghalt waisay hamien to sahee he laga aap ko dosri ghazal ro dein gay hum kaisi lagi

Posted on 10/9/2005 10:56:20 PM

Virdan:


Dermiyaanay Derjay gi ... Good Craft and Khayal...

Iradatan Kahi hui Ghazal Lagi mujhay Yeh...

Can be good part of Your Book

Posted on 10/10/2005 9:25:19 PM

jee han aisa he hay iradatan he kahi gai hay yeh

Posted on 10/11/2005 9:30:19 AM