Thanks 4 telling bro![]()
![]()
"Shama ko bhi bara pyaar hay perwaanay say
uss ki Mohabbat ka hay andaaz magar rulaanay wala"
![]()
Iss Ghazal Baar baar perho...Wazan theek hya..Issay Terteeb ki Zaroorat hay...Terteeb ka matlab.."GHANAYEEYET" hay...
Iss mainn Khayal acha hay ..Magar NAGHMAGI nahin hay ..Lafzonn ki Terteeb ko Aagay peechay ker kay iss mainn RYHTHEM paida kero...Its really a good Ghazal
boohat jaldi ani chahiye...
intezar hai lafzoon ka jo dil pe lagain
perh ke jinko hum kuch bi na keh sakain
nice very nice
Bara Aajzi bhara Shair hay Kiran jee...Agar uss nay FIRE maar diya tou kiya kerainn gi aap![]()
Bara Aajzi bhara Shair hay Kiran jee...Agar uss nay FIRE maar diya tou kiya kerainn gi aap![]()
array kaha bhai Allah Tala maf farmaain itna gunahgaar sa banda hon us ka aur shiri kaha bus be tukki se koshashein karta hon jis mein i know bohat zayda mistakes hoti hain bus aap sab ki muhabbt hay Thanks 4 this