~ -- SALL’s Corner -- ~

31792 views 877 replies
Reply to Topic
Ashii

Age: 124
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
if u like nice poetry.. u r at the rite place

believe me.. my choice isnt bad
i ll post nice poems.. ghazals.. lyrics and wotever i find intersting..
i samajhhh ?¿
hmmmmmmmmmmm.. GOOODDDDDD.. and now and WAIT
Posted 20 Nov 2003

WAFA says
hamaree ankhain bhi bheeg gayeen
Posted 11 Jun 2004

Posted 12 Jun 2004

Posted 12 Jun 2004

Posted 12 Jun 2004

Ashii says
"PANI PE KAHANI"
and
the last poem.. just beautiiiful yar

Posted 12 Jun 2004

thanks dear
Posted 12 Jun 2004

WAFA says
Posted 14 Jun 2004

Posted 14 Jun 2004

Ashii says
Posted 15 Jun 2004

kya hua sall???
Posted 16 Jun 2004

Posted 16 Jun 2004

Posted 16 Jun 2004

~*~BHOOL JANA~*~




Usey Main Bhool Jana Chahta Hoon
Suno ! Main Muskurana Chahta Hoon
Dukhi Rehnay Ki Aadat Ho Gai Hai
Mager Ab Gungunana chahta Hoon

Puraney Sab Taluq Toor Ker Ab
Nai Duniya Basana Chahta Hoon
Woh Nazmen Paaon Se Lipti Hain Lakin
Main Un sey Jaan Churana Chahta Hoon

Woh Sab Tohfey Woh sookhey Phool Sarey
Main Ab Un Ko Jalana Chahta Hoon
Main Utna Pass Aati Hoon Tumharey
Main Jitna Door Jana Chahta Hoon

Maery Hamdam, Haqeeqat Hai Yeh Meri
Main Teray Pass Aana Chahta Hoon
Ubhrney Ki Koi Khahish Nahin Hai
K Ab Main Doob Jana Chahta Hoon
Posted 16 Jun 2004

Posted 16 Jun 2004

Ashii says
yeh aankhein uss ki furkat mei
humein ab khoon rulati hein..
hum uss ki yaad se dil ko bohot abaad rakhte hein
hum uss k laut aane ka yakeen rakhte hein,, uss ko yaad karte hein
Posted 17 Jun 2004

WAFA says
tum kabhi meri tarah ker bhi lo iqrar-e- WAFA
PYAAR KERTEY HO TU PHIR PYAAR CHUPAATEY KYUN HO

VERY NICE QUEEN
Posted 17 Jun 2004

Posted 19 Jun 2004

Posted 19 Jun 2004

WAFA says


mein agar beWAFA HOON TU YUNHI SAHI
KAUN hay BAWAFA kuch pata tu chalay

very nice..
Posted 19 Jun 2004

Posted 19 Jun 2004

Posted 19 Jun 2004

WAFA says
OoOPs yeh bohut lambi hay
Posted 19 Jun 2004

Posted 19 Jun 2004

Tumhain Jab Kabhi Milain Fursatain
Merey Dil Say Boojh Utar Doo
May Bhot Dinoo Say Uda** Hoon
Mujhey Koi Shaam Udhaar Doo
Mujhey Apney Roop Ki Dhoop Doo
Key Chamak Sakein Merey Khal o khad
Mujhey Apney Rang May Rang Loo
Mera Sara Rang utar doo
Merey wahshatoon Ko Barha Diya Hay
Judaiyoon Key Aazab Nay
Merey Dil Pey Hath Rakhoo Zara
Meri Dharkanoon Ko Qarar Doo
Meri Khawhishoon Key Dayar Ki
Ye Subha Keysi Lagi Kahoo
Jo Bhali Lagi To Yaheen Rahoo
Iesay Chahatoon Say Nikhaar doo
Meri Dharkanoon Ko Qarar Doo
Wahan Ghar May Kon Hay Muntazir
Key Hoo Fiker Deir Sawer Ki
Bari Mukhtasir Si Ye Raat Hay
Iesay Chandni May Guzar Doo
Koi Baat Karni Hay Chand Say
Kisi Shakhsar Ki Aoth May
Mujhey Rastey May Yahein Kahein
Kisi Kunj May Utar Doo
Posted 19 Jun 2004

suroor zikr se masti bayan se   aaye gi

wo naam loongi tow khusbu zaban se aaye gi



hawa, charagh bujha ker phiray gi be masraf

keh roshni tow bohut aasmaan se aaye gi



hamare dil mey   tarazu howa bhi teer   tow kya

hamari cheekh tow teri kamaan se aaye gi



ujaal dega mujhe is qader khayaal us ka

keh roshni sii mere jism-o-jaan se aaye gi



usay pukartay rehtay thay is qader keh sadaa

hamare baad bhi khaali makaan se aaye gi



ager berhi na zameenon ki pyas ki shiddat

tow baadlon mey rawani kahan se aaye gi



isi umeed pe mein lagaye bethi hoon

keh ab yakeen keh basharat gumaan se aaye gi

Posted 19 Jun 2004

suroor zikr se masti bayan se   aaye gi

wo naam loongi tow khusbu zaban se aaye gi



hawa, charagh bujha ker phiray gi be masraf

keh roshni tow bohut aasmaan se aaye gi



hamare dil mey   tarazu howa bhi teer   tow kya

hamari cheekh tow teri kamaan se aaye gi



ujaal dega mujhe is qader khayaal us ka

keh roshni sii mere jism-o-jaan se aaye gi



usay pukartay rehtay thay is qader keh sadaa

hamare baad bhi khaali makaan se aaye gi



ager berhi na zameenon ki pyas ki shiddat

tow baadlon mey rawani kahan se aaye gi



isi umeed pe mein lagaye bethi hoon

keh ab yakeen keh basharat gumaan se aaye gi

Posted 19 Jun 2004

1) Men un se keh raha hoon mujhe yaad kijiye
kabhi meri yaad jin ki dharkan howa karti thee...
Deehko aaj hum unki duniya mein shamil he nahi
jin ki duniya kabhi bas hum se howa karti thee....

2) Ham ne kab us se mulaQat ka wada chaha..
Door reh kar to use aur bhi ziada chaha..
Yaad aya hai mujhe aur bhi shidat se woh...
Bhool jane ka usko jab bhi irada chaha...

3) Amal se bhi manGa, wafa se bhi manGa,
men ne tuJhe teri raZa se bhi manGa...
na kuCh ho saka to dua se bhi manGa,
kasam hai Khuda ki men ne tuJhe Khuda se bhi manGa...

4) Rast0n Pe mat betho hawa tanG kareGi,
Guzzre hoYe loGon ki sada tanG kareGi,
Mat to0ot kar chaho use aGhaze safar men,
BichreGa tu IK IK ada tanG kareGi.

5) Apne Hi Shab-0-Roz Men Abad Na Raha Kero,
Halaat Ki Qabroon Per LaGe Qutbe Bhi Perh Lia Karo...
Her WaQt Ka Hansna TuJhe Barbaad Na Ker De Kahin,
Fursat Ke Lamhoon Men Kabhi Ro Bhi Lia Karo...
Posted 19 Jun 2004

6) Tum laakh chuPao seene men ehsaas humari chahat ka...
Dil Jab bhi tumhara dharakta hai awaaz Yahan tak ati hai...

7) Koi aCchi c saZa d0 muJhe,
Chalo aiza kar0 bhulado muJhe,
TuJh se biChr0n t0 m0ut aJaYe,
Dil ki Gehrai se dua d0 muJhe...

8) Tum k0 iz karb ka ehsaas kaise h0...
J0 mere dil men hai lafz0n men ada kaise h0...

9) Koi Aisa Ahl-e-Dil Ho Jize Dastan-e-Hasrat Men
Suna Suna Ke Ro'0n, Woh MuJhe Suna Ke RoYe...

10) Ae dil ab t0o bhi kham0sh hoJa...
AaGosh men ab Ghum ko leKe SoJa...


11) Pathar Jinh0n ne Phenke the un se Gila naheen...
Gher hi mila tha ham k0 kanCh ka naZeeb men...

Posted 19 Jun 2004

Posted 19 Jun 2004

Posted 19 Jun 2004

Reply to Topic