~ LG’s Poetry Compilation ~

60334 views 2476 replies
Reply to Topic
London_Girl

Age: 124
Total Posts: 18948
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Muskura Kar Mila Karo Ham Se
Kuch KAha Aur Suna Karo Ham Se

Bat KArne Se Bat Barhti Hai
Roz Baatain Kiya Karo Ham Se

Dushmani Se Mile ga Kiya Tum Ko
Dost Ban Kar Raha Karo Ham Se

Daikh Laite Hain Sat Pardon Main
Yun Na parda Kiya Karo Ham Se
Posted 29 Sep 2006

APNI ZINDAGI KI HAR SHAAM

Apni Zindagi ki her Shaam Tere Naam kardoon
Teri hi Aankhon ka Jaam Tere Naam kardoon

Main Doob jaoon Teri in Jheel si Gehri Aankhon mai
Phir apni Barbadi ka ilzam Tere Naam kar doon

Mai apni Rooh ko Tere Wajood mai bhardoon
Phir apni Zaat apna her Payam Tere Naam kardo

Tuu Mujhey Mohabbat ka Agaaz de Sanam
Mai Apne Pyaar ka Anjaam Tere Naam kardoon

Mohabbaton ke Qaseeday likhoon Teri Sanaa mai
Hazaron Pyaar ke Peghaam Tere Naam kardoon

Ho jiska Zikar Mohabbat ki her kahani mai
Ek aisa Pyaar ka Peghaam Tere Naam kardoon
x............x............x
Posted 02 Mar 2007

Usey Kehna...!!!
Bikhar rahi hia Meri Zaat Usey Kehna
Kabi mile to yeh Baat Usey Kehna
Wo saath tha to Zamana tha Hamsafar Mera
Magar ab koi nahi Mere saath Usey Kehna
Usey Kehna k bin uske Din nahi kat'ta
Sisak Sisak k Kati hai Raat Usey Kehna
Usey Pukaroon k Khood hi ponch jaoon us k paas
Nahi Rahi wo Halat Usey Kehna
Agar wo phir b na lautey to Ae Qaasid!
Hamari Zeest k Halaat Usey Kehna
Her Jeet uske Naam kar raha hoon Mai
Mai maanta hoon apni Haar Usey Kehna
x............x............x
Posted 02 Mar 2007

Yeh sharaf baksha hai mughe midhat-e-shabbir ne
Meinne jo chaha wooh likha katib-e-taqdeer ne

Aae jab shabbir dunya mein to ahl-e-aza
Choome lab quran ne bose liye tafseer ne

Yun ali asghar ki khamoshi hoi mehwe-e-kalam
Bolna sikha ho jaise haideri shamshir ne

Daad barh ker di najaf se haider-e-karar ne
Maarka jeeta hai aisa hur teri taqdeer ne

Khuld se kapre mile naqa bane khair-ul-bashar
Eid aisi bhi banai shabbar-o-shabbir ne

Mit gaya naam yazidi reh gaya naam-e-hussain
Kaam aisa hi kiya shabbir ki hamsheer ne

Barh gai rehan khushboo aur bhi ashaar ki
Dhalna sikha manqabat mein jab meri tehreer ne
x............x............x
Posted 02 Mar 2007

Aitbaar Karo

Meri Aankhon Mai Basey Ho Tum Duaa Ban Ker
Tumhain Zindagi-Bhar Yun hi Chahoonga Aitbaar Karo,
     Meri Her Soch Mai Shamil Hai Khayaal Tumhara,
Isey Saanson Mai Rachaoonga Aitbaar Karo
Hai Labon Per Jo Mere Naam Tumhara
Tumhain Apna Mai Banaoonga Aitbaar Karo,
Hain Kathan Rah-e-Wafa Jana!!,To kya Hota Hai?
Dil Jala Ker Mai Nibhaoonga Aitbaar Karo
Mujhe Tum Sey Hai Mohabbat Tumhain Khabar Hai ye
Mai Isay Zindagi Banaoonga Aitbaar Karo,
Tumhara Hi Chehra Basa Hai Meri In Aankho Mai,
Tumhian Tabeer Banaoonga Aitbaar Karo
Tumhain Paa Ker Ho Jayegi Sehal Zindagi Meri.
Yehi Duaa Bas Mangoonga Aitbaar Karo,
Khuwabon Mai Kabhi Khayalon Main Kehta HooN Tum se Yehi
Mai Zindagi Tum Sung Sajaoonga Aitbaar Karo....!
x............x............x
Posted 02 Mar 2007

Barson k Baad Dekha

Barson k baad Dekah ek Shakhs Dil-Ruba sa,
Ab Zehn mai nahi hai per Naam tha Bhala sa

Ubroo khinche khinche se, Aankhein Jhuki Jhuki si,
Baatein ruki ruki si, Lehja thaka thaka sa

Alfaaz they k, Jugnoo Awaaz k safar mai,
Ban jaye Jangalon mai jis tarah Rasta sa

Khuwabon mia Khuwab us k, Yaadon mai Yaad uski,
Neendon mai ghull gaya ho, jese k Rat-jaga sa

Pehley b Log aaye kitne hi Zindagi mai,
Wo her tarah se lekin Auron se tha Juda sa

Agli Mohabbaton ne wo Na-Muraadiyan di,
Taza Rafaqaton se Dil tha Dara Dara sa

Tewar The Berukhi Ke Andaaz Dosti Ka
Wo Ajnabi Tha Lekin Lagta Tha Aashna Sa

Kuchh Ye Ke Muddaton Se Hum Bhi Nahi The Roye
Kuchh Zeher Men Bujha Tha Ahabaab Ka Dilasa

Phir Yun Hua Ki Sawan Akhon Men Aa Base The
Phir Yun Hua Ke Jaise Dil Bhi Tha Aablaa Sa

Ab Sach Kahen To Yaron Hum Ko Khabar Nahi Thi
Ban Jayega Qayamat Ek Waqeya Zara Sa
x............x............x
Posted 02 Mar 2007

Abhi to ishq
Abhi to ishq main aisa bhi haal hona hay
k ashq rokna tum se mohaal hona hay

har aik laab pe hay meri wafa k afsanay
tere sitaam ko abhi lazawal hona hay

baja hay ka khaar hain lakin bahar ki rot main
yeh teh hay k huamin bhi nehaal hona hay

tumhain khabar hi nahin tum to loot jao gay
tumharay hijar main ik lamha bhi sal hona hay

humari rooh pe jaab bhi azaab otrain hay
tumhari yaad ko is dil ki dhaal hona hay

kabhi to roye ga woh bhi kisi ki bhahoon main
kabhi to us ki hansi ko zawal hona hay

milay gi hum ko bhi apne naseeb ki khushiyaan
baas intizaar hay kaab yeh kamal hona hay

har shaks chalay ga humari rahoon per
mohabatoon main humahin woh misaal hona hay

Zamana jis k kham-o-peech main olajh jaye
humari zaat ko aisa sawal hona hay

yaqeen hay mujh ko woh loot aye ga
usay bhi apne kiye ka milal hona ha
Abhi to ishq main aisa bhi haal hona hay
k ashq rokna tum se mohaal hona hay

har aik laab pe hay meri wafa k afsanay
tere sitaam ko abhi lazawal hona hay

baja hay ka khaar hain lakin bahar ki rot main
yeh teh hay k huamin bhi nehaal hona hay

tumhain khabar hi nahin tum to loot jao gay
tumharay hijar main ik lamha bhi sal hona hay

humari rooh pe jaab bhi azaab otrain hay
tumhari yaad ko is dil ki dhaal hona hay

kabhi to roye ga woh bhi kisi ki bhahoon main
kabhi to us ki hansi ko zawal hona hay

milay gi hum ko bhi apne naseeb ki khushiyaan
baas intizaar hay kaab yeh kamal hona hay

har shaks chalay ga humari rahoon per
mohabatoon main humahin woh misaal hona hay

Zamana jis k kham-o-peech main olajh jaye
humari zaat ko aisa sawal hona hay

yaqeen hay mujh ko woh loot aye ga
usay bhi apne kiye ka milal hona ha
Posted 02 Mar 2007

AUR TUM SAAMNE AA JAO

Aur Tum Saamne Aa Jao
Sochti baithi hoon ….
Kash aisa ho
Tanha chandni raat ho
Aur Tum Saamne Aa jao


Khwaab dekhti hoon....
Mehfil ho….Koi naam le tumhara
Aur Tum Saamne Aa Jao

Mehsoos Karti Hoon.....
Ye barfili chaadarein
Ye khushboo hawaaon mein
Jab tumhaare chehre se ye guzar kar
Tumhari khushboo liye
mere chehre pe samaaye Aankh khule
Aur Tum Saamne Aa Jao

Tanha Hoon.....
Suni si zindagi hai
Kisi ka saath na ho
Aur Tum Saamne Aa Jao


Jhumti hoon
Barish mein bheegh kar
Bundon ki tap tap
Bijli se seham kar
Aur Tum Saamne Aa Jao


Jee rahi hoon
Umeed liye ….
Par jab bulaawa aaye
Ek saans baaki ho
Aur Tum Saamne Aa Jao
Posted 02 Mar 2007

Sab Adhura Hai



Khaton mai jis qadar hoti hain wo Baatein Adhuri hain
Meri Jaan!! is tarah ki sab Mulaqaatein Adhuri hain



Tere bin jo guzartey hain Mai un Lamhon se Wakif hoon
Mere yeh Din Adhurey hain, Meri Raatein Adhuri hain



Jo Baatein ho chuki hain jaane kitni martaba Tum se
Mujhe mehsoos hota hai wohi Baatein Adhuri hain



Kuch aisey Bhhaa gayi hai Dil ko uski Sanwali Rangat
K us k saamne ab Husn ki Ghata'aein Adhuri hain



Ye Naalon k Falak se Q jawab aata nahi Aakhir!!
Mujhe lagta hia Meri sab Manajaatein Adhuri hain
x............x............x
Posted 02 Mar 2007

Jab se in Hathon ko kisi ne thama hai
Zindagi jaise Badal gayi hai
Jis Khushi k lye Hum Tarapte rahe
wo Khushi Hamein mil gayi hai
Hoton per unka hi Naam rehta hai
Aankhon mai usi ke Khawab
Dil jo bhi Sawal karta hai
Usi ki Nazron mai milta hai Jawab
Us se Mohabbat kar ke
Jannat Hamein Naseeb hui
ab phir se Ghum Hum se Door hai
Aur her Khushi Hamare Kareeb hai
Wo Aankhon ko Chum ker jab kehti hai
Tum Khuda se mangi hui Meri Duaa ho
lagta hai Dil ke her kone mai jaise
usi ki Mohababt ke Rang bhare hue hai
Posted 02 Mar 2007

Meri Khamosh Mohabbat Ka
Itna To Sila Diya Hota,
Kabhi Ek Nazar Chahat Se
Dekh Hee Liya Hota

Hum Bhi Tujhe Ishq-0-Mohabbat
Se Aashna Karte,
Bas Ek Baar Apne Dil Mein
Aane To Diya Hota.

Kiya Jata Tumhara Bas
Hamein He Dil Se Khushi Milti,
Apni Zindagi Ki Kitaab Mein
Naam Hamara Bhi Likh Liya Hota.

Dekh Lete Zara Ghor Se Shayad,
Tumhare Haath Ki Lakiron Mein
Hamari Kismat Ka Bhi Diya Hota.
Meri Khamosh Mohabbat Ka
Itna To Sila Diya Hota,

x............x............x
Posted 02 Mar 2007

Boht Udaas Hoon Mai


Mere Qareeb to aao k boht Udaas hoon Mai
Bus aaj Toot ker chaho k boht Udaas hoon Mai


Kisi b Jhoote Dilaase se Dil ko behlao
Koi Kahani sunao k boht Udaas hoon Mai


Andheri Raat hai kuch b Nazar nahi aata
Sitaare Torr ker lao k boht Udaas hoon Mai


Suna hia Tere Nagar mai Khushi b milti hia
Mujhe Yaqeen dilao k boht Udaas hoon Mai


Ye Shaam yun hi guzar jayegi dabe paaon..
Dosti ka Geet sunao k boht Udaas hoon Mai
x............x............x

Posted 02 Mar 2007

ZIÑÐÃGÏ KÄ JÂÑÅZÀ


IDHAR ZINDAGEE KA JANAZA UTHAY GA
UDHAR ZINDAGEE UNKI DUNYAAN BANAY GEE

QAYAAMAT SAY PAHLAY QAYAAMAT HAI YAARAAB
MARAY SAAMNAY MARI DUNYAAN LUTAY GEE

GHATA CHUP, ZAMEEN AASMAAN CHUP, KALEE CHUP
CHAMAN CHUP HAI AUR KAHKASHAN BHE HAI CHUP
UDHAR WO BHE CHUP HAIN , IDHAR MAIN BHI CHUP HOON

ILAAHEE MAREE RAAT KAISAY KATAY GEE
WO PARDAY KAY PEECHAY , MAIN PARDAY KAY AAGAY
NA WO AAEIN AAGAY , NA MAIN JAON PEECHAY

WO AAGAY BARHAIN GAY TO KUCH BHE NA HO GA
MAIN PEECHAY HATOON GA TO DUNYAAN HANSAY GEE

ABHEE UN KAY HANSNAIN KAY DIN HAIN WO HANS LAIN
ABHEE MARAY ROONAY KAY DIN HAIN MAIN RO LOON

MAGAR UN KO US ROOZ ROONA PARHAY GA
KAY JIS ROOZ TAABISH KE MAYYAT OTHAY GEE

x............x............x

Posted 02 Mar 2007

Ajeeb larki hoon
Ajeeb larki hoon khud ko jalana chahtee hoon
Mai khud ko rakh ker kaheen bhool jana chahtee hoon

Mere naseeb ki khushiyaan bhee kab mili mujh ko
Bas ab to umer bher aansoo bhana chahtee hoon

Najanay kitni mohabbat hai ranj-o-ghum se mujhe

Koi bhee dard ho dil mai chupana chahtee hoon

Baha baha k ye aasnoo bikhar chuki hoon bahut
Simat k zaat mai ab muskurana chahtee hoon

Jisay eik umer dil mai chupa k rakha hai
Wo raaz aaj mai sab ko batana chahtee hoon

Wahee hai yaad jo acha kaha hai logon ne
Baqi saaray sitam bhool jana chahtee hoon

Mujhe zamanay ne pathar samjh liya hai mager
Mai eik larki hoon sab ko batana chahtee hoon

Jo mujh se rooth chuki hain zamanay ki khushiyaan
To mai bhee un khushiyoon se rooth jana chahteehoon

Koi to ho jo lagaye mujhay seenay se
Kisi ko mai bhee apnay ghum sunana chahtee hoon

Tu apnay dil k her eik dar ko khool day
Mai dard ban ker teray dil mai aana chahtee hoon
Posted 02 Mar 2007

Kisi se Baat karna
Kisi se Baat karna , Bolna acha nahi lagta
Tujhe Dekha hai jab se , Doosra acha nahi lagta

Teri ankhon main jab se maine apna aks Dekha Hai
mere chahre ko koi aina acha nahi lagta…

Tere Baare main Din Bhar sochti Rehti Hoon main lekin
Tere Baare main sab se Poochna acha nahi lagta

Yahan Mohabbat karne wale Barbaad Rehte hain…
yeh Darya Hai issey kacha Gharra acha nahi lagta

MAIN ab chahat ki us Manzil per aan Punhcha Hoon,
Teri Jaanib kisi ka Dekhna acha nahi lagta…

Posted 02 Mar 2007

HONEST FEEL.
How sweet is heart?s gentle nature

That it evens out the very complexity

Of mental twists, the doubting structure

So an ocean?s rage becomes a calming sea



And in this very gentleness of love

Is the advantage of strength?s very move

The weak thought becomes the urgency

Which needs to know of love?s approve



In tremble does rejection?s doubting

Keep secret all which a heart holds dear

But love, in its finest armour?s gentle suit

Pursues the answer through battle?s wear



Take stout hold on your heart?s mind

And, in asking, does the breathe expel

The answer is not of importance to know

The fact is the knowledge, the secret?s tell



Glad is the heart of love?s empty safe

No more is the feeling of love so surreal

You made definition for honour?s sweet sake

So that for you, your love becomes real.
Posted 02 Mar 2007

I WILL.

I give you a first teardrop from the dawn
The smile from a mother to a child new-born
I give you the corona drawn from the Sun
I give you the laughter from children?s fun
I give you God?s blessing, all that is mine
I give you my heart in love?s sweet Valentine

I take from you all that you have to give
I take from you love so that my love will live
I take from you thoughts, that I might be wise
The smile on your lips, that look in your eyes
I take up your breath so that I inhale the same
I take up your hand, so that you bear my name

I share with you infinity that we may last
I share with you my life so our lot is cast
I share in the joy which our love will bring
Sweet births of our buds to arrive in the spring
I share all the precious moments that we live
I will share in the happiness your love will give.

Posted 02 Mar 2007

When morning appears like glittering dew
light radiating beauty with a whisper
touching a brand new day..

When each smile appears in a day
leaving a glow in the darkness
you will know that your day was lived
for when living for another who seeks
you find a loving heart..
                              
So when the darkness of heaven shines brightly
your night will have just begun with wonder
each star bring's forth marvelous miracles
just one touch can bring a million rewards..
Posted 02 Mar 2007

Golden New Year...



A golden new year has arrived,
and anything is possible.
It can be a time of success,
a time of achievement,
a time of happiness
a time when dreams come true.
What the year becomes
is up to you.
All you have to do,
is steer your ship
toward your goal,
and hold true to
what's in your heart
even come the stormy weather.
And should worry and self-doubt
rattle your sails and darken the day
simply let a gentle wind
carry your troubles away.
Above all, no matter where
the year leads you,
no matter what you do,
never stop believing you can succeed,
never stop believing in you.
---------------------------
Posted 02 Mar 2007

(1)AAPNE DIL KA RAAZ KISI SE MAT KHANA AY "IMNAN"
WERNA KHAMOSH MUHABBAT B RASWA HOO JAYE GI
(2)KHUDA KERE TUHJE CHAHTOON KI KAMI NA RAHE
TUJHE JO HASIL NA HOO AISI KOI KHUSHI NA RAHE
(3)YUH TU MERA KALM BUHAT KAM LIKHTA HAI
JAB LIKHTA HAI TU PERNAM DEDI NAM LIKHTA HAI
SINKUTROO BAR MERI SOCH KERTI HAI WOZOO
PER JA KER TERA NAAM LIKHTA HAI
(4)LOVE IS LIKE WAR...
EASY TO START........
DIFFICULT TO END...
IMPOSIBLE TO FERGET........
(ONLY PYAR)

Posted 02 Mar 2007

Pathar Bana Dia Mujahy Rone Nahi Diya
Damaan Bhi Tere Gham Ne Bighone Nahi Dia

Tanhaiyan Tumhara Pata Poochti Rahain
Shaab Bhar Tumhari yaad Ne Sone Nahi Dia

Ankhon Mein Akar Beth Gai Annsoon Ki Lehar
Palkon PeKoi Khoawab Perone Nahi Dia

Dil Ko Tumhare Naam Ke Ansoo Aziz Thay
duniya Ka Dard Dil Mein Samone Nahi Diya

Nasir Yoon Uski Yaad Chali Haath Thaam Ke
Mele Mein Is Jahan Ke khone Nahi diya

Tumhe Ishq Ho Khuda Kare

Tumhe Ishq Ho Khuda Kare
Koi Tumko Us Se Juda Kare

Tere Hont Hansa Bhool Jain
Teri Annkh Mein Nami Raha Kare

Tujhay Hijar Ki Woh Jhari Lage
Tu Milan Ki Har Pal Dua Kare

Tere Khoawab Bikhrein Gali Gali
Tu Bhi Kirchi Kirchi Chuna Kare

Tujhay Ishq Par Phir Yaqeen Ho
Isse Tasbiyon Mein Parha Kare

Mein Kahoon Ishq To Dhong Hai
Aur Tu Nahi Nahi Kaha Kare.

x............x............x

Posted 02 Mar 2007

PHOOL KO MAT TORO KANTA LAG JAI GA
LARKI KO MAT CHAIRO CHANTA LAG JAI GA

PANI AANAY KI BAAT KARTE HOO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HOO
CHAr DIN SE MOO NAHI DHOIYA
TUM NAHANE KI BAAT KARTE HOO (for girls)

BAZAHIR WO MERA KHAYAL KARTI HAI
JHOOT BOLTI HAI MAGAR KAMAL KARTI H

Posted 02 Mar 2007

All
Gone
Nowhere
    Is there to turn
Friends
Illusion
The best
    It has ever been
Loss
Started at birth
Love
    By parents withheld
    Loss
        Became the norm
Life
Fun
Pain
    Never close to balanced
    Pain
        Takes up nearly all the plate
All
Gone
Nowhere
    Is there to turn
    Except
        To one who is no illusion
        God
Posted 02 Mar 2007

"Phir na dena sada humko
phir na loat k aaiengey hum
phir na kehna bewfa humko
ye aur baat hey k ek baar nahi so baar
so bar nahi bar bar
tera naam lene se milti hey shafa humko
phir na dena sada humko
phir na loat k aaiengey hum
yeh waqt bhi bara zalim hey
na iss ke paas
dil hey
na aankh
na aansoo
na ehsaas
iss toofan main bikhar jaiengey hum
phir na sametna humko
phir na dena sada humko.....

x............x............x

Posted 02 Mar 2007

rait pe likh k mera naam mitaya na karo
aankhain sach bolti hain piyar chhupaya na karo
log afsana bana leta hain!!!!!!!!!
sabr e roodad e gham e ishq sunaya na karo
yah zaroori nahin her shakhs maseeha hi ho
piyar k zakhm amanat hain dikhaya na karo
shehr e ehsaas main pathrao bohut hai mohsin!
dil ko sheeshay k jharokon main sajaya na karo.
Posted 02 Mar 2007

I hope there will be a time
for us while we still walk
upon the earth, if not
maybe in a far off land
that shall bring us happiness..

There is love within my heart
it is deep enough to last till
all eternity, if we shall never
have that chance to steal
a kiss, a hug, some sweet
loving, maybe in another
time or place..

Till then, I shall love you from

Posted 02 Mar 2007







Today I smiled, and all at once things didn't look so bad.



Today I shared with someone else, a bit of hope I had.



Today I sang a little song, and felt my heart grow light,



And walked a happy little mile, with not a cloud in sight.



Today I worked with what I had and longed for nothing more,



And what had seemed like only weeds, were flowers at my door.



Today I loved a little more and complained a little less,



And in the giving of myself, I forgot my weariness
Posted 02 Mar 2007

HONEST FEEL.
How sweet is heart?s gentle nature

That it evens out the very complexity

Of mental twists, the doubting structure

So an ocean?s rage becomes a calming sea

Posted 02 Mar 2007

FLAWLESS LOVE.
If one stave is removed from a barrel?s round,

Or the keystone missed from an arched ellipse.

And just one corner of a jig-saw cannot be found,

The tiniest flawed bottle allows endless drips.

    

Such is the love, without full times retention,

Which can never survive an eternity?s strength,

There can be no missing piece if prevention,

Of a broken heart is the sad end to love's length.



The Cooper will ensure a round of barrel's fit,

So does the Bricklayer as he trades in the stone.

Comes a picture to completion when pieces sit.

Glass is perfected when imperfection is thrown.



Speak of the love, which knows constant's time,

Which is bonded to full and keyed to success.

Flawless the fashion and steady the climb,

With two hearts matched in joy's togetherness.

Posted 02 Mar 2007

A voice
    Is heard every waking moment
    Heard
        No matter the location
The voice
    Is heard in every sound
        Natural or human-made
        Even that
             Of silence
The voice
    Comes through clearly
    The message
        Easy to understand
The voice
    Is always there
    Never fading
        A constant reminder
God?s voice
    Continually letting us know
    He
        Is always there
        For anyone
             Who calls on Him

Posted 02 Mar 2007

THOSE WHO TOUCH.

When I write, I speak of ghosts
Whispers
Humanity?s fingers

Those who have reached out
To touch me
So memory lingers.

I am composite
Multiplied
Comprised of many facets.

In this life
I am
Moulded by spectre friends
Who enlivened my soul

Each of you
Are the embodiment of my spirit

Those who love me
Those who hate my experience

I am the velvet and the red of your material

As you met me and left.
So I am reached
So do I reach
Not with a mind of judgement
But in all precious hope
That my touch enriches your life.
Posted 02 Mar 2007

Reply to Topic